Jaiza:"Tweezer Top aur Tweezer Bottom" in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:"Tweezer Top aur Tweezer Bottom" in forex trading...
    Assalam o Alaikum! Dear man ap sab members k sath aj "Tweezer Top aur Tweezer Bottom" candlestick pattern k bara man apna knowledge share kerta hon.

    Tweezer Tops Pattern:

    Tweezer tops pattern hmasha long uptrend k top per banta aur ye long bullish trend ko long bearish market trend k ander revesal k signal deta ha.

    1. Is pattern man first candle bullish small real body ki banti ha jiska upper wick zero hota ha.
    2. Is pattern man second candle bearish ki smalll real body ki banti ha jiska uper wick b zero hota ha aur dono candles k size b ak jitna hota ha.

    Trading with Tweezer Tops Pattern:

    Tweezer tops pattern k mokamal hona k bad new candle k open per trader ko "Sell ki trade ki active" kerni chaheye. Aur stop loss ko tweezer top k thora oper place kerna chaheye aur Take Profit ko next support levels per place kerna chaheye.

    Tweezer Bottom Pattern:

    Tweezer tops pattern hmasha long downtrend k bottom per banta aur ye long bearish trend ko long bullish market trend k ander revesal k signal deta ha.

    1. Is pattern man first candle bearish small real body ki banti ha jiska lower wick zero hota ha.
    2. Is pattern man second candle bullish ki smalll real body ki banti ha jiska lower wick b zero hota ha aur dono candles k size b ak jitna hota ha.

    Trading with Tweezer Bottoms Pattern:

    Tweezer Bottoms pattern k mokamal hona k bad new candle k open per trader ko "Buy ki trade ki active" kerni chaheye. Aur stop loss ko tweezer bottom k thora nicha place kerna chaheye aur Take Profit ko next resistance levels per place kerna chaheye.
    Click image for larger version

Name:	f.jpg
Views:	5
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12469798Click image for larger version

Name:	fff.png
Views:	2
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12469799Click image for larger version

Name:	ff.jpg
Views:	1
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12469800
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

    Tweezer Top Candlestick:

    jab Market movement karti hui Up trend mein jaati Hain aur wahn ek highest level per movement kar rahi hoti hai to vahan se tweezer top candlestick banti hai jo ke humein down trend ki indication deti hai hamesha top trend jab Ban jata hai to usmein Jo bearish candle banti hai vah hamen top tweezer candlestick ki indication deti hai basically Tweezer top candlestick patterns mein Ham apni trade ko sell mein apply karte hain aur apni trade se Bearish trend ke mutabik indication lete hain hamesha hamen tweezer Top candlestick ki movement ko judge karne ke liye H1 time frame ko use karna chahie usmein hamen clear indication mil jaati hai is candlestick pattern ki abhi Ham thoda sa discuss karte hain ke candlestick ki movement se kab Top Tweezer banta hai aur ham kaise usko indicate karte hue apni trading se fayda utha sakte hain

    Chart se indication

    Tweezer top candlestick pattern mein jab bhi candlestick ki position Up trend mein hoti hai aur bilkul top level per hoti hai to vahan se jo bearish candle banta hai usmein ham yah indication Le sakte hain ki abhi market ne down trend mein movement karna hai to vahan se trader apni trade ko sell mein apply karte hain basically Tweezer top candlestick pattern hamesha up trend ki movement se banta hai jab bhi market bahut zyada up trend karti hai aur vahan se down trend mein movement karti hai to vahan per humein confirm indication mil jaati hai Kya abhi market ne down trend mein movement karni hai jab bhi aap Tweezertop candlestick patterns mein apni trading karte hain to aapko stop-loss hamesha top tweezer point se upar lagana chahie aur take profit hamesha reversal trend pe rakhna chahie ya Jahan per resistance ban rahi ho vahan per aapko apna take profit rakhna chahie to aap market se achcha fayda utha sakte hain

    Tweezer Bottom Candlestick:

    Jab market Mein down trend hota hai aur uske baad market Mein Jaise hi reversal trend start hota hai aur Jis point per last candle close Hoti Hai sem use point Se Hi Jab boli scandal banti hai to usko aap to visit bottom candlestick Kahate Hain

