kyia koi bata sakta ha k forex main kitna feda or kitna nuksan ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kyia koi bata sakta ha k forex main kitna feda or kitna nuksan ha
    Aslam-o-alkum doston kyia mujhey koi bata sakta ha forex trading main kitna faeda or kitna nuksan ha nuksan se bachne k liye kiya karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main profit and loss ki koi limit nahee hai is main profit bhi unlimited hota hai aro loss bhi agar seekh kar karne k baad trading kare to phir hi profit hota hai
    • #3 Collapse

      dear mera khayal hy k forex mein jitna faida hai uthna he naqssan hai,hum loss sy bach skty hain ,but thori mehnat krna pry gi,forex k rules ko follow krna pry ga,information and experience hasil krna pry ga forex k about,lalach sy bachna pry gaa,in batton par amal krny k baad humery forex mein loss k chances bht kam ho jaty hain.
      • #4 Collapse

        bhi ya to ap pa depend karta hai ka ap kitni mahnat karrta hainaur kitna earn kar ta hain agar ap is par mahnat karain ga to ap kamyab hoon ga aur ap mahnat nai karain ga to nuksan hi nuksan hai
        • #5 Collapse

          my dear forex aik business hai aur faida ya nuqsaan ap ki ability per depend karta hai agar ap k ander ability hai tu ap iss se achi earning kar sakte hain other wise ap ko loss uthana pare ga.
          :o love FOREX without any condition :o
          • #6 Collapse

            Forex market has the profit and loss. We are work the market with the mind. We are good work and earn the money. We are success in our earning.
            • #7 Collapse

              Walekum Aslaam
              Forex trading mien faida bhi bhot hai and jab nuqsan hota ha to wo bhi bhot hota hai mien is silsley mien sirf itna kahoungi key yeh ap per depend karta hai key ap is mien sey faida uthaney waley hain ya pir ap is mien loss karney waley hain mainly learning per depended hota hai yeh.
              • #8 Collapse

                The financial management is how to regulate the financial system in the form of cash smoothly, restrained, debts, accountability and the like. the discussion is about financial management but apparently shifted to the matter of risk management
                • #9 Collapse

                  bro this is profitable business ha but loss is the part of nay business right bro i m in loss because mane sekhnay bina real invest kar diya tha but hopes soo an kafi sekha liya ha andhope soo i can recover my money
                  • #10 Collapse

                    je main ap ke bat samaj gia hon kah forex main kitna faida h or kitna nuksan h .or nuksan se bachne ke lae hamin kia karna chae .bhi as main hamin bohat zyada mahnat karna ho ge as main jab tak ap mahnat nahe karte ap ko nuksan he hota rahe ga .or nuksan se bachne ke lae ap ko as main market ko chek kar as main tradin karna chae or soch samaj kar .phir ap loss se bach sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      thori mehnat karna pary gi forex kay rules ko follow karna pary ga information hasil karna pary ga forex kay bary mein lalalch say bachna paray gaa in batoon per amal amal karne kay baad hamary forex mein loss kay chancess bhot kam ho jatyhain.
                      • #12 Collapse

                        forex me faidy or profit ki koi limit nahe hoti jis tarha se trader ko munafa hota hai usi tarha se humen nuksan bhe ho skhta hai is lye forex me ap soch samjh kar he trading karen warna ziada loss beh ban skhta hai
                        • #13 Collapse

                          my dear forex ek best leverage base business hai is liye ap forex ki madad se km invest k sath achi earning b kr sakte ho or ap se loss b ho sakta hai but agar ap risk ko manage krte hoye trading krein to ap best earning kr sakte ho
                          • #14 Collapse

                            dear forec ek online business he jis me earning,profit or loss ki koe limit nahi hoti.forex trading me kitna bhi faida bhi ho sakta he or loss bhi ho sakta he so its not clear that kitna faida or kitna loss hoga bas profit or loss k bare me ye kaha ja sakta he k profit apko skills k mutabiq ho sakta he or loss apko apki galatiyu ki waja se.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear forex trading me 50% profit or 50% chances loss k hoty hey agey app ka experience or knowledge app k kam ata hay k app loss factor ko ketna kam kar sakty ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X