Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty
    Asalamu Alaikum.
    Agr forex trading sabar ka muzahera nahi kary gy or jald bazi lalach mai trading kary gy to achy say achy knowledge or learning ka bhi koe faida ni hoga . Lalach ap ko kbi kamiyab ni honay day gi .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

    Ji bilkul Forex trading Mai lalach se Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki lalach Hamare kam ke liye bahut hi Khatarnak ho sakti hai lalach Hamare business ko sirf aur sirf nuksan hi Deti Hai lalach karne wala trader Kabhi Bhi Apne Business mein kamyabi Hasil nahin kar sakta vah apne business Mein Hamesha nakam hi hota hai isliye Agar Ham Apne is business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen lalach ko khatm karke hi Apne is business Mein kam karna chahie Hamen apne business Mein mehnat Karni chahie mehnat karke hi Ham Apne is business Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

      g han ap nay hi kha hai humain apna kam laluch kay sath sath nhi kurna chahiye q keh agar hum apna kam laluch kay sath kuray gay to hum successs bhi gain nhi kur pay gay humain success hasil kurnay kaay liye apna kaam achay say jari rukhna ho gaa jis kay bad hum kamayab ho jay gay to humain laluch say dor rehna chahiye agar hum laluch say dor reh kay apna kam kuray gay to he hum es maain achaay say apnaa kam kur pay gay or es kay bad he humain sucess gain ho pay giii to humain acha sa kam jari rukhna chahiye or laluch say dor reh kay apna kam kurna chahiye takeh humain asani say kamyabi hasil ho jay
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

        lalch aur wo bhi forex main, forex main ager hum lalch kerty haoin tu apni nakami ko ap hi davat daity hain jitna ho saky humain forex main risky trading se avoid kerna hoi ga ager hum safe trading karein gy mean apny acount balance k hisab se trading karein gy tu humain bht ziada faida ho sakta hay safe trading kerny se hum tention free ho k kam kerty hain ager humari lot risky lagi ho tu hum bht ziada tention main hoty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

          ji bilkul Forex trading mein kam karte hue aapko kabhi bhi Lalach ka shikar nahin hona chahie hamesha aapko apni targets ke mutabik trading karni chahie lot size kam se kam rakha Karen aur koshish Kiya karenge jab bhi trading karte Hain to apne targets ko achieve karne ke bad robot ke dekhna Kiya Karen agar aap overtraining karte hain to aapko bahut bada last uthana pad sakta hai hamesha simple language use karte hue apne kam ko perform Kiya Karen learning uthe nahin lete Raha Karen aur apne senior member se sikhate rah Gaye jab aap acche signal ke sath kam karte hain to aapko achcha fayda milta hai aur aap apne liye jyada se jyada fayda utha sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