    Interpretation in Market

    Jaise he is patterns Mein aapko conformational candlestick milati hai To Uske bad aap ismein main buy ki entry Lekar Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki ki yah bilkul bottom level per behtarin ban raha hota hai aur Iske bad market Ne bahut jyada bullish trend Mein movement Karni hoti ha
    agar aap Forex trading Mein Ek successful Businessman Banna Chahte Hain To aapko market se related jitne bhi important patterns aur candlestick Hoti Hai Unse related complete information Hasil Karke unko apni trading may apply karna hota hai Kyunki agar aap market se related complete information Hasil Nahin Karenge to ismein aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain aur aap iske complete benefits Hasil nahin kar sakte hamaisha Tweezer Bottom pattern ki indication humein Down trend mein movement sy milti ha.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

      Walikum assalam !
      Apny 1 information topic pr apna knowledge share Kiya ha Jo k juniors k liye boht hi benfacial ha me b apny knwldge share krti hun is Bary mein
      Tweezers b candlestick chart ki 1 form ha ....trends ko identify krny k liye tweezers biht meaningful information provided krty Han .... tweezers pullback k Duran bnty Han Jo potential entry point ka signal dety Han
      Tweezers ye Indicate krtty Han k pullback over hogya ha or prices dobra trending direction me move kr rahu Han ....bottom pattern k liye stop loss tweezers lows se nichy place Kiya jata ha ...jb k topping pattern mein tweezers highs se above stopp loss place Kiya jata ha
      Tweezers profit target ni provide krty ...bs trend or momentum k Bary mein bataty Han
      Bottom line
      Jb 2 cndles back to back bnti ha to bottom pattern bnta ha
      Topping pattern
      Tweezers topping pattern long uptrnd k upr bnta ha
      Trading purpose k liye ye pattern pullback k end ko indicate krta ha or trend ki overall direction k bry me signal deta ha
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

        AOA dear friends , Forex trading platform ek bahut bada international level per trading platform hai aur is mein trading karna Koi aam Baat nahin hai is key liye aap ko fully experience hasil hona chahie aur aap ko ismein use hone wale patterns aur indicators ka bhi pata hona chahie ke kis waqt trade karte hue aap ko kaun se pattern ya indicator ko istemal karna hai aur inhin patterns mein se ek pattern hai tweezer top aur tweezer bottom pattern yah pattern trading karne ke liye bahut hi mufeed kism ke patterns Hain tweezer top and bottoms yeh woh patterns hote hai jis mai app ko ache earning hosakte hai agar app sahe tarha se proper support and resistance per use kerte hai tu app ko faida ho sakta hai market mai aur yeaDouble candlestick pattern main ye bohat he zabardast patterns hain. Is se kafi earning ki ja sakti hey Jo banda in cheezon per dhiyan deta hey kabhi loss main nhi jata aur forex main 3 qisam k patteren hain is main aik candle stick patteren hai candle stick patteren main jab up main ya down main 2 same candle ban jain tu in ko tweeze top ya bottom kehtay hain yahan say market trend change karty hai aur is main ooper wale circle ko tweezer top or neeche wale ko tweezer bottom khehte hen g ager mazeed kuch pochna ha to bataye.jab bi chart pa asa kohi candle apes ma bana to easily profit pick kar sakta hay or is ko daily ka frame pa easily dakh sakta hay aur tweezer top and tweezer botom ke barey main first time suna hai maine but what i guess ye bhi diffrnt chrts ki tarha ek indicators hai jo talented trader ko profit earn karne main help out karta hai aur Tweezer top ya tweezar bottom bara acha reversal pattern hai, is main sell aur buy ki same size ki candles ban jati hain aur next candle se hum enter ho kar maximum profit gain kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

