Supports and Resistance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supports and Resistance
    Dear Forex Members

    Jab tak ap analyssi mai achy se supports or resistance nahi nikal laity hain na tu ap sahi se stop loss ko set kar saktry hian or na he ap take profit ki sahi value lay sakty hian or na he ap trend line ko sahi draw kar skaty hian es leye koshish karian jab be ap trade karain 3 values kam as kam in ki nikal lay phir demo pay test karain kay ap ki support or resistance kis had tak theek hai or sub ki values test honay kay bad likhain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Supports and Resistance

    Behtareen post apki post ajj sab sy behtareen hai bhai bilkol jab tak humy market mai support and resistance find karna nahi ata tu forex ki market mai hum zero hai q k market enhi py chal rahi hai support and resistance py he aik achi entry milti hai jab tak humy support and resistance ka pata nahi hoga tu hum kesi b jaga entry lengy or 2 bar faida or kahi bar loss karengy.
    Shokria bhai asy he information share kia kary Thanks
    • #3 Collapse

      Re: Supports and Resistance

      Support And Resistance Aik Bhut Hi Achi Cheez Hai Jo um Sab Forex Forum Kay Members Ko Follow Karni Chahiye Dill Say Takeh Hum Sab Ko Aik Dosrey Say Faida Hasil Hota Rahy Or Koi Bhi Member Kam Knowledge Ka Shikar Na Ho. Agr Hum Support Or Resistance Ko Level Rakhein Gy Tu Forex Forum Par Visit Karney Waly Log Hamari Di Howi Knowledge Ya Malomat Say Bhut Faida Uthaein Gy

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Supports and Resistance

        similarly, agar ham ny support/Resistance levels ko accurate draw kia hai tou is ky liye hamein Line Chart use krna hoga q k is k bgair mumkin nahi. aur agar support/ resistance levels ko agar ham ny draw nahi kia tou ham trading mein support/resistance level hamein loss deta hai.
        forex mein trading hamein in teeno charts ki properties ki information ka hona bohat hi zaroori , q k har chart ki kuch apni specific properties hoti hain, jo hamein baaki charts mein nahi miltin. Agar ham ny Best Trading karni hai tou us k liye teeno Charts (Candlestick, Line Chart aur Bar Charts) ka accurate use pta hona bohat hi zaroori hai.
        • #5 Collapse

          Re: Supports and Resistance

          Jab tak Ham market ko analyses Karke usmein se support aur resistance ko alag nahin kar sakte tab tak Ham market Mein profit Nahin Hasil kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham market mein es ko Samajh Kar support aur resistance ki acche tarike Se Samjhe aur isko samajhne ke sath sath market ki situation ke sath Apne trade lagaen aur uske sath Apne account ko profitable banaen.
          • #6 Collapse

            Re: Supports and Resistance

            dear friend agr ap forex trading mn ptofitable trading krna chahtay hn to apko chayay k trade hmesha support and resistance level pa lgayn keun k agr ap support ya resistance level sa trade lgayn gay to ap achhi trading kr k achha profit hasil kr sktay hn
            • #7 Collapse

              Re: Supports and Resistance

              اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
              Dear Forex Members

              Jab tak ap analyssi mai achy se supports or resistance nahi nikal laity hain na tu ap sahi se stop loss ko set kar saktry hian or na he ap take profit ki sahi value lay sakty hian or na he ap trend line ko sahi draw kar skaty hian es leye koshish karian jab be ap trade karain 3 values kam as kam in ki nikal lay phir demo pay test karain kay ap ki support or resistance kis had tak theek hai or sub ki values test honay kay bad likhain.
              Yes friend ager marker ke analysis karne he to support aur resistene ke bare me knkwledge bhut xaroribhoti he aik dafa kisi be treader ko is ke experience hasil ho jai to ye treader saho waqt per acha profit hasil kar sakte he
              • #8 Collapse

                Re: Supports and Resistance

                hamy market ke movement ko sam kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik world wide busienss hain hum is mai bager balance account bana kar be kamk ar sakty hain yai aik world wide busienss hain hum gar mai bath ka ri smai kam kar sakty han is mai hamara koi be boss nah hain
                • #9 Collapse

                  Re: Supports and Resistance

                  Dear ap na bohat he acha topic share Kia hai support and resistance bohat best ches hai.
                  Dear Ham support and resistance ko use kar ka acha benefit hasil jar sakty Hain
                  Dear market main AP na Kam akrna hai to AP ko support and resistance ko follow karna ho ga
                  Dear ye online business hai is main active mind ka sath Kam Kar a hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Supports and Resistance

                    Assalamu Alaikum aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke andar do Tarah Ke Log hote hain Ek aur ham sport level Kahate Hain Aur Ek Ko Ham resistance level Kahate Hain sport level vo level Hota Hai Jahan per market Apne minimum price ko touch karti hai aur dobara upward trend start hota hai aur instance level vah level Hota Hai Jahan per market Apne maximum ko touch karti hai aur vahan se downward trend Dobara start Hota Hai agar aap Forex trading ke andar support or resistance level sahi tarah se nahin nikal Sakte to aapko stop loss or profit lagana hai main Mushkil per jaati hai isliye sabse pahle support level or resistance level nikalna sikhen aur uske bad stop loss aur take profit Lagana Aana chahie Uske bad aapko trading Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Supports and Resistance

                      Support or resistence 2 terms hain forex trading ki. Support ka jesy k matlab sy hi show ho rha hai k support krna , is position pay market ki prices down hoti hain jo buyer ko moqa deti hain k wo low price pay buy kar sky. Support point pay ye cheez b notice ki jati hai k idr buyer ziada hotay hain as compared to sellers. Resistance ka matlab hota hai rokna, ye b apny matlab sy hi show ho rha hai k is point pay market ki prices maximum ho jati hain jidr seller ziada hotay hain as compared to buyers. Shukria
                      • #12 Collapse

                        Re: Supports and Resistance

                        jee haan dear ap ne bohat he achi or knwodge able post ki hai main apki baat se agree karta hun supot lines or risistance lines ki forex main bohat he ziaada ahmyaat hai apko chahiey k ap aik mazbbt suport linse se buy ki trade len or aik mazboot risistance line se ap aik mazboot sell ki trade ba asani se le sakty hain bas apo iss mian aik mazbbot line ka intkhaab karna hota hai kam se kam aik do bar uss lines ko markete ne touch kia ho tabhi ap iss mian phir achi earninng kar sakty hain ye aik bohat he ziyyada profit dainy wala bunses hai agr ap iss main mehnat lgan or himmat se kaam karty hian to
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Supports and Resistance

                          jee haan dear ap ne bohat he achi or knwodge able post ki hai main apki baat se agree karta hun supot lines or risistance lines ki forex main bohat he ziaada ahmyaat hai apko chahiey k ap aik mazbbt suport linse se buy ki trade len or aik mazboot risistance line se ap aik mazboot sell ki trade ba asani se le sakty hain bas apo iss mian aik mazbbot line ka intkhaab karna hota hai kam se kam aik do bar uss lines ko markete ne touch kia ho tabhi ap iss mian phir achi earninng kar sakty hain ye aik bohat he ziyyada profit dainy wala bunses hai agr ap iss main mehnat lgan or himmat se kaam karty hian to iss mian ap itna profit gain kar skaty hain jitna ap ksii bhi or busens main nai earn kar sakty

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X