Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    Ji friends bilkul shi kha ap logun nay keh emotional ho kar koi bhi decision nahi lena cheyay kun keh agar ap koi bhi esa decision ley gey to ap ko trading main bhari nuqsan ka samna karna paray ga jis sey ap key problems barh jain gey . to soch smjh kar apnay decision lain trading main .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      forex trading mai agr ap k paas market koa experence hoga to apko bht zada faaida ho saakta hai is se apko time ki bachat bhi hoagi or ap araam se decision le sakte hain or profit bhi earn kar sakte hain
      • #1458 Collapse

        i agree with u my friend ye market aisi ha k jis ma aap tension free ho kr kaam krain ge to aap kamyab ho jayen ge jald bazi na krain sabar se kaa,m lain to aap kamyab ho jayen ge
        • #1459 Collapse

          ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may emotional maind say decisions say forex per kaam na kare kyun kay aisi halat may aap say koi ghalat trade lag jati hay jis ki waja say aap ka account wash ho jata hay is lye aap ko chahiye kay jab aap ka maind fresh ho us waqt trading karay.
          • #1460 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
            thek hai struit bhai aap ki bat masmjh gya hon aap ki sab posts kafi achi hain nce hai aap ki har post ma koi na koi bat hoti hai or mujhy kafi kvubseekhny ko mila hai thanks g
            • #1461 Collapse

              Forex key business main emotions ki koi gunjayesh nahi hy. Jo log emotional ho kar decision letay hain, woh wrong hotey hain aur yun profit honey ki bajaye loss ho jata hy. Hamain trading key doran greedy nahi hona aur na hi aggressive ho kar decision lena hy. Yeh mind ka business hy aur is main emotions ka koi kam nahi hy.
              • #1462 Collapse

                Jo log emotional hotey hain, woh thori si bat pr aggressive ho jatey hain aur wrong decision lena shuroo kr detay hain, jis ki waja sey loss ho jata hy. Hamain emotions ko trading sey door rakhna hy aur relax ho kar kam karna hy. Maximum traders ko emotions ki waja sey loss hota hy aur yeh buhat khatarnak beemari hy.
                   
                • #1463 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha hmen is business me emotional ho k kam nahe krna chahe kyu k agr hm is business me emotional ho k kam karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me emotional ho k kam nahe kiaa kareen
                  • #1464 Collapse

                    emotional of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex of the pakistan forex forum trading of the pakistan
                    • #1465 Collapse

                      jub hum kisi b kaam mai emotional ho jaty hain to us waqt humy koi b kaam jo k bada important ho nahi krna chahye kun k is main hum say mistake k zada chances hoty hain or is mai hamara nuksan hai is liay aviod it
                      • #1466 Collapse

                        g bilkul sahe kaha apne mere bhai emotional hode trade na kren kun k ais se apki forex ki trading me kafi asar parhy ga ais lea ap meharbani kr k trading kren thank you.
                        • #1467 Collapse

                          yeas dear kabi b emotional oar guhusay m decision nahe lahna chyaye kyo ka forex trading ma learning k bina kuch nahe ho sakta emotional state of mind app ko risk ke tarf la jati ha
                          • #1468 Collapse

                            Gee baahi sahab biklu theak kha hy k jab bhi trading krn apne emotions py qabo raken take ham loss na krn iss main
                             
                            • #1469 Collapse

                              forex trade main emotional ki koi jaga nahi hain jo trader emotion ho kar decision layte hain ja emotional ho kar forex main trade karte hain un ko nakami ka samna karna parta hain wo is business main pher loos main he jaye gaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                Gee baahi sahab biklu theak kha hy k jab bhi trading krn apne emotions py qabo raken take ham loss na krn iss main bs apne mind ko upset mt raken trading k doran
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X