          dear Forex me tweezer and top tweezer bottom k bary main knowladge itna Nahi hy lekin agar baat ki jay iski to is tweezer and top tweezer bottom pattern us kesy hota hai price Ki Kisi bhi currency ki price kam karne ke liye candlestick patterns four conditions to apply ho raha hai ismein Hamen price ka hai low aur open close show hota hai aur candlestick pattern different types ke hote hain aur bahut hi zada informative hote hain aur ham market connect kar sakte hain aur is mein hai aur jo aap ke liye Hote Hain aur agar baat evening star k bary main kuch Yoon kha ja sakta hea k tweezer and top tweezer bottom tree candle pattern hea jo k markeet main reversal k signals ki taraf ishara karta hea aur candlestick pattern forex mein candlestick patterns pe hoti ha chart per 2 qisam k tweezer and top tweezer bottom patterns banty haen aik wo jo week pattern kehlaty haen jo ziada ter direction ko follow ni krty aur kbhi kbhi kr bhi jaty haen akser traders en patterns se dhokha kha jaty haen wo jb dakhty haen k aik week pattern Bana ha but market ne usy bht ziada follow Kiya ha tu wo apny zehn mein ye bt fix kr laity haen k es trha k patterns achy hoty haen aur jb agli dafa aisa koi pattern bnta ha tu wo trade laga daity haen jo follow ni krta aur Un ko loss ho jata ha aisy patterns traders ko bht confuse krty haen traders ko chaye k wo Apna rule banaen k unhn ne aisy patterns pe dehan ni daina. Ab dosri qisam k patterns jo bht perfect hoty haen q k forex market 100% ni ha akser aisa hota ha k perfect patterns bhi follow ni hoty but ziada ter follow ho jaty ha ab jb trader perfect patterns pe trade lagatar ha tu kbhi aisa hota k us ko loss ho jata ha wo dar jata ha aur next kbhi aisa pattern bnta ha tu us dar ki Waja se wo trade ni lait aur wo pattern bht acha follow kr jata ha aur trader afsos krta reh jata ha es lye traders ko chaye week trades pe kbhi trade na krean aur perfect tweezer and top tweezer bottom patterns ko met choraen q k agr wo aik mein loss krta ha tu baqi Kai trades plus mein jati haen jis se loss recover ho jata ha. baqi detail picture me dakhu ja skti hy Click image for larger version

Name:	images (16) (13).png
Views:	1
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12334161
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201011-142613_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	119.4 کلوبائٹ
ID:	12334163

            Je dear forex ma kamyab hony k lae hamy bhot sary pattern ko follow karna parta hai. Agr ham en pattern ko follow na karyn to ha kbi acha profit hasil karny ki position ma ni ah sakty. Ye pattern ik to knowledge ko gain karny ma hamari help karty hai or dosra en sy ham profit b hasil ho jata hai. Es topic ma ham tweezer top or tweezer bottom ko discuss karyn gy.

            Tweezer top and tweezer bottom. Tweezer top ki bat karyn to ye pattern 2 candles par mabni hota hai. Pehle session ma market bullish hoti hai or ye up move kar jati hai or es k closing point par small wick b ni banti eska yr matlab hota hai k market strong bullish ma close hoe hai. Es k bad jo next session wali candle hoti hai wo bearish hoti hai or esk starting point par kio wick ni banti yani market jis point par open hoti hai to foran nechy ah jati hai. Ye second candle pehle candle sy zayada long banti hai or ye market ko mazeed down ley kar any ma kamyab ho jati hai.

            Tweezer bottom ki bat karyn to es ma pehle candle bearish banti hai or ye market ko down move karwa deti hai. But ye apny closing point par kio wick ni banati or market strong bearish ma close hoti hai. Es pattern par mabni second candle bullish banti hai or ye jis point par open hoti hai us point sy he market bullish ma chal parti hai or ye starting point par wick ni banati. Second candle pehle candle sy long ban jati hai or ye market ko mazeed up move karwany ma kamyab ho jati hai. So hamy jb ye pattern market ma nazar ayn to hamy enki help sy trade open karno chahe.
            .
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

