Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bilkul saekha yeh dil sa nae dimag ka game ha phoonk phonk kar qadam rakhna hota ismein koi direct kam nae hota.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji han mare dost bulkul hoo sakti hia,par hum ko kisi bi decision emotion lena nahi chaye,chaye app loss ma ho chaye app ko parfit hoo rah hoo,app trad karne ma apni emotion ko control ma rahke
      • #78 Collapse

        gee mre bhai forex me hmy emotion nae hona chahye emotion hmary trading ka dushman hy es lye emotion ho kr decision nae lena chahye blky relax ho kr decision lena chahye
        • #79 Collapse

          Emotional hokar decision lene main apka kabhi faida aur kabhi nuksan hota hai kyun kay main tu yeh kahunga kay ziada tar time ap nuksan hi uthate hain jis ki sab se bari waja emotional hokar trading main hissa lena hai
          • #80 Collapse

            motional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aa
             
            • #81 Collapse

              ji haan ager aap forex trading business mein emotional ho ker trading ko kerien gay tou aap achi trading ko nahi ker sako gay emotional decision humein iss per loss de saktey hain mein emotion ko like nahi kerta hoon.
              • #82 Collapse

                yes dear bhai app ne bilkul thika kaha ha jald baze main or emotional main app bohat sa greed karty ha and app ko kuch bhi faida hasil nahi hota ise liye app ko chahye kay app emotional ko control main rakh kay trading kary ta kay app ko koi bhi loss na ho and app ko profit bhi hasil ho
                • #83 Collapse

                  koi bi business karne se pehle apni emotions ko control karna pare ga or forex me to app is ko control laren ge or greed se bachen ge beshak app k pass exp na ho phr bi app profit hasil kar len ge.....
                   
                  • #84 Collapse

                    aghar insan emotional may ho to desion lay maghar boath dakh bal kar decision lay ku kay jub insan kbi kse chez ka fasila latha hay to isay samaj kar lana cheya
                    • #85 Collapse

                      Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences
                       
                      • #86 Collapse

                        baaz logo ko dekha gaya hain kay wo emotinal ho kar trading kartay hain or phir orders ko galat tareqay say lagatay hain or loss say asar andaz hotay hain or ghbrahat mein orders ko loss mein hi kaat detay hain to esa mat kiya kary orders ka w8 karliye karay kya pata profit mein tabdel ho jae..
                        • #87 Collapse

                          Es leay to kehtay hain ghusa harm hota ha agar ap es halet main decision kartay ho to wo ap ko loss da sakta ha ab ko cool ho kar trading karni cheaye
                          • #88 Collapse

                            Lalach insan ka dushman hai aur trade mein jab koi trader cool mind ho kar decision nhi karta lalach ya kisi aur waja se to kamyab nhi hota,to aik acha trader wo hai jo apne emotion par control rakhe.
                            • #89 Collapse

                              Emotions ka istemaal Forex trading main bout ziada nuqsan ka sabab ban jata hai. Jb b Forex trading ka kaam kia jaey to is ka sahi tariqa ye hai k aap is kaam ko aik karobar k tor par lain iss ki tamam chezon ko achi tara samjain k ks tara trade open ya close ki jati hai aur ks tarah indicators,market trend ko sai tariqa sy istemal kr k profit kamaya jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Business main app ko hamesha cool mind ho k kam karna chahian, emotional ko control karna or right deceion rith time pe lene ke zarorat hiti hai, business main jo apne emotion ko control main rakhta hai wo hamesaha success full business man hota hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X