nakami ka khuf

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    nakami ka khuf
    my dear forex me trading karte howe aksar traders ko nakami ka khuf hota hai jis ki waja se wo better earning nahi kar sakte.
    :o love FOREX without any condition :o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear foex me trading k waqt hume her dar ko hud se door kar dena chahiye kiun k dar ki waja se hum forex me achi earning nahi kar sakte so hume bht zada confidence k sath trading karni chahiye.
    • #3 Collapse

      G han my dear friends forex main aksar logon ka trading main nakami ka khof rehta ha. or mere khayal main agar yhe hi khof rahe to koi bhi forex main kamyab nai hota. forex main nakami ka khof nai karna chahiye.
      • #4 Collapse

        G janab nakami ka khof usy hota hy jisy kuch ata na ho or na knowledge ho jab ky forex mai aik succuessfull trader ki nishani yay hoti hy ky woh axhi sense ky sath trade krta hy.
        • #5 Collapse

          g han nakami ka khof to hota e ha q k ya aik risky kam ha aur is ma nuksan honay ka bht khatra hota ha
          • #6 Collapse

            meray khayal say jab aap ka forex may bahut zyada expiriace hota hay to phir aap ko nakami ka khof nahi hota hay our lekin jab aap ka experience kam hota hay to aap ko nakami ka khof hota hay is lye aap ko chahiye kay zyada say zyada expirice banaye.
            • #7 Collapse

              My dear forex treading business may nakami k dar asa hota hay jis k pas forex treading business k bara may knowlage our expernce na ho forex treading business may jisa treading k bara may knowkage our expernce ho ga wo nakame nahi ho ga forex treading business aik best online business hay
              • #8 Collapse

                Forex mai losex k khof bhe loss ka sbab bn skta hai es lye lose k khouf sy door rhain or blkul bhe khouf ko mind mai na any dy ta k loss sy save rahain forex aik profitable business hai hum easly earning kr skty hain
                 
                • #9 Collapse

                  kisi had tak aap ki baat sahi hai k kuch traders trading start karne say pehle he ye soch lete hain k wo nakaam ho jayein gy and wo nakaam ho bhi jate hain. isi liye jab aap trading start karein to kisi dar and stress k baghair karein.
                  • #10 Collapse

                    nakami ka khuof leker aap ager forex mn ayen aur dar dar k trade kren loss sy to phr aap kesy trader bn sakty hn aur earning ker sakty hn
                    • #11 Collapse

                      g han trading me nakami k khuf ki waja se ham dar dar kar trading karty hey jes ka result ye hamy milta hay k hamy zeyda loss ho jata hay or ham apny capital ko nahi bacha paty
                      • #12 Collapse

                        g bulkul ap ny thek kah ahy k kuch logo ko forex trading my trdaing karty taime khof hota hy our who us ki waja sy achi trading nai karpaty hy our ehsa nai hona chaiya balky dil sy bina kisi dar k trade lagana chaiya lykin soch samaj k trade lagy
                        • #13 Collapse

                          Trading main nakami ka khuf os time janum layta hy jab hum trading main koi huge loss khatay hain os kay baad trading main bahot careful ho jatay hain ager ye kaha jaye keh zarorut say ziada careful ho jatay hain aor baz aokat trading kerna hy temporary taor per terk ker daytay hain loss kay khuf kay bayes.
                          • #14 Collapse

                            my dear friends forex trading main agar aap nakam ho jate ho to khoof zada hone ki zrorat nahi ek a ek din aap zroor kamiyab ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han humen business main nakami ka khuf nhi rakhna chahye warna humen loss hi ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X