Forex trading mein education limits...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein education limits...
    Assalam o Alaikum dear forex members,
    Pak forex forum mein education ki koi limit nahi hai ap achi tarha se kam k Bary mein learn kren aur knowledge aur information hasil Kar k ye business Kar sakty hain ye ap py khod pay depend karta hai k ap kitna jaldi is kam ko sekh paty hain is kam k liye higher educated hona zarori nahi apki mehnat aur apki salahiyat he Kafi hai is mein kamyabi k liye jitna zeyada mehant kren gay uska phal bhi hasil karengy market ko thek se samjha k phir he ap trading Kar sakty hain aur rules ko follow kar k mamyab bhi ho sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein education limits...

    Forex business me education ki koi limit hay hi nahi aur na hi mind me ye khayal rakna chaye key Forex business ko samjny aur es me kamyabi key ley education ki koi limit honi chaye, education jetna be zeyada aur acha ho har profession me kamyab hony key ley ye zarori hota hay Forex ko samjny aur market me behtar trading karny key ley education ki importance zeyada hoti hay aur es ki waja se economic news ko samjny me asani be peda hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein education limits...

      dear friend forex trading ki yeh khoobi ha k is mn education ki koe limit naen ha keun k is mn hr koe join kr skta ha keun k meray khial mn forex trading mn kam krnay k liay sirf prhna likhna jansna zroori ha keun k forex trading mn kamyabi ziada taleem sa naen milti balkay mehnat k sath kam krnay sa milti ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein education limits...

        forex trading main education ki koi limit ni hy aur na hi humy yah kheal krna chahy k education main trading ki koi limit ni hy ao yah sochna band kr dy k is ki koi limit hy hn agr ap k pas jitna ziada elam hoga otna ziada ap is pr achy traqey sy trade kr k acha profet hasil kr skty hain aur qamyab busniss main ban sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein education limits...

          Assalamu Alaikum Forex trade Mein education ki koi limit Nahin bus Yahan per aapane a information ikatha karni hai forex trade ko ziada say ziada smjhnay ki koshish karein jitna ho skaya learning karein aur apnay sawalaat apne seniors ko post karein takay ap isko behtar tarikay say jaan sakein jitna ziada aap mehnat karein gay utna ziada bonus kamaya gay taleem ki koi limit nahin bas jitna ho skaay forex members kay saath sync rahein 50 say ziada post karnay ki koshish karein mistakes say avoid karein
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein education limits...

            Assalamu Alaikum dear Forex member forex trading main ap apni education ki bunyad per nahi balkhe experience ki buntad per kam karte hai hamesha ap trading main experience se hi kamyabi or aggy barh sakte hai aik acha trader hamesha market ko analyse karta hai agr ap market ko analyse karke kam kare gy tabhi ap aik ache trader ban payenge hamesha ap is main candel pettoern sehi achi trading kar sakte hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein education limits...

              Slam Dear members!......
              Dear members Pakistan forex form par education ki koi limits Nahi hai Aap es main good knowledge Hasil kar ke ache se work kar skte Hain Aap forex se related good knowledge and good experience Hasil kar ke ache se es main kaam kar skte Hain es main ache se work Kren good learning Kren or good earning kren
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein education limits...

                Dear friend forex trading dunia ka wahid business hey jiss men education ki koi pabandi nhi hey aur iss men her education k log kam kar rahay hen aur kam education k log bhi achi trading kar k acha profit kama letey hen lekin education ka advantage zaroor hota hey kiun k jin k pass education ziyada hoti hey woh dusaron se jaldi kamyabi hasil kar letey hen aur acha profit kama letey hen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein education limits...

                  Education limit I think k 10 tak hi hai yh is se bachy bhi hu skti hai bs agar hammy English prhni atti hai tu limit kuch ni hugi because is mai ham ny urdu mai hi kaam krna hai posts threads urdu mai hi krna because yh aik Pakistani site hai jis se ham achy treqe se earning kr skty hain is mai koi limit ni hai age ki
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein education limits...

