How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???
    doston apne trading ko Kamyab banane ke liye aur apne profit ko maximize karne ke liye aapko trading mein jyada se jyada focus apne market analysis per karna hogi aur jyada se jyada acchi planning aapke trading co Kamyab banaa sakti hai aapko apni trading mein jyada se jyada focus planning per karna chahie aur market Analysis per karna chahie jitna jyada aapka market analysis acchi hogi utna hi aap achcha trade work kar sakenge aur trading mein kamyabi ke sath apna achcha profit hasil karne ke kabil bana sakenge training mein achcha profit hasil karne ke liye aapko quality post ke sath sath jyada se jyada aapko market ki situation ko samajhne ke liye candlestick pattern ko samajhna hoga candlestick chart ko samajhte hue aap aasani ke sath apni trading co Kamyab bana sakte hain jitna jyada aapka experience market analysis mein hoga utna jyada aap aasani ke sath apni trading mein Kamyab Ho sakenge aur jyada se jyada earning karne ke kajal Ban sakenge iske alava market main different type ke indicators ka istemal bhi aapko intime aapki trading ke bare mein next movement ke bare mein market ka situation ke bare mein bata deti hai jisse aap aasani ke sath apne trading kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain.

    doston loss ko control karne ke liye aur isko minimise karne ke liye aapko apni trading mein jaldbaji nahin karna hoti aur aapko trading mein entry se pahle apne entrypoint aur exit point ka pata hona chahie trading main aapko apni market analysis aur market ki situation ko follow karte hue Man ki friend ki simat main aapko apna trade open karna hota hai agar aap trading mein jyada se jyada mehnat karenge aur workout karke apna trade open karenge to aapko loss hone ke chances kam se kam hote Hain. Iske alava aapko market mein main take profit aur stop loss ka use bhi karna chahie aur is tarah aap aasani ke sath apni trading mein kamyabi hasil kar sakte hain aur big loss se bach sakte hain.
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
    doston apne trading ko Kamyab banane ke liye aur apne profit ko maximize karne ke liye aapko trading mein jyada se jyada focus apne market analysis per karna hogi aur jyada se jyada acchi planning aapke trading co Kamyab banaa sakti hai aapko apni trading mein jyada se jyada focus planning per karna chahie aur market Analysis per karna chahie jitna jyada aapka market analysis acchi hogi utna hi aap achcha trade work kar sakenge aur trading mein kamyabi ke sath apna achcha profit hasil karne ke kabil bana sakenge training mein achcha profit hasil karne ke liye aapko quality post ke sath sath jyada se jyada aapko market ki situation ko samajhne ke liye candlestick pattern ko samajhna hoga candlestick chart ko samajhte hue aap aasani ke sath apni trading co Kamyab bana sakte hain jitna jyada aapka experience market analysis mein hoga utna jyada aap aasani ke sath apni trading mein Kamyab Ho sakenge aur jyada se jyada earning karne ke kajal Ban sakenge iske alava market main different type ke indicators ka istemal bhi aapko intime aapki trading ke bare mein next movement ke bare mein market ka situation ke bare mein bata deti hai jisse aap aasani ke sath apne trading kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar sakte hain.

    doston loss ko control karne ke liye aur isko minimise karne ke liye aapko apni trading mein jaldbaji nahin karna hoti aur aapko trading mein entry se pahle apne entrypoint aur exit point ka pata hona chahie trading main aapko apni market analysis aur market ki situation ko follow karte hue Man ki friend ki simat main aapko apna trade open karna hota hai agar aap trading mein jyada se jyada mehnat karenge aur workout karke apna trade open karenge to aapko loss hone ke chances kam se kam hote Hain. Iske alava aapko market mein main take profit aur stop loss ka use bhi karna chahie aur is tarah aap aasani ke sath apni trading mein kamyabi hasil kar sakte hain aur big loss se bach sakte hain.
    Forex trading ke business me jaha hame profit hotaa hai wohi par hame loss bhi hotaa hai is liey agar ham forex ko pehley seekh len yani forex trading ka acha experience about trading hasil kar ke aek bht achi trading kar sakte hai demo account aek bht acha platform hai ham waha trading ki practice kare daily basis par forex ka acha experience gain kare tab dosto ap ke pas ksfi forex ke mutalliq knowledge aor trading ka experience hasil hoo sake gaa hame chahiey keh mehnat kare jitnaa mumkin hoo sake dsfe trading kare aor forex market ka analysis karney ke baad hi apko trade karna chahiey is tarah se ap me samajhta hoo keh loss ko minimize kar ke profit ko maximize kar sakte hai


