Kiya trading kay duran pairs ki movement fake bhe ho sakty hy ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya trading kay duran pairs ki movement fake bhe ho sakty hy ?

    Dear pyary forexer apnay AJ munasib sawal Kia ma apko btata chalu ke pairs ma movement fake ya slow hosakti hai lekin sirf demo account per kiun ke waha hamy her currency available Hoti hai to ham waha jb practice Kerty hai market Ka behaviour Zara slow or fake Hota hai jab ke real account Mai ASA Kuch nhi Hota us ma market ki aik aik movement theek theek Kam Ker rahi Hoti hai esi liye ghabraye nhi ap Forex ma safe trading Ker rahy hai.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya trading kay duran pairs ki movement fake bhe ho sakty hy ?

      me ap se agree karta hun aik trading mein chalanay ke liye, sarmaya kaari pesey ka pehla qadam hai. sarmaya kaari ke ilawa, trading market ko samajhney ke liye, trading maloomat haasil karne, marketing ke halaat ki nigrani karna zaroori hai. un masail mein se kuch dekhte hue, trader mein muntaqil karne ke liye aik mehfooz mansoobah banana chahiye. trading ki noiyat ko dekhnay ke liye sab se pehlay, pesey sust aur mustahkam hona zaroori hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Kiya trading kay duran pairs ki movement fake bhe ho sakty hy ?

        Aam taur par market apni chahat Karti rahti hai takriban 24 ghante mein se ghante 15 ghante market sheikh moment karti hai isliye market ka andaza lagana mushkil Hota hai aksar log is fake moment mein fat jaate Hain andaza Nahin laga ke market upar jayegi ya niche niche jayegi aur nuksan kar baithe Hain to hamen use waqt Karni chahie jab market eximit mein harkat kar rahi ho tabhi ham achcha munafa Kama sakte hain aur nuksan se fake moment se bus sakte hain

        اب آن لائن

        Working...
        X