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadshafi پيغام ديکھيے
                    Education limit I think k 10 tak hi hai yh is se bachy bhi hu skti hai bs agar hammy English prhni atti hai tu limit kuch ni hugi because is mai ham ny urdu mai hi kaam krna hai posts threads urdu mai hi krna because yh aik Pakistani site hai jis se ham achy treqe se earning kr skty hain is mai koi limit ni hai age ki
                    Forex main koi education ke limet nahe hay bas aapko kam karne ka tujarba hon chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein education limits...

                      Forex mein kaam kernqy kay lye education ki koi limit nahin hai lakin forex kay knowledge ka hona bahut zaroori hai education ki koi pabandi nhi hey aur iss men her education k log kam kar rahay hen aur kam education k log bhi achi trading kar k acha profit kama letey hen lekin education ka advantage zaroor hota hey kiun k jin k pass education ziyada hoti hey woh dusaron se jaldi kamyabi hasil kar letey hain iss lye knowledge ko improve kerna bahut zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein education limits...

                        Dear traders... Ye forex market ka online business ek buhat hi asan business he is ke lye hamen education ki limits darkar nahe hen balke trader ban'ne ke lye yahan hamen himat or hosle ki zarurat hiti he trade kerna sirf educated logo ka kam nhe he trade ko un-educated log bhi ker sakte hen bas juatujo or lagan honi chahye.. or seekhne ki chahat honi chahye or lalach nhe rakhni chahye.. un-educated log seniors ki madad se forex ke business ko seekh sakte hen or experience hasil ker sakte hen fr apna business start ker sakte hen... Hamen chahye ke ham un-educated person ki bhi help karen un ka earning kerne ka bhi pura pura haq hota he...
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein education limits...

                          Forex market mein kam karne ke liye humko acchi planning karne ke liye ye apne senior se helpline nahin hoti hai agar Ham forex market mein apne senior se help lete hain aur is market mein acchi plan karke kam karte Hain to Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham is market mein acchi planning kam karke kam karte Hain to humko is market mein kamyabi mil jaati hai agar Ham forex market mein kam karne ke liye acchi planning karke kam karte Hain to Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trading forex market mein trading plan banaa kar kam karte hain vah is market mein successful Ho jaate Hain humko is market mein acche kam karne ke liye hard work karna hota hai agar Ham per market mein main trading plan banaa kar kam karte Hain to Ham kis market mein kamyabi mil jaati hai forex market mein achcha kam karne ke liye humko trading plan banaa kar kam karna hota hai jo dress market mein apne trading plan ke hisab se kam karte hain aur is market mein Mani Mani mitcoe follow karte hue ka marte Hain vah is market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kam karne ke liye humko acchi planning ki jarurat hoti hai iske bad yah miss market mein kamyab Ho jaate Hain agar MS market mein achcha Kam nahin karte humko is market mein kamyabi mil jaati hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein education limits...

                            Forex trading mai education limite koi nahi bs apko itna pata ho k buy kia hai sell kia hai or turri bohot apko samaj ho tu ap market mai kam kar sakty hai. Mtlb agar ap kesi sy training ly ly tu ap Bagher education k forex mai kam kar sakty hai or apko faida B hoga. Q k forez mai koi likay parhai nahi market analysis hai Technical analysis par apko Fundamental analysis maat dy sakti hai kabi b koi news market crash kar sakti hai tu apko loss otana parry ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein education limits...

                              Hello dear Forex members
                              Forex per kam karne ke liye education ya degree ki koi jarurat nahin
                              Hamare pass jitna jyada achcha knowledge hoga ham utna hi jyada acchi aur informatics post create kar sakte hain
                              Jitni acchi aur informatics post hogi tu kitni zyada main bonus or likes mein lekar chance hote Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X