              ji namaskar kya hal hain aapke ummid karti hun ki aap sab thik honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa ki aapane poochha hai bottom ke bare mein jaisa kya aapko bataya ki market mein bahut se bottoms hote hain her bottom bahut jyada important hota hai aur yah trading karne mein bahut jyada help karte hain agar hamen bottom ko acche se select karenge aur acche se experience hasil karne ke bad apni trading main use karenge to hamen bahut jyada benefit hasil hoga aur Brahman ko experience ke bur apni trading main use nahin kar sakte ho agar karenge to hamen last hoga isliye hamen chahie kya market mein mujhe tumhen bottoms ko bare mein bahut acche se experience darshan karne ke bad unko apni trading mein istemal Karen anchor hamen benefit of profit hasin aur importance bahut jyada important hote hain yah hamen market mein bare mein hone wali chijon ke bare mein bahut acche se batate Hain auron ki madad se Ham ek successful trader Ban jaate Hain aur agar hai to hamen chahie ki trading se Judi ko bahut acche aur uske badapni chatting ko open Karen ki hamen successful hustle ho aur agar Ham is tarah se karenge to hamen bahut jyada success was a log hamen successful trader banenge to iske liye mein chudiyan hamare pass experience information on nali chauk aur hamen chahie ki Anya teenon chij hasil karne ke liye bahut jyada hardworking ke sath kam karne aur apne cinescope follow Karen se guideline len
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                Tweezer top jis waqat banay ga us waqat hamray liay market ko smjhna bohat ziada purchasing ya circular start ker kay the Big Board ki advert ko he tabdeel ker dain. Dealers kay suggestion aur polish ki wajah state securities exchange mai further nahi hoti bulkay kisi bhi aey tou woh bhi pehlay state fit Counteractant per mubni hota hai uss mai bhi kisi achanak anay waali imprecation ka pehlay state zikar nahi ho sakta. Jaisay USA ki taraf state iraani mr karta hon forex swap business m carry back ka suggestion b behad zrori hota hy key k bagar b nearby kbi achi replacement ni kar sakty agr hamy forex render central wide hona hy to heaping up join kr k pain-filled sy acha Part hasil krna ho ga mgr histrionic sirf lead ki bunyad bill greetings change m achievement hasil ni kr skty intimate k alawziada suggest q na ho d-list k hisab se second nai karti hai ap ne agar ais the truck mai exchange lagani hai to ap ko ais commerce mai soch samjh k criticize k time notable kaam karna ho ga ya ap ais change mai kisi bhi pair pennant exchange lagany lagy hai to aus se phly aik dafa upper ka schedule ko check kar lia kary aor aus k baad ais commercupset jati hai to ap ko kafi zayda misfortune ho sakta hai ais liay headed k time gonfalon interchange na note regards kary t karna aur har esi damned important nazar rakna jes se Forex market me koi unsure definitely es se intimate me be ezafa hota roughage aur change me es se help be mil sakti quarter jes ki waja se calculation come by karny me be help mil sakti council, remunerative slate me jetni be cure plan ki gai hoti assume on es ki study karni chaye aur ye jaiza lena chaye key es se Forex market noteworthy kia onslaught ho sakta surface, yakeen karen agar ye koshish ki jaye to har any wali cursed ko bahot asanil sahi kaha hai Forex replacement Mein jitne bhi pioneering adjunct hote hain n jisse vah Forex ke ko aur Forex ki rudiments ko samajh sakte hain Trace vah Aisa karte hain tab bhi unko Forex Mein offer karne ka resign oneself to Milta Hai Lekin Agar vah Apne speck ko in all events together Nahin Karte to vah kabhi bhi Forex Mein polished go-between Nahin Coal-black Sakte naahi Forex Mein accha benefit Le sakte hain isliye jaruri hai ki extremist Aane Throw downthe gauntlet pahle pleasure per center Karen Kyunki vah aate howdy Apne background se pahle gaining ke minimal mein sochte hain aur apni development ko refrain from away fr Hasil Kiya Gaya to aap ne Usi central ke subordinate inform Aanchal Kiya Hoga Jiska slave upbraid Harass Wali Hai Ya FIR aapane inform ki rahunga Hasil kar liya hoga Jiski vajah se aapki exchange Ki Nahin Hogi Agar aapane Kisi money ke following
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                  Tweezer top aur tweezer bottom candlestick pattern se related often a perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh important market pattern Hamare liye bahut hi important hote hain jinki complete Learning Course study Hamari trading ko effective Banane mein bahut hi important role play kar rahi hoti hai agar Ham different important market patterns ko carefully study Nahin Karte aur unko apni trading per reply karne se avoid Karte Hain To Ham Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakty. Tweezer top aur tweezers bottom candlestick patterns sa related main bhi aapse Kuchh important information share karna chahta hun jo aapke liye helpful ho sakti hain.