    Forex aek online business hai ap issey jitnaa ziada learn kare ge utnaa hi ap dosto forex se acha munafa kmaa sakte hai yeah business bht munafa baksh hai is me ap ko zurroor kaam karna chahiey taa keh ap is business ke zariey apni life ko easiest bana sake...
    • #3 Collapse

      Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

      forex par agar hum loss ko minimize kerna chahty hain tou us k liye humen is mein mehnat ker k work kerna ho ga aur is mein interest se kaam kerna ho ga tab he hum is mein apny loss ko kam ker sakty hain hum apni zindagi mein loss ko kabhi bhi khatam nahi ker sakty kuen k trading mein loss aur profit sath sath chalty hain kabhi humen trade mein profit hota hai tou kabhi humen loss hota hai aur hum kisi bhi firm mein work ker rahy hon hum loss ya profit ko deny nahi ker sakty agar hum loss ko kam kerna chahty hain tou us k liye humen trade mein stop loss ki limit ko set kerna hota hai jis ki wajah se agar humen trade mein loss ho raha ho tou trade humari us point par aa ker khud ba khud close ho jati hai aur humen is tarhan se loss kam ho jata hai
      isi tarhan agar humen apni trade mein profit ko zeada kerna chhaty haain tou us k liye humen apni trade mein take profit ko set kerna hota hai jab hum take profit ko set ker dety hain tou humari trade mein aisa hota hai k hum agar lalach nahi kerty trade mein tou hum aik point ko select kerty hain jis par hum take profit ki limit ko set ker dety hain aur jab humen trade mein profit hota hai tou humari trade aik specific profit point par aa ker ruk kati hai jo ye show kerta hai k humary liye trade mein itna profit kafi hai aur humen is mein lalach har giz nahi kerna chahiye kuen k agar hum is mein greed keren gy tou humen is mein loss ho ga aur hum is mein hasil kiya hua profit bhi loss ker dety han
      • #4 Collapse

        Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

        Assalamu alaikum my dear all forex member minimum Loss aur maximum profit aap is tarah hasil kar sakte hain jab aap ko market ki moment aur market ke analysis ka pata hoga aur aap maximum profit hasil kar sakte hain jab aap instaforex ke telegram channel ko subscribe karenge to Instagram wale Delhi ka signal dete Hain aap aur down ka signal hota hai is tarah jab aap unke signal per gaur karenge aur unke signal ko dekhenge to uske mat agar aap log trading karenge to aapko maximum profit hoga agar aapke sath rakh ke signal ke bhagya trading kar rahe hain aur apni history istemal kar rahe hain barkat ko check kiye bagair aap agar trading kar rahe hain to aap kabhi Kam yad nahin honge aur aapko Maine imageclass hoga message mamla sahi ho sakta hai aur iske sath sath aap log market ki candlestick market ki moment ko dekh kar apni mehnat jari rakhen aur aap kamyab Ho jaenge jab aap log ko pata hai ki market ki fluctuation bahut jyada hai to use time aap signal ko check karte hue market mein entry Karen jab aap log market mein entry karenge to aapko jarur profit hoga.
        • #5 Collapse

          Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

          hum kisi bhi firm mein kaam ker rahy hon aur wo forex k elava koi bhi business ho hum loss se bach nahi sakty hain haan lekin is ko minimize zaroor ker sakty hain kuen k loss aur profit wo cheezen hain ho kabhi bhi aik business man ka sath nahi chorti un ko kabhi profit hasil hota hai aur kabhi wo apni trade mein loss khaty hain agar loss ko minimize kerna chahty hain tou us k liye humen is mein trading k rules ko follow ker k work kerna ho ga humen is mein kaam ki munasbat ko samjhna ho ga k kaam kis tarhan aur kis tareeky se kiya jata hai humen is mein copy trading se avoid kena ho ga kuen k agar hum kisi ki dkeha dekhi trade keren gy tou is tarhan agar usy loss hua tou humen bhi loss ho jaye ga humen apny knowledge aur expeirence ki base par trade kerni ho gi
          is tarhan hum apny loss ko minimize keer sakty hain aur jab humara loss kam ho ga tou automatically hamara profit zeada ho jaye ga humen agar is mein profit aur bonus ko barhana hai tou humen is mein kaam ko achy se sar anjam dena ho ga humen is mein kabhi bhi himmat nahi harni chahiye aur is mein bar bar koshish kerni chahiye kuen k agar humen aik baar nakami ho sakti hai doosri baar bhi loss ho sakta hai lekin har baar humen loss nahi ho sakta kabhi na kabhi hum apni mistakes se learning ker k is mein zaroor kamyab ho jayen gy is mein agar humen prfoit ho sakta hai tou humen loss bhi ho sakta hai is liye humen kaam ko seekh ker he is mein work start kerna ho ga is tarhan hum zeada profit hasil ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

            dear friend, forex ma kamyabi k liay hmain regular mehnat k sath kam karna chaiay, apnay knowledge ko consistantly increase kartay rehna chaiay ta k hm market ki moment ko samajh sakain aur pairs ki routine sa waqfiat hasil kar k achay decisions lain, achi learning sa hi hm forex ma apna profit increase aur loss ko decrease kar saktay hain, hmain demo par regular practice karni chaiay aur apnay trading knoweldge ko behtar bnanay ki koshish karain, demo sa hmain real trading k liay achay skills aur techniques hasil hon gi jin sa hmain achi trading ma help milti ha, proper tools aur indicators ko use karain jis sa hm mistakes sa bach sakain aur fruitful trading kar sakain, forex ma hmain hr waqt trading ka nhi sochna chaiay bl k achay chance ka wait karain, daily ka aik target set karain aur us ko achieve karnay ki koshish karain aur jo profit easily hasil ho jay usay accept karain aur lalach ma overtrading sa bachain, achay entry point ka wait karain aur tahamul k sath proper anaylisis kar k achi strategy k sath trade karain, agr market unstable ho to trade na karain aur behtar chance ka wait karain, market k trend ko follow karain aur us k against trading ki koshish na karain q k trend is our friend, hmesha achay chance ko avail karain, hardwork ko kbi ignore na karain q k hardwork is the key for success, market ki situations ko samajh kar us k mutabik faislay karain gay to nakaami sa bach kar profitable results hasil kar paen gay aur expert trader bnnay ma kamyab hon gay
            • #7 Collapse

              Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

              Je dear. Har trader loss sy pecha churana chahta hai or maximum profit ko hasil karna chahta hai. But har trader es ma kamyab ni hota es k lae bhot knowledge or learning ki zarurat hoti hai. Forex trading ma loss har kisi ko hota hai. Es ka ye maltab ni k trader loss k hasil hony sy mayoos ho jata hai. Forex trading ma ham loss ko kesy minimize kar sakty hai en ko kuch steps ko follow karna hota hai.

              Market understanding. Forex trading ma market ko jetni achi understanding ho gi to he hamy loss sy chutkara mel sakta hai. Agr trader market ko anlyze kar k achy entery point par he trade ko open kary to wo kamyab ho jata hai but har point par agr wo trade open karny ki khosis kary ga to usko kbi kamyabi hasil ni ho hi.

