Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    apke post ke saht mukaml tor par agre ho har trader ko chaye ke o direct app tread karne me apni emotion ko control karke hi decision lena chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      emotions hamko dabo sakte hen market me is lie agar kabi ham ko loss ho jay toh market se badla lene ki traf nahi sochna chahie balke us din trade na karen balke next day trade karen is se hamara hi fida ho ga or agar ham rvenge ke chakar me bari lot use kar lete hen toh boht loss ho ga is lie sabar se kam len
      • #993 Collapse

        forex trading business main ager app kamiyaab hona chahtay hain to eomotions ko apni trade se duor rakhain bazz dafa trader emotional ho kay decision lay leta hai aur galat trade open ho jaati hai jis se loss ho sakta hai.
        • #994 Collapse

          yes bhai me apke post ke saht mukaml tor par agre ho har trader ko chaye ke o direct dessicion na le balke muktlif site pe news dekh kar he forex me trade karne ka fisla kare to behtar he mere khyal me ku k is kam k liay fst learning then earning
          • #995 Collapse

            achi chez ye ha k icme koi time limit nai ha na hi koi area limit ha ap jab chahn jab b free hn ap ic me kam kar k bht bht achi earning kar sakty hn or ye aik bht bht hi zabrdst online kam ha ic me hum bht jaldi bht achi earning kar sakty hn...
            • #996 Collapse

              forex trading may emotion bot he dangerous hty hyn aor bot sary log apni bot sari amount emotion ke wja sy loss kr daity hyn aisy logo ky ley mera mashwra hy ky emotion aor greed ko katm kr ky aor proper analysis sy kam kryn to ap es market may earn kr skty hyn.
              • #997 Collapse

                yes you are rght dear ager ap forex krny k bary main serious ho jaty hain tu phir ap ko ready rhna chahiy losses k bary main ar emtinal ho k decision nahi lkna chahiy ap ko
                • #998 Collapse

                  G han hmen forex me kabhi bhi emotional ho kar decisons nahi lainy chahey kyun k agr hm is business me emotional ho k decison laity hain tu us hmen loss ho jata ha is liye hmen is business me hmeshah sabr se kam laity hoey apny mind se trade karni chahey ta k positive result hasil karen
                  • #999 Collapse

                    koi b kaam jazbati ho kar nahi karna chahye.ku k ye kaam hame bhot sa paisa deta hai to khas tor pay aesay kamo me to bilkul he lalach nahi karni chahye.warna nuksan aap k samnay ajae ga.
                    • #1000 Collapse

                      forex py kam karty waqt emotion ka koi lena dena nhi hota hy .. emotional hony sy kam kharab hota hy trding main emotions ka koi kam nhi hota hy trading or emotions do alag alag fields hain or in dono ka apas main koi taluk nhi agr tarding main emotional ho k faisla liye jaian to bht loss ho ga
                      • #1001 Collapse

                        yes dear app ne sahe kaha hai forex trading main emotion ho kar decision hum ko nahi leana chahiya.forex trading karte waqat hum ko appna emotion ko proper control kar kai trading karne chahiya.emotion aik bad habit hai
                        • #1002 Collapse

                          dear yes humen forex k buisness mein kabi b emotional ho ker decesion nai laina chahiye balkay humen chahiye k ham hamesha confidence k sath he kam karen to phir humen zaror is buisness k zariye se ek achi kamyabi mil sake gi
                          • #1003 Collapse

                            assalamu alaikum G dear aapp ne baat bilkull thee ki haiN maiN aap ki baat ko agree karta hOo OR RAHI BAAT YEH K YEH EKK ESA BUSNIS HAIn JIS MAIn Emotional walla tOo kaam hi nahi haiN dear aap ko apne oper expernce hoana cahhie then aap ekk acha trade laga saky gay dear ...
                            • #1004 Collapse

                              Yes Forex me hamesha sabar se kaam lena he agar ap emotional ho kar trading karte han to emotional me a kar trading na karrain kyon ke emotional trading se ap ko lose ke siwa kush ne milta hamesha trading sabar se karain
                              Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                do waja hoti hain jin ki wja se insaan emotional ho jata hai aik ye hai k is main agr profit ho jay to bhi emotional ho k trade lgata hai ziada profit k liye aur agr kisi ko loss ho jay to bhi emotion control nhi hoty aur banda gusy se trade krta hai apna loss pura krny k liye is se loss ho jata hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X