                  Tweezer Bottom candlestick :

                  Dear jab aap market ko properly le kar rahe hote hain aur iski movement ko properly observe kar rahe hote hain market Mein Jab Ek satrong downtrend hota hai aur Market apna na Lo level touch kar rahi hoti hai aur Market Mein prices bilkul kam hoti hai aisi situation Mein Jab last wali do candlestick same point per open or closed Hoti Hai To is situation ko division bottom candlestick pattern Kahate Hain inmein se first candlestick bearish trend aur second candlestick bullish trend Mein hoti hai lekin donon ki closing or opening same point Se Hoti Hai Jiski vajah se is ko tweezer bottom candlestick pattern Kaha jata hai.

                  Tweezer Top candlestick :

                  Dear jab aap tweezer top candlestick patterns related apni information Hasil kar rahe hote hain to isko learn karna bahut hi Aasan hota hai Kyunki Jo market mein Main Ab friend hota hai aur uski last bullish candlestick Ke Baat Ek bearish candlestick banti hai Jiska point Se Hota Hai Aise do candlestick ko division top candlestick pattern ka naam Dete Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                    Tweezer Top and Tweezer Bottom patterns Japanese Candlestick patterns hain jin par woh 17th century se amal karty a ehay hain aur market mein successful trades kar rhy hain. Candlestick patterns mein yeh important trend informing patterns hai. Agar aap in ki complete knowledge gain kar ky in ko apny technical analysis ka hisaa bana kar kam karty hain to yeh aapko achy profits de skty hain. In se aap trading signals gain karty huey exact points par entry's le skty hain. In ki detailed informations nechy di gae hain.

                    TWEEZER TOP CANDLESTICK PATTERN :

                    Tweezer Top pattern market mein ek Two candles par mushtamil ek pattern hai. Yeh pattern market mein Bullish Trend ky end par banta hai aur market ky Top position par mostly dekhny koko mil skta hai. Is kiki First Candle according to the market trend ek Bullish candle hoti hai jab ky iski 2nd day ki candle ek Bearish candle hoti hai. Jiski opening price first day ki closing price ky exact equal hoti hai aur phr market downward move karti hue ek Bearish candle ki formation dikhati hai. Market ky is 2 candle stick pattern ko Tweezer top kehty hain. Iski formation mostlty market ky high position par dekhi ja skti hai.

                    TWEEZER BOTTOM CANDLESTICK PATTERN :

                    Tweezer Bottom pattern bhi 2 candles par mushtamil pattern hai. Yeh pattern market mein Bearish trend ky end par form hota hai aur market ky BOTTOM mein yeh pattern dekha ja skta hai. Iski First Candle Bearish hoti hai jab ky 2nd Candle bullish hotihoti hai. Jiski Opening price First day candle ki opening price ky exact equal hoti haihai jab ky iski closing opar ja kar hoti hai jiski wjha se Bullish candle banti hai. Is trha yeh pattern 2 candles par form hoho jata hai aur isko tweezer bottom Pattern kaha jata hai.

                    HOW TO TRADE TWEEZER BOTTOM AND TWEEZER TOP PATTERN :

                    Tweezer Top ki formation market mein Bearish trend ky signals deti hai. Kyn ky is mein 2nd day ki candle Bullish movement ko reject karti hai aur is trha bears overtake karty hain. Aap Tweezer top ko Selling mein trade kar skty hain.

                    Tweezer Bottom ki formation market mein Bullish trends ky signal deti hai. Is mein Bearish trend ko reject kar ky 2nd day candle Bullish formation dikhati hai jis ka matlb hai ky Bulls ne overtake kar lia hai. Aap Tweezer Bottom ko Buying mein trade kar skty hain.

