keya indicator sy faida hasil krskty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    keya indicator sy faida hasil krskty hain?
    hum trading karte hain keya hum trading kliye acha profit hasil karne kliye hum indicator ko istamal krskty hain hum ko indicator sy faida hoga
    k nahi hum tau chahte hain agr hum ko koi indicator be istamal karna pare tau hum ko loss kam ho aur faida zeyda hoga take hum achy earning
    hasil krne mein kamyab hojahain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

    Ji han app nya bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath kam karn achahye kun kay agar hum forex men jaldi kay sath kam karen gy tu humas men kabhy bhe achy earnin ghasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men bahtu dil laga kar apna kam jary rakhna chahey kun kay agar hum forex men dil kay sath kam nahin karen gy tu hum as men acha profit hasil nahin kar sakty hain as men hamen dil kay sath acha kam karna hota hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat kay sath kam akrty hain tu hamena s men utna hi faida hasil hota hy ur hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

      G han bilkul dear ham indicators se faida hasil kar sakty hain kyun k indicators hamyn market ki next movement k bary bataty hain ham different indicators ko chart par laga kar trend ko check kar sakty hain hamyn MT4 par different types k indicators diye gaye hain kuch indicators famous hain jis tarha RSI aur moving average bahut achy indicators hain jin k use se ham acha profit hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

        Forex mai bhut sary indicator use hoty hain aur hr aik ka apan faida hai aur hum en ko use kr k faida hasil kr skty hain jasy
        1. Laguerre aik famous indicator hai yeh indicator sharp noises k effect ko minimize krta hai es k elawa yeh reliable confirmation signals deta hai
        2. ScalperDream b aik indicator hai yeh indicator scalping mai bhut zyada efficient hai q k yeh accurate enter aur exit k signals deta hai
        3. Eye indicator yeh multifunctional indicator hai jo k intraday trading k leay best hai yeh Zigzag k similar hai jb indicator ka pupil blue ho to eska mtlb hota hai Sell position open hai aur jb indicator ka pupil red ho to eska mtlb hota hai k Buy position open hai

        Essi tra hum baki indicators sy b faida hasil kr skty hai
        • #5 Collapse

          Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

          indicator ko use ka rk hi hum achy say tradr ban sakty han but hamain chahye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main emotion ko kabo main rakhan ho ga tba hi hum run karein gay so hamain is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho sakty hain so hamain is k bary mani earn karny k kabil ho sakty hain auur hamain markt main practice karny k kabil ho sakty hain tab hi hum run karien gay
          • #6 Collapse

            Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
            hum trading karte hain keya hum trading kliye acha profit hasil karne kliye hum indicator ko istamal krskty hain hum ko indicator sy faida hoga
            k nahi hum tau chahte hain agr hum ko koi indicator be istamal karna pare tau hum ko loss kam ho aur faida zeyda hoga take hum achy earning
            hasil krne mein kamyab hojahain .
            Dear friend forex market me market ke trend ko samajna chaya aur bhut soch samaj ke sat market ke analysis karni chaya ager mehnet kare ge aur market ke analysis kare ge to fayada be hasil kar sake ge
            • #7 Collapse

              Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

              hum indicator sy fida he hasil karty hai hamy indicator ko use kar ky trading karne chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky agar hum indicator ko ignore kary gy to hamy is ka acha result nahe hasil ho ga yai aik world wide karobar hai hum is mai as a job be kam kar sakty ha hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai ache earning hasil kar saky
              • #8 Collapse

                Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                je bhai ap ne bohat he acha knwoldge shair kia hai forex mian hem trned ko follow karna chahiey hemen trned ko follow karny k lliye hme indicator ko use karna chaiey forex mian waisy to bohat he sary indicatersa hain jin ko hum follow kar k achi trade kar skaty hian iss mian sab se ziyada mashhoor indicater moving avradge or rsi hai ye indicater hem marekte k trend ko samjhnay k liye bohat he ziyada help karty hain iss mian hem trading karny k liyye bohat he achy signal mil sakty hian bas ap ne iss main starting mian bohat he izyada iss mian iss mian mehnat karny ki zaroorat hoti hai tabhi ap iss mian achi earning kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                  je bhai ap ne bohat he acha knwoldge shair kia hai forex mian hem trned ko follow karna chahiey hemen trned ko follow karny k lliye hme indicator ko use karna chaiey forex mian waisy to bohat he sary indicatersa hain jin ko hum follow kar k achi trade kar skaty hian iss mian sab se ziyada mashhoor indicater moving avradge or rsi hai ye indicater hem marekte k trend ko samjhnay k liye bohat he ziyada help karty hain iss mian hem trading karny k liyye bohat he achy signal mil sakty hian bas ap ne iss main starting mian bohat he izyada iss mian iss mian mehnat karny ki zaroorat hoti hai tabhi ap iss mian achi earning kar sakty hain ye asia busness hai jiss mian ap itna profit earn kar skaty hai jitna pa kisi bhi or busess main ni earn kar skaty
                  • #10 Collapse

                    Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                    indicatores ko ager hum trading main uise kerty hain tu huamin sirf aik hi indicatore ko trading main use kerna chahiy is se humain faida ho sakta hay ager hum ziada indicatores apni trading main use kerty hain tu is se humari confusion main izafa hota hay hum theek se trading bhi nhi ker sakty ager main apna experience share karon tu ajtak main na koi indicatore apni trading main use nhi kia wo is liay k indicatore humain market ki presnt condition k baray main bataty hain future k baray main koi bhi indicatore humain indicate nhi kerta.
                    • #11 Collapse

                      Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                      ham hamesha indicator se fayda hasal kar sakte hain hamesha meri ek baat yad rakhen jo bhi hamesha indicator se fayda hasil karna chahte Hain aise log Forex trading mein bahut kamyabi hasil karenge Jo bhi main naat kahta hai hamesha Forex trading mein uska ek naam hota hai aur kamyabi aise logon ka muqaddar ban jaati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                        Dear member agar aap trader hai aur trade open Karte Hain To aap indicator ke alava kabhi bhi trade Mein profit Hasil nahin kar sakte Kyunki indicator Jo hote hain yah market ko analyse karne ke liye yah sote Hain analyses ke bad hi aap profit hasal kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                          Ji Bhai indicator sa bhi profit gain kar sakty Hain but indicator ko achi trah sa sekh kar trading chart par use karna ha tab q k indicators bohat Hain or har indicator apna apna ishara deta ha market ki movement k bary main
                          • #14 Collapse

                            Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                            Dear friend forex indicator use hota hai Ham trading karte Hain Tum indicated use karte hain aur trade kar lagate Hain use nahin karte acche se nahin Ho paati isko behtar karne ke liye indicator ka use Kiya jata hai
                            Indicator bahut hi profitable sabit hota hai
                            toothpaste mein bahut signal aate Hain Jo signal hamari trading karne mein madad dete Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: keya indicator sy faida hasil krskty hain?

                              Indicators quiz's karna bahut jyada jaruri hai jab tak Ham indicators per Kam Nahin Karte tab tak Hamen kamyabi Nahin Mil sakti Forex indicators bahut jyada important hote hain aur bahut Sare Aise indicator se jo ke bahut acche tarike se kam Karte Hain agar aap speed indicator ki taraf Jaate Hain To aapko bahut Sare indicator Aise Milte Hain Jin per aap Achcha kam kar sakte hain Raksha profit bhi Kama sakte hain aur Kyon Ke ine indicator share market ki prediction Maloom hoti hai ki market ki movement Kis Tarah chal rahi hai aur kya moment ho sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X