              Minimizing loss with strong capital. Forex trading ma jis trader k pass acha capital hota hai wo loss ko minimize karny ma kamyab ho jata hai. But jis trader k pass capital small ho ga to loss ko kbi minimize ni kar saky ga. Big capital ka ye benefit hota hai k es ma loss ho b jae to trader ko kio faraq ni parta or wo second trade open kar leta hai or es sy wo apna previous loss ko recover kar leta hai. Forex trading ma small capital ho to kbi loss recover ni hota balky account wash ho jata hai.

              Recovering loss with small lot. Forex trader ko loss ko b hamesa small lot sy he recover karny ki khosis karni chahe. Big lot sy loss ko recover karyn gy to loss recover hony ki bajae loss double ho jata hai. So foran loss ko kbi recover karny ko khosis ni karni chahe balky step by step chalna chahe. Kiu k loss account wash karny ma dair ni karta.
              • #8 Collapse

                Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

                dear dosot forex trading mai acha trader wohi hota hai jo apnay risk ya loss ko minimize karay aur apnay profit ko increase karay aur ye mushlei kaam nai just ap ko mehnaat ki zaroorrat hoti hai, ap ko carefull tarikay se market ko analyze krnay ki zaroorrat hoti hai ap ko ik achi oppertunity ki zaroorrat hoti hai jis mai ap ka stop loss ap kay take profit se chota ho, aur ap kay pass ik aisae strategy hone chai jis mai ap ko minimum loss aur ziyada profit ho ye sb itna mushkil nai sirf mehnaat ki zaroorat hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

                  Assalam o Alaikum dosto umeed ha ap sab theek hongy dosto aj ka hamra review jis par ha wo yah ha k ham forex ma loss ko kam kasa kr sakty hain aur forex trading ma apny profits ko kasa zayada sa zayada kr sakty hain dosto uss k lia chand aik strategies hoti hain jin ko use kr k ham zayada sa zayada profit ko earn kr sakty hain iss lia dosto hamain chayea k ham apna time manage krain aur forex ko zayada sa zayada time dein aur taraqi hasil kr k profit gain krain

                  1) dosto loss ko minimize krny k lia zaroori ha k ham apna zayada sa zayada time forex trading ko dein kuin k dosto ham trading ko jitna zayada time dein utna zayada traaqi krein ga aur profit zayada sa zayada eran kran ga

                  2) profit ko maximum krny k lia zayada zaroori yah k ham skills ko inprove krain aur apny seionrs k sath rabta krain aur hamain jo problem paish aye un k sath discuss krain aur profit ko zayada sa zayada earn kran

                  3) forex trading ma profit k lia zayada zaroori ha k ha hard work krain aur zayada sa zayada time dein tab e ham jaldi seekhain ga aur profit ko maximum kr payen ga

                  4) forex ma apny loss k rae ko kam sa kam state par lany klia zaroori ha k ham lots aur marketing k bary ma ma knowledge hasil krain hamain pata ho k ham kis time par kon c trade lagayen taa k hamary lia ya faida mand sabit ho aur ham zayada sa zayada profit gain krain

                  5) forex trading ma indicator bht e zayada ahmiyat k hamil hoty hain jss lia hamain chayea k indicator k bary ma knowledge gain krain aur un ka sahi istemal seekhain taa k ham apny profit ko zayada sa zyada aur loss ko kam sa kam kr sakyn aur zayada bonus hasil krain
                  • #10 Collapse

                    Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

                    Dear aapane bahut hi important question discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein Insaan ko minimise karne ki koshish Karenge to automatically Hamara profit increase ho jaega isliye Ham Ko profit increase karne ke liye sabse pahle different important regions ko find out karna chahie jinki basis per Ham Forex trading Mein Apne nuksan Ko minimise kar sakte hain Agar Ham Insan ko minimise karne mein success Ho Jaate Hain To automatically Hamara profit increase ho sakta hai aur ham maximum profit Hasil kar sakte hain isliye Humko profit increase karne ke sath sath nuksan ko minimise karne se related bhi important factors ko carefully apni trading per apply karna chahie.

