Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    forex trading business main emotions app kay dushman hain jab app emotional hotay hain tab app say sahi decision nahin liye jaatay aur na he app market ko sahi tarah read kar paatay hain aur galat trade open kar lete hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      hello bilkul friend apki bat biklul sahe hai emotnal ho k kiya gya kam loss hi de ga her aik trader ko chaye ke wo direct dessicion na le balke muktlif site pe news dekh kar he forex me trade karne ka fisla kare to hi zayda behtr rahy ga us k apny liye ..
      • #423 Collapse

        g mry bhai iss may emotion ki nhi patience ki zarurat hoi hy ap na to losss say tang aakar koi jazbati faisla karen kiun may b ap pehlay say bi zyada loss me chalay jao aur na hi ap muqabla bazi me jakar emotional hon kiun k apko sirf apni kamyabi azez honi chahiye na k kisi ko peechay chorhna
        • #424 Collapse

          Forex may kam krny ky ley patience ke bot ehmeyat hy aor hamy aor hmy decision lainy sy pehly bot achi trah soch laina chaye,kun ky bgher knowledge aor confidence ky ham forex may kam nai kr skty aor na he earning kr skty hyn.
          • #425 Collapse

            jee han main ap se agree hon forex tarding main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss main emotional ho ker faisle nahi ekrna cheye warna ap ko iss main loss ho ga orr ap ka account bi wash ho sakta hi
             
            • #426 Collapse

              jee han bohat se tarder forex tarding main iss lye fail ho jate hain jab inn ko apne emotions per control nahi rehkta iss lye agar ap iss business main kamyb hona chete ho to ap ko iss main greed fear orr emotions ko control ker ke hi tradign kerni ho gi then hi ap kamyb ho ge
                 
              • #427 Collapse

                ok g ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi mai/////////
                • #428 Collapse

                  forex trading main emotional nahi hona chahy.kyun k emotional ho trade krna loss hone k bohut ziyada chance hote hain.is se apka a/c bhi wash ho sakta hai.is liye apko chahy trading krte wqt hazir dimgh ka hona bohut zaroori hai.
                  • #429 Collapse

                    simple sa formula he emotion is equal to nuksan aor sabar is equal to profit agy ap ne khode chose krna he k kis ko apnao gy ye decided to ap ka he tori earning kro gy loss nahe kro gy profit kro gy to krty jao gy agr yk dam ameer hone ki sochi to wo nahe ho sakta he
                    • #430 Collapse

                      i think yes we should not take any desicion about forex trading in emotions because when we take desicion in emotions we can get loss and to save from losss we should control our emotions and when we control our emotions we can earn money.....
                       
                      • #431 Collapse

                        trade krty huwy ap k mind ko cool or fresh hona chaye. ager ap ka mind fresh na ho, or us me dosri baten ghoom rai hn to ap apni trading sai se nai kr paye gy. jald bazi me a k ya emotional ho k trading krny se ap ko srf loss he hoga, coz jb ap emotional hoty hain to ap ka mind properly work nai kr raha hota, wo sary aspect ko nai soch pata, us wqt ap senseless hoty hain, to aisy wqt me koi decision na len js se bad me ap ko nuqsan uthana pary
                        • #432 Collapse

                          g bilkul ye bhot mainy rakhta hy k humain apny hosh o hawas main reh kar fasla karna chai hy taky fasla sahi ho or agar hum har baat main emotion se karngy to kani fasla thek nahikar paengy or is main hum apna hi nuqsan karty han ........
                          • #433 Collapse

                            iss baat k tu sb ko pata hai k forex mein agar profit ziada hai tu loss us se bhi ziada hai iss liya forex mein hum ko bhut ziada soch samjta kar trading karni chaya aur emotional k matlab hai. forex mein loss karwna iss liya forex mein kabi bhi emotional nahi howa chaya aur forex mein planing k sath trading karni chaya.
                               
                            • #434 Collapse

                              forex trading main mery khaiyaal main emotions use kerny sy loss k chances zayada hoty hain ku k app emotions sy zyada invest kerty hain or in case of loss apka account balance end hojata ha trading main emotions apko just loss main lay jaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                jub tak ap any emotions ko nai control kar skty tub tak ap trade main galt faisly kar kar k nakam hoty raho gy is liye trading main damag ko hazir rakh k trading karni chiaye .......................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X