risky business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    be careful ho kar kam karna hai na k dar kar chorna hai. simply forex koi bht mushkil or khatarnaak kam nahi hai agar aap ise samjhien or yeh janein k forex aap se kiya chahta hai, forex aap se mehnat lagan, learning, experience or kam risk wali trades chahta hai jo aap ko apni mehnat se yeh sab hasil karna hoga bas.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g brthr yeh business un logon k liye kaafi risky ho sakta ahi jinho ne abhi tak sahi tarha se training nahi le iss ki or wo iss trainig k bagair forex use kar rahe hain to un logon k liye yeh bohot dangerous rahega to iss liye pehle training phir traidng yar
      • #18 Collapse

        bro business kio b ho risky hi hota ha jo but forex risky to ha aur profitable b ha but is ko manage karnay ka tarika kisi kisi ko ata ha. Aap ki baat bilkul theek hai isay shuru karne se pehle complete knowledge hona bht zaroori hai.
        • #19 Collapse

          Forex jahan aik profitable business hy wahan yeh buhat risky bhi hy aur is main kisi bhi waqt loss ho sakta hy. Is leye jo log without knowledge ke forex main aatey hain woh aksar loss uthatey hain. Forex main kamyabi key leye hamain forex ko achi tarah learn karna chaheye aur jitni ho sakay is ki practice krni chaheye takeh hamain loss kam sey kam ho.
          • #20 Collapse

            jee hy sir m apki baat pay agre ekrta ho sir baat ya ha kay ya aek risky bussniess ha jis kay liye bs apko mehant krni chahaiye tab hi ap kamiyab ho skatay hy bs apko demo account ma tarde krni chahiye tab hi ap real accoutn ma tarding kr sakty hy
            • #21 Collapse

              Yes i consider as the risky online business so you must be care ful in forex if you want to earn good money from it, so with your hard work , experience and knowledge you must to minimize the risk factor so that your capital remaines safe all the time...
              • #22 Collapse

                Jo kaam jitne jaldy profit de sakta ha wo itne jaldy lose be de sakta ha es main bary ehtyet se sabar se kaam karny ke zarorat ha es lose ke risk ko achy knowledge information or experience se kam keya ja sakta ha
                • #23 Collapse

                  dear ase ho k hum jab trading kart han tu ya ek risky business hy is liye kis ko karn k liye phal ap k pas acha knowledge ho or ap na demo ma achi practice ke ho is liye ap ko is se acha experience ho tu phr risky kem ho ja jate hy
                  • #24 Collapse

                    G Bhai ap theek kh rhay hai.trading 1 risky business hai.lakin mere khyal say sirf trading mai hi mai hi nhi blkay jitnay b businesses hai un sb mai profit or loss dono hi hotay hai.lakin agr trading k business mai trader achay money management or achay skills k sath trading kray to yakeenan risk level ko decrease kiya ja skta hai or trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      Yes forex is risky in every trade there is risk take in the change but use good strategy to test the risk of casualty. every form of performing have a venture, but forex is feature author peril with the added concern. so, for derogate the danger.
                      • #26 Collapse

                        aap nay bilkul theek kaha k forex aik risky business hai is main aap ko loss bhi ho skata hai or aap ko profit b gain ho sakta hai is liay is mian carefully trade karni chahiye
                        • #27 Collapse

                          forex forex ma hum logon ko buhat zayda ahtiyat k sath kam akrna cahye kion k yehi hum sub k liay best ha or is liay ye hamari liay buhat zyada best ha or ma b isko acha samjta hn or is ma hum logon ko zyada sekhnay ki zarorat ha
                          • #28 Collapse

                            forex realy aik risky business hy. . .is main enter hony sy pehly isy seekhna chahiye or is main experience hasil krna chahiye. . .ye aisa business nai hy k is ko bgair seekhy shuroo kr dia jaaye. . .is main mehnat kee jaaye phr isko start kia jaaye. . . .
                            • #29 Collapse

                              forex mai trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur hamesha market mai money management ke sath chale.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: saji11 پيغام ديکھيے
                                ma ap ki baat sy iteefaaq karta hu forex business ho ya duniya ka koe aur business ho us ma risk zaror hota ha aur kamiyab b wohi hota ha jo risk achy tareky sy lana janta ho
                                hmm thek bat kahi aap na sajii bro ma.iss ma.ye pocbna chhao ga k kesy ma risk ko lena smjh skta hon qk ma.kamyab hona chata hon or acha banna chata hon iss business ma

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X