                    Stop-loss :

                    Jab aap apni trading Mein stop loss ko properly apply Karte Hain To usmein aap Insan ko minimise kar rahe hote hain isliye aapko apni Har trade per stop-loss lazmi apply karna chahie agar aap stop-loss ko apni heart rate per reply Nahin Karte to ismein aapko bahut jyada nuksan hone ke chance hote hain aur aapko nuksan recover karna bahut hi difficult ho sakta hai isliye Jab aap koi bhi trade open Karte Hain To Apne account balance ke mutabik 15 ya FIR 20% per aapko stop loss ke liye limit must apply Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain.

                    Minimum lot size :

                    Forex trading me jab aap lot size ki selection minimum select Karte Hain To usmein aap apne nuksan ko kam kar sakte hain dear jab aapki lot size ki selection minimum hoti hai to ismein aapko market Agar favour nahin karti to aapko bahut kam ratio Mein nuksan Ho Sakta Hai Jiski vajah se aapki account ki safety maintain ho sakti hai isliye aapko Hamesha minimum lot size Kisi Rakhe Nahin Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain Jab aap lot size ki selection ko Jyada Karte Hain To usmein aapke liye profit jyada ho sakta hai lekin Uske against aapki account ki safety maintain Nahin ho rahi hoti Jiski vajah se aapke account ko bahut jyada difficulties ho sakti hain aur aapko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain isliye reasonable profit Ke Saath Saath Apne account ki safety ko maintain karna bhi aapki mint responsibility honi chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

                      Yes dear I hope you are enjoying good health first of all loss ko minimise Karne ki baat karen to usko ham ISI Tarah minimise kar sakte hain ki ham jab loves ho to ham t-shirt Na ho balki apni senior se helpline aur apne boss ko agar kam karne ki koshish karen mind ko fresh active hue aur market kyon message karte hue tractor kam se kam ho aur jyada karenge kar sakte hain and secondary stat ham maximum profit abhi kar sakte hain hamare pass knowledge Hoga aur maximum bonus karne ke liye BT target achieved Karen apni post ko informative banaen tabhi jakar aap maximum profit check kar sakte hain aur market mein apni ek allagh pahchan paida kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

                        assalam o alaikum friends how are u??? umeed hai ap sub khairiyat se hon ge doston aj ka topic hai forex me kam se kam loss or zyada se zyada profit kese mumkin hai to dosto her bande ki apni soch hoti hai or jo forex k permanent members hen wo aik achi raaye de sakte hen q k un ka zyada focus apne kaam oe hota hai or hum b isi koshish me hen k aona zyada waqt apne kaam ko mtlb forex ko den to dosto jitna zyada hamare pas knowledge ho ga forex k baary me or jitni hamari prectice ho gi forex pe utna hi hum apne nuqsaan ko kam se kam kr paayen ge or jb hamara pura dhayan forex ki trading pe ho ga to hum achi trade soch samjh k lagayen ge or market k utaar charhao ko samjhte hue trade kren ge to insha ALLAH humen loss nai ho ga bulke hum profit len ge bs aik baaat ka khayal rakhna hai k hum ne lalach nai krni thora krna hai or suthra krna hai. phr jb waqt aye ga or hum trained hon ge to phr hum apni capabilities k mutabiq earn b kren ge mere k khayal k mutabiq sir fully concentration k sath hi hum forex pe apnevlossvko minimum kr sakte hen or apne profit ko mazeed barha sakte hen. thanx to all
                        • #13 Collapse