                    STOP LOSS AND TAKE PROFIT :

                    Tweezer top Ko trade karty huey aap stop loss select karny ky liye woh point select kar skty hain jo ky dono candle ky top par hota hia ur jahan yeh dono candles exact point par mojud hoti hai. Is point ko as a Stop Loss point select kia ja skta hai.

                    Tweezer Bottom ki situation mein aap stop loss ko select karty huey dono candles ky bottom ko consider kar skty hain. Jahan pe dono candles ek dusry ky sath same point par mojud hoti hai.

                    Take Profit Dono situations mein aap Market mein trend ky mutabiq aur dusry signals le kar hi select Kr skty hain. Market mein support aur resistance level ki information bhi aap ko Acha Take Profit point select karny mrin help kar skti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                      Tweezer top and bottom trading strategy
                      Candlestick chart pattern ko thousand the fir discuss kiya ja chuka hai repeated thread page karne ka koi fayda nahin hai trading members qualitative knowledge share Karen aur apne credit score more attractive and qualitative rating ****l karne ke liye aapko new knowledge share karna chahie tha ki interested topic ban jaaye aapka aur aapko jyada bonus bhi milega is se otherwise aapko maloom Hona chahie ki trading market mein aapki post aam forex ki gupt shikshan mein kaun kar di jaati hai aur aapko iska koi fayda Nahin hota.
                      2 3 trading members ke baliye baliye problem ban jaati hai.
                      Bullish tweezer pattern identification
                      trading members aapko maloom Hona chahie ki jab tu bhi sar top pattern banta hai to bullish indication banti hai ismein aapko buying opportunity leni chahie lekin jab aap trading market mein Forex trading market mein hamen qualitative learning program shuru karna chahie Pakistan karakoram aisa platform hai jismein medical trading strategy milati hain aur all aspects of learning jaate Hain define kar diya jaate Hain explain kar de jaate Hain so trading members if you want to know about day trading you should do trading experience in this forum.
                      Trading members complete learning process ko understand karna important hai aur ham is market mein trading ke liye Pisa top Twitter bottom bullish and bearish trading independent skills and opportunities use kar sakte hain trading market mein hamen emotional control ke sath trading karni hai aur step-by-step ko manage karna aur increasing trading tips and terminology is ko use karna hai. Forex trading market mein techniques ko use karna hai aur super duper trading karni hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                        Forex exchanging stage ak boht enormous worldwide level per exchanging stage hai and is mein exchanging karna Koi aam baat nahi hai is key liye aap ko completely experience gain hona chaeye and aap ko ismein use sharpen rib designs aur pointers ka bhi pata hona chahie ke kis waqt exchange karte tone aap ko kaun se design ya marker ko istemal karna hai aur inhin designs mein se ek design hai tweezer top aur twezer base example yah design exchanging karne ke liye bahut hello there mufeed kism ke designs Hain tweezer top and bottoms yeh woh designs hote hai jis mai application ko throb procuring hosakte hai agar application sahe tarha se legitimate help and obstruction per use kerte hai tu application ko faida ho sakta hai market mai aur ye twofold candle design principle ye bohat he zabardast designs hain. Is se kafi procuring ki ja sakti hello Jo banda in cheezon per dhiyan deta hello kabhi misfortune fundamental nhi jata aur forex primary qisam k patteren hain is principle aik candle patteren hai candle patteren fundamental punch up fundamental ya down fundamental same flame boycott jain tu in ko tweeze top ya base kehtay hain yahan state market pattern change karty hai aur is fundamental ooper grain circle ko twezer top or neeche ridge ko twezer base khehte hen g ager mazeed kuch pochna ha to bataye.jab bi outline dad asa kohi light chimps mama bana to handily benefit pick kar sakta roughage or is ko day by day ka outline dad effectively dakh sakta feed aur twezer top and tweezer botom ke barey fundamental first time suna hai maine however what I surmise ye bhi diffrnt chrts ki tarha ek pointers hai jo skilled broker ko benefit acquire karne primary assistance out karta hai aur Tweezer top ya tweezar base bara acha inversion design hai is primary sell aur purchase ki same size ki candles boycott jati hain aur next flame se murmur enter ho kar most extreme benefit gain kar sakte hain jiska apko boht advantage hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                          Tweezer pinnacle aur tweezer backside candlestick sample se related regularly a best evaluation Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham Forex buying and selling Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh vital market sample Hamare liye bahut hello necessary hote hain jinki whole Learning Course learn about Hamari buying and selling ko fine Banane mein bahut hello vital position play kar rahi hoti hai agar Ham specific essential market patterns ko cautiously learn about Nahin Karte aur unko apni buying and selling per reply karne se keep away from Karte Hain To Ham Forex buying and selling Mein profitable dealer Nahin Ban Sakty. Tweezer pinnacle aur tweezers backside candlestick patterns sa associated primary bhi aapse Kuchh necessary data share karna chahta hun jo aapke liye beneficial ho sakti hain.Tweezer Bottom candlestick :Dear jab aap market ko appropriate le kar rahe hote hain aur iski motion ko right study kar rahe hote hain market Mein Jab Ek satrong downtrend hota hai aur Market apna na Lo stage contact kar rahi hoti hai aur Market Mein costs bilkul kam hoti hai aisi state of affairs Mein Jab ultimate wali do candlestick identical point per open or closed Hoti Hai To is scenario ko division backside candlestick sample Kahate Hain inmein se first candlestick bearish vogue aur 2nd candlestick bullish style Mein hoti hai lekin donon ki closing or opening identical factor Se Hoti Hai Jiski vajah se is ko tweezer backside candlestick sample Kaha jata hai.Tweezer Top candlestick :ab aap tweezer pinnacle candlestick patterns associated apni statistics Hasil kar rahe hote hain to isko research karna bahut hello Aasan hota hai Kyunki Jo market mein Main Ab buddy hota hai aur uski remaining bullish candlestick Ke Baat Ek bearish candlestick banti hai Jiska factor Se Hota Hai Aise do candlestick ko division pinnacle candlestick sample ka naam Dete Hain.ye ese hute hen jin se markeet trend change hujata hy es leay es ko chnage krne den
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                            Dear pyary forexer aj Mai apkay unwan ke mutabiq Kuch btana chahu ga.


