focus on target

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han daily ka ya weekly ka jo target app ne set kia hota hay us par focus karna chaye kabi b app ko zeyda profit ka lalach nahi karna chaye jab app target pora kar lety hey to app ko trading stop kar dena chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      asalam o alikum friends kaise hain sab g bhai agar ham ne targit thek select kia ho to market hamen acheve karne de gi lakin agar markit back ho jate hai to hamare pass recovery plan hona chahyea ya hamen sl move kar dena chahye break even per
      • #18 Collapse

        Koi b trade place krnay say phlay 1 specific target ko set krna zroori hota hai Q k bina target k na to trader take profit ko set kr paye ga or na hi stop loss mil paye ga.Profitable trading k liye successful planning ka hona bohat zroori hota hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          brother forex mein sabse pehlay yahi kaam karna chahiya k appko sab se pehlay aik target set karna chahiya phir us target k pechay lag kar usey achieve karna chahiya is tarah se app ziyada success hasil kar sakhtey hain.
          • #20 Collapse

            market mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai focused ho ker trade kerhae kuin ke agar app aisa nahi kerte hai tou app ko masla hosakta hai.i mean loss.properly money management ke sath chalen.
            • #21 Collapse

              yah good advice uss business ko kerty hoey ap ko boht ehtiaat kerna parte hy apny emotions ko control main rakhna parta hy secondly greed ko jo bhe control ker leta hy us ko koi masla nahe ata hy our wo target hasel ker leta hy
              • #22 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me target pr focus karna chahe kyun k ye business aik asa business ha jis se hm is business me asani se success b tb hi ho sakt yhain or acha earn b asani se hm is business me tb hi kr skaty hain is business me
                • #23 Collapse

                  forex me target bana kar kaam kara jana chahiye hamesha focused rehne me or target ko apne set kar ke chalne me he aap ki kamyabi hai agar aap ne apne target ko set rakh kar chalna hai to he aap ko kamyabi hasil ho gi is business me .
                  • #24 Collapse

                    bilkul sai kaha pehly tu hmy plane baney or target set kry k es week hum ny yeh yeh krna or os target pe focus kry zaida lalach na kry or apna dihan srif apny plan pe rakhy or agar loss b hu jata tu b sabar kry next loss ki hony ki waja pata kr k next na kry
                    • #25 Collapse

                      forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne targets pe focus karen aur is business ko ap jitna ziyada seekhenge is mien ap utne hi kmaiyab honge.
                      • #26 Collapse

                        Jii forex trading mein kaamyaab hone k liye mehnat aur hardwork karna buht zaroori hy mehnat aur hardwork se hum kaamyaab trader ban saktay han aur forex trading mein jab kaam karain tu aik Target set karna cahaiye aur us target ko hasil karne ki koshish karni cahaiye aur ye us waqt hi ho ga jab hum forex trading mein mehnat aur hardwork karain gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          G forex trading business mein target set kar k kaam karne ka ye faida hy k is se ap lalach se bach saktay han aur ap ne Jo bhi target set kiya hy us ko hasil karne k liye mehnat aur hardwork karna cahaiye aur target ko hasil Karna cahaiye mehnat aur hardwork se hi ap apne target ko hasil kar saktay han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X