with hard work no one can get success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    with hard work no one can get success
    my dear forex me bina mehnat k koi bhi successful nahi ho sakta ye bht risky business hai so hume bht careful ho kar iss me trading karni chahiye.
    :o love FOREX without any condition :o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hard work is a key of success jitni ap mehnat karenge utna hi apko faida hoga so apni lagan or mehnat se kaam karenge toh zaroor kamiyaab honge aik ache trader bhi ban jayege humesha sab se phle earning k upper focus nahi karna chiye sabse phle learning pe focus karenge toh zaroor kamiyaab honge.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum me ap ki is baat sey kabhi be agree nahi karon ga jnab key hum hard work kar key forex trading sey earning nahi kar saktey bal key aik hard work he aisi key hey jis ko use kar key hum dunia ka koi be mushkil sey mushkil kam kar saktey hen.
      • #4 Collapse

        my dear hardwork kar k hum forex se achi earning kar sakte hain ap ne ghalti se without ki jaga with hard work likh diya hai but niche parh kar ap ki bat samajh ai hai k ap kya kehna chah rahe hain you are right mehnat k bina success milna bht mushkil hai.
        • #5 Collapse

          yes this is right very correcct brother koi bhi insaan begair kisi hard working ky profit nahi uthata hay so usay must loss ka samna kerna parta hay and usko kafi sari anthak mehant bhi kerni parti hay tab jaka wo kamyaabi hasil kerta hay
          • #6 Collapse

            g ye baat to hai ke is mein sirf hard work kaam nahi ata balke is mein apko smart bhi banna parta hai is mein kamiyab hone ke liye aur apni trading ko behtar se behtar banane ke liye.
            • #7 Collapse

              ap bilkul theek keh rahy hy ap jo be business start karty hy ap ko us me success pany keley hard work karna hota hy isi tarha agar forex me profit earn karna chahty hy tu ap ko pehly demo account pe kam kar ke experience hasil karna parta hy us ke bad ap live account me jaty hy..
              • #8 Collapse

                hardworking to har trader ko karna chaye magar new traders ko learning karny k ley bahot zeyda hi learning karni ho gi tab hi un ko success mil sakti hay
                • #9 Collapse

                  Is bat men koi shak naheen kay forex ek online business place hai jahan hum online trading kartay hen aur ye kay forex par sirf hardwork ki waja se success hasil ni kar sakte balkay experience ki bhi zarorat hoti he
                  • #10 Collapse

                    g is mein mehnat aur smart work dono ki hi zaroorat hai is liey apko is mien dono hi ane chahiyen aur apko is mein waise ehtiyat se to chalna hi hoga.
                    • #11 Collapse

                      Some believe that trade and not to think about withdrawing money and wait until the account will be a substantial sum. But my recommendation is this: you have to do everything rationally, and withdraw funds, too, need to get a taste of the money. That's when this trade makes sense. This is a subtle psychological moment, encouraging traders to trade.
                      • #12 Collapse

                        g bhai forex trading mine agar a mehnat karenge to hi is mien ap kamiyab hoskate hain is liye ap is business ko deeply seekhena ur iski ap bharpoor tareeqe se practice karen.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading business mein kaamyaab hone k liye mehnat aur hardwork tu zaroori hy mehnat aur hardwork se hum kise kaam mein kaamyaab ho saktay han kiok forex trading mein mehnat aur hardwork kar k forex trading mein learning knewledge experience hasil Kar saktay han js se forex trading mein profit earn kar saktay han is liye jo log forex trading mein mehnat aur hardwork karty han wo hi forex trading mein kaamyaab trader ban saktay han
                          • #14 Collapse

                            G mehnat aur hardwork k baghair ap koi kaam nhi kar saktay aur forex trading business tu risky bhi buht ziada hy is liye forex trading business mein mehnat aur hardwork tu buht zaroori hy mehnat aur hardwork kar ap forex trading business ka knewledge learning aur experience hasil kar k karain gay tab kaamyaab trader ban saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading business mein mehnat aur hardwork zaroori hy mehnat aur hardwork karain gay tu hi forex trading business ka knewledge learning aur experience hasil kar saktay han is liye new trader ko forex trading business mein kaamyaab hone k liye mehnat aur hardwork karna zaroori hy tab hi kaamyaab trader ban saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X