Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain
    Basically Trading Indicators Jo Hotey Hain Wo Is Liye Use Kiye Jatey Hain Takeh Wo Use Kar Kay Hum Mathematical Calculations Kar Sakein Jo Keh Charts Par Lines Ki Prices Mai Mojood Hotey Hain Indicators Bhut Help Kartey Hain Trading Mai Profit Earn Karney Kay Liye.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

    Dear ap k knowledge mein izafa karny k liye main ap ko is post mein indicators k bary batana chahta hon k indicators name se he zahir hai k indication se ye lafz bana hai jis ka matlab kisi cheez ki taraf ishara karna aur forex trading mein indicators hamyn market ki next movement k bary ishara dety hain k ab market ka kya trend chal raha hai aur next kya trend hoga tu ap ko achi aur kamyab trading k liye indicators ka use karna chahiye aur different types k indicators apko MT4 par diye gaye hain jin ko ap use kar sakty hain but pehly ap agar demo account par practice kar lyn tu apko pata chal jaye ga k kon sa indicator apko acha profit dy raha hai ta k ap real account par wohi use karyn
    • #3 Collapse

      Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

      Indicators ko Ham apne purpose ke liye use karte hain aur jo indicators hote hain vah hamari trading ko improve karte hain aur hamen unse pata chalta hai Ki hamen yah indicators hai inko use karna chahie ya nahin karna chahie to yah chij hamare liye bahut jyada best hoti hai hamen batati hai ki hamen trading kaun se Pair per Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

        Indicator hum use karty hai K humy market ki next moment ka pata chaly k market kes side up ya down move kary gi par indicator candle ko follow karta hai mtlb jab apko indicator batata hai tab market kafi agy nikal choki hoti hai per entry lena mushkil hai.
        Agar koi indicator market sy pehly humy bata pata tu ajj ki market mai koi itna loss na karta. Market mai wahi traders kamyab hai jo apny analysis py kam karty hai or market research karty hai wo Indicators use nahi karty.
        Humy b indicator k bajay analysis py dehan dena chaheye.
        • #5 Collapse

          Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

          Dear Forex member indicators ko Ham market ki situation aur Market Ki next moment ke liye istemal Karte Hain. Yani market Jab up Jaati Hai yah down Aati Hai To yah indicator se Hamen Pata Chalta Hai Ki market ki situation is time is Jagah per hai.
          Isiliye Hamen chahie ke Ham Tamam indicators ko samajh sake Taki es sy market ki moment Ham Ba asani Maloom Karke Apne aapko loss se bachayen, aur apne account ko profitable banaen.
          • #6 Collapse

            Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

            hamy market mai indcoator ko use kar ky kam akrna h ga pher he hum munfa haisal kar saky gy hm is mai raat mai be kam mkar sakty hain hm is mai din mai be kam mkar sakty hain yai kabe be band na hony wala acha busienss hai hm is mai bager balance account bana kar be kam mkar sakty hain hm gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain asane ky sat
            • #7 Collapse

              Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

              forex mai hamy trading karny ky liye indocator ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam mkar sakty hai hm s mai din mai be kam kar sakty hain hm gar mai bath kar is mai kam karty hain hum s mai agar lalach ban ky kam karty hain to hama lossh ain hum gar mai bath kar is mai kam mkar sakty hain asnae ky sat
              • #8 Collapse

                Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

                signs ko Ham apne reason ke liye use karte hain aur jo indicators hote hain vah hamari buying and selling ko improve karte hain aur hamen united states pata chalta hai Ki hamen yah indicators hai inko use karna chahie ya nahin karna chahie to yah chij hamare liye bahut jyada excellent hoti hai hamen batati hai ki hamen trading kaun se Pair according to Karni chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators Ko Hum Kis Purpose Kay Liye Istamal Kartey Hain

                  Aoa friends ksy hain ap log indicator ko hum market k trend ko talash krany ya esy smjh lain k market ko smjhnay k leay ap ko indicators ko use kia jata hy indicators k bhot sari types hoti hain agr ap trading main kamyab hona chahty hain to ap ko chahey k khub dil lga kr mehnat krai indicators ko seekhany ki koshish krain jab ap indicators ki seekh jain gy to ap k leay trading bhot hi zyada asan ho jay gi or ap ko ki earning bi bhot achi ho gi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X