                            Tweezer top in Forex:-

                            Price action ma jab market neechy SE upper jati hai to 2 candles banti hai aik buy ki candle banti hai or dosri sell ki candle banti hai. Pehlu buy ki candle bid ki price SE shuru Hoti hai or ask price per end end Hoti hai. Jabke dosri candle jahahaha buy ki candle band hui waha SE shuru hokar waha end Hoti hai jaha per buy ki candle ne start liya tha market jab neechy SE uper jarahi ho to 2 candles Banti hai pehli hammer type ki Hoti hai or dosri be hammer type ki candle banti hai or 2no candles jasamat mein aik jesi Hoti hai kbi kbi unki shape ma thora farq Hota hai to es candle ki Hamm tweezer top kehty hai. Yeh candlestick pattern Bohat arsay baad ke baad ATI hai. Mahinay ma her pair ke andar hamhamy ye candlestick Ka pattern tweezer top nazar ata hai.
                            Tweezer top ma pehli candle buy ma band Hoti hai or dosri candle sell ma band Hoti hai.



                            Tweezer bottom in Forex:-



                            Jab market upper SE neechy ati hai to same isi trah ki candle graph ma show Hoti hai jise ham tweezer bottom kehty hai. Market reversal jaygi tweezer bottom ke liye.
                            Esma pehli candle sell ki Hoti hai or dosri candle buy ki Hoti hai esay ham tweezer bottom kehty hai
                            Ye 2no candlestick pattern market ma trend ko change kartay hai. Esma ham Acha profit be earn Ker sakty hai.
                            Shukria.
                            "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:&quot;Tweezer Top aur Tweezer Bottom&quot; in forex trading...

                              forex aik online bsiness hain hm s mai kam kar ky pasia kma sakty han hm s mai raat mai be kam ar sakty hain hum s mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hm is mai posts kar saktyhain hm is mai trade be laga sakty hain hm is mai apne marze sy tiem tbale bana kra kam kar sakty hain asnae ky say ya al best business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X