Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    Agar pakistan forex forum trading my ap ko us my bhot lose hota hy to ap is my bhot achy trading karo emotional
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      g dost apnay bohat informative post kia main apki bat say agree karta hun aur sub traders say request karta hun k wo kamyab honaty k liay forex main emotins ka use na karain.. loss hota ha to cool mind ho k usay cover karnay ki planing karain .. kun k forex main loss aik normal condition ha jo coverabel ha..
      • #1293 Collapse

        yes emotional ho kar decision lene mai loss ka anesha rehta hai is liye bohat normal andaaz main trade kare koi tension k bager
        • #1294 Collapse

          Emotional ho key koi nhi kaam na karien ap ko yeh baat dekhney ki zarorat hoti hai key ap jab jab kisi kaam mien lalach kartey hain ap is mien nuqsan per nuqsan kartey hain so us sey lesson learn karna chahye or emotions ko apney or trading sey door rakhna chahye.
          • #1295 Collapse

            forex tradin gmian affections kam nahi aty nuksan dety hain is liye in se ancillary band rehna chye ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki ability hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex capital koi cheating nahi ha ,ye authentic plan ha
            • #1296 Collapse

              Dunya main koi bhee aisa kam nhi hey jo k emotional ho kar acha ho sakay. Emotional honay se sirf loss he hota hey.
              • #1297 Collapse

                jab b emotional hun to market se duur hojaya karein qk aap ki loss ki sab se bari wajah emotional behavior b hota hai aap emotional hota hai qk aap emotional ho kar ghaat faisle lete hain ghalat trades open karte hain yeni aap technique ko bhul kar sirf dil ki sunte hue trades lagate hain or samjhte hain k market hamari marzi se flow karegi,.
                • #1298 Collapse

                  han bhai apko trading mein ak fresh mind chahye hota hai emotions wesy trading k waqt bhi apki trading pe bad effect dalty hain sath he sath apky decisions lene mein bhi thek nhi hai isly apko chahye jo bhi decision lena ha fresh mind k sath soch samjh kr lein ta k trading ache ho saky
                  • #1299 Collapse

                    eotional ho kay jub ap apni tarde pe koi bi order ko aply kartay hai tu is say apko lsot ho jata hai ye aik azmaya hau amal hai kay is surat mei asiay hi hona hota hai is laiy hi apko aik fresh mind say hi tarde ko karna ho ga
                    • #1300 Collapse

                      nae gg hmein bilkl bhi emotional ho ky planning ya decision nae lena chahye blky hmein sabr sy kam krna chahye ur trading krni cahhaye kyun ky emotional ho ky ghalt faisly kr lety hein
                      • #1301 Collapse

                        yes my dear jazbat main a k koi b fesla na krin trading k elawa b hamin aam zindgi ki masrofyat main kabi b jazbati ho k koi fesla nahi lena chahye. kbi kbi jazbat main lia gia fesla mehnga par skta hy.
                        • #1302 Collapse

                          my dear forex me emotions ki koi jaga nahi hai hume trading k doraan bilkul bhi emotional nahi huna chahiye balke khud per control rakhna chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte hain.
                          :o love FOREX without any condition :o
                          • #1303 Collapse

                            g bhai apna bat sai ki ha ka emotion ma ap trade na kara kiyu ka jab emotion ma huta ha to apko kiuch samjh nahi ata aur emotion ma ap kani soch ka trade nahi karta balka tuka marta ha jis ki waja sa apka loss hu jata ha is lia aisi halat ma ap nilkul bi trade na kara taka ap aik acha trader bn ska aur nuqsan sa bach ska
                            • #1304 Collapse

                              Emotional ho ky decisions na lain agar ap pakistan forex forum trading my work karty ho to is my bhot achy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                G han I agree with you. Kyun k emotion mein hum se aik acha decision nahi hota aur hum preshan rehte hain aur bht bari mistakes ho sakti hai jis ki waja se aik baray loss mein jana part hai. Is liye jab relex hon tab trading karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X