            Gee haan forex mein agar hum lalach sae kaam kertay hain tou humain kamyabi nahin hoti kyun kay forex mein kabhi bhi lalachi log kamyab nahin huay hain balkay lalach kernay sae humain hamesha account wash ka hi samna kerna perta hai iss lye agar aap forex sae aap achi income lena chahtay hain tou aap ko iss kaam mein lalach nahin kerni chahyea
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Gee haan forex mein agar hum lalach sae kaam kertay hain tou humain kamyabi nahin hoti kyun kay forex mein kabhi bhi lalachi log kamyab nahin huay hain balkay lalach kernay sae humain hamesha account wash ka hi samna kerna perta hai iss lye agar aap forex sae aap achi income lena chahtay hain tou aap ko iss kaam mein lalach nahin kerni chahyea
              Forex mein agar aap lalach Karenge to kabhi bhi successful nahi ho Sakenge isliye koshish karen ki aap kabhi bhi lalach na Karen Agar aapko daily $5 ya $10 ka profit Hasil ho raha hai to aap apni trade close Karte Jyada lalachan na Karen Varna aap bahut ka Samna karna pad sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                Ji ha forex trading eik aisa business hy jis mein lalach sy nhi sabar sy kam krna hota hy dear agar hum lalach krein gy tu hum kbhi bhi kamyabi hasil nhi kr sakty hy aur hum ko har bar loss hi ho ga isleiy hum ko chaiy k lalach na krein aur humesha smallvlor sizd sy trading krein dear agar hum small lit size use krein gy tu us mein loss k chancesxbht Kim hoty yr kis sy hum safe trading kr sakty hy
                Like tu banta hay ik🙏
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                  G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men tradin gkay duran lalach nahin karny chahey kun kay agar hum forex men laalch karty hain tu hum as menm nakam ho jaty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath kam karn ahota hy tu hamen as men kotahy kay sath kam nahin karna chahey kun aky forex men kam karn aasan kam nahin hy as men hum jitny mahant kay sath kam karty hain tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy ur hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain as lia hamen frex men bahtu lagan kay sath acha kam karn ahota hy kun ky forex men kam karn aasan kam nahin hy as men hum jitny mahnat karen gy tu hum as men utna hi acha profit hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                    Asalam o Alekum ummed kart HUN sab membes kheriyat se hon ge
                    han g bilklul lLch se kisi b jaga insan kamyab nahii ho sakta or forex to 1 esa platform he jdhr bndhy ko apny jazbat ko control kar ke kam karna parhta he agar zayada lalach karo ge to kabhi b faida hasil nahi kar sako ge 1 mukmml strategy ke mutabiq kam karna parhta he 1 schedule set kar ke us ke according sirf
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                      Yes dear exactly right ,main apki bat se bilkul agree karta hon forex trading mein lalach karny se 2 nuqsaan hoty hain aik tu loss ho jata hai aur doosra ye k ap kabhi bhi achy trader nahi ban sakty is liye ap jab bhi trading karyn aur greed se door rahyn kyun k maximum traders ko loss sirf apni mistakes ki waja se hota hai aur lalach aur emotions se bahut zayada traders ko loss hota hai aur account wash hoty hain is liye ap sabar k sath kam karyn small lot k sath trading karyn aur apny capital ko grow karyn tu ap aik successful trader ban sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                        lalach hamy loss he tarf ly jata hai hamy trading karty howy lalch nahe karna chahey jasy he hamare trade profit mai jay to hamy is ko close kar dyna chahey hamy zeda profit ky lalch mai nahe parna chahye hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko ko follow kar ky kam karna chahye ta ky hum is mai kamyab trader ban saky or market mai agy bar saky yai aik wase karobar hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                          Forex trading may come karte hue Hamen Kabhi Bhi Apne kaam mein lalach nahi karni chahie karna chahie Jab Ham Apne Kam lalach Karte Hain To Ham kabhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte Lalach bahut hi Buri chij jaaiye Humne kabhi bhi achcha profit Nahin de sakti Hamen Lalach se avoid karna chahie Hamen Kabhi Bhi Apne ka lalach nahin karna chahie tabhi apne aap ko Hamesha ke sath karna chahie aur acche tarike se karna chahie tha kya hua Apne kam ko acche tarike se kar sake Hamen ab Rekha ko Hamesha fresh mind ke sath karna chahie aur apne ka per focus Rakhna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                            jee haan lalch sy aap kuch earn nahikr sakty jo tarder demo pa jitni practise karega or jitna time spend karega experince hasil karnei ka leyein wo real trading mein utna hi jaldi kamyab hoga or utni hi achi earning kar sakega.forex me app ko har din koch na koch learn karna chaye jes ka fayda app ko live trading me mely ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mai lalach sy kamiyan nahi hoskty

                              jee haan apne theek kaha mein apki baat sy agree krti hn achi earning kar sakti ha aur life ko easily change kar sakty sakti hy un k lye bhot important hy. demo par practice karta ho deare practice most important hai trading may our agar practice nahi kar saktay ho tu ap success nahi ho gay agar practice kar saktay ho tu insallah umeed karta ho ap success ho gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X