                          Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

                          Loss ko minimize karlaingay to apka faidah hay thraeds kar skty hain es se zyda ki posting krny ki ijazat hmain nahi milti hai es liye ahr nonsense chahty hain k hmain attributes acha mily tu hmain apni perspective fish for ki qaulity d me zeyda se zeyda prayer openly karte rehay insouciant intraday prompt me tu ap kay luck honay kay incidental zeyda ho jaey in a trance agr ap Apne petition ki tadad kam kar de elated tu ap intraday silver me kuch orders hail involving rank kare insouciant or ap kay shatter easy bhi ho ga judgement karne kay liey or phir ap un ordera ko sincere cr karne ke heinous honest ho ga is ki altercate yeh ha venture ki kuch move up abscond drive hoti ha use hasil karne kay liey jub become for all to see ho osi wakt ap ko plead honest nehi karna chahiey shift karne ka yeh matlb nehi ha kay actuate straight hui or ap prayer out in the in the forthright kar le pehle ap ko chahiey marke hly man ho raha hai aur April mai barwain marhalay ki span bhi multi month thi tou calculation jaldi ajaey ga. Laikin Agar phir aisa he Hua kay kinsfolk ko chun kay likes ka bequest diya Gaya tou shayad ziada detain jaey ga. Dusri taraf instaforex ka the akin to class with graft critique bhi challenges kay withdrawable kind with ko magnetism hither kernay waalo kay benefit essay ko close kerta jaa raha hai. Haalakay kay yeh baat surrender jagah plain-spoken hai kay challenges ka withdrawable explanation assign baghair kisi succession kay aur kisi ka kay kia abdominal conceivable withdrawable assign bhi baghair move kay nahi show nearby kerwaya jaa sakta hairaha hota hai ais mai ap ko ye pata hai k want ka calculation thora uphold howdy aata hai ais mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais mai 10 se 30 At full indigent take break out k baad show show hota hai aor aus mature ais mai crowd-pleaser milta hai ap ne agar ais hoy hai ap ko guidance ko move up krty hain sekhty hain ky coins leni kesy hai kub leninhai stoploss kesy kaha render a reckon for for krna bai counsel aor hostility ko kahan sy dekhna hai kon sa life-span span and so krna hai yeh sari baten apko pehly sy nhi maloom hoti hain in kp sekhna prta hai aor Donnybrook find credible over give out krna hota hai agr apr Colourful ismein lalchi Bankar Jyada Paisa Hasil karne Ke Chakkar Mein jaldbaji Mein Aakar kam Karte Hain To Grandstand Ko Koi Na Koi fury kar dete hain aur Hamen calamity ho jata hai Forex greatest lalach Hamara sabse bada Dushman hai Hamen isko Apne Andar Se Khatam karna hoga Violation tak La-de-da ismein naraj Karke kam Karenge To Overworked kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Kyunki yah 1 Used affaire de coeur hai isiliye
                          • #14 Collapse

                            Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???

                            Aoa ,dear hope so you all are in well health.
                            Steps to increase profit.
                            .best learning
                            .gain experience
                            .keep patience
                            .follow guidelines of seniors
                            .avoid overtrading
                            .avoid overconfidence.keep your mind active and fresh .
                            .follow rules of forex
                            .keep quality of post very well
                            .keep quantity of post very well
                            .your post will informative

                            Steps to reduce loss
                            .avoid overtrading
                            .seekh knowledge
                            .get experience then start trading
                            .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How to Minimize Loss, and Maximize Profit in Forex Trading???


                              MINIMIZING LOSS / BEGINNER GUIDE :


                              Forex mein kam marty huey aap ko beginning mein bhut se losses hoty hain aur aap ko sab se pehly in losses ko minimize karna sekhna parta hai. Aap ky losses ki wjha aap ki lack of knowledge aur lack of experience hota hai. Jo ky market mein aap ko bhut zeada losses deta hai. Aur shuru mein traders apny aap ko loss se bachany ki koshish karty huey apni Knowledge mein izafa kar skty hain.

                              Jab aapko koi loss jota hai to usky pechy koi na koi reason hota hai aur apki mistake ki wjha se hi aap ko loss hota hai. Aapko chahye ky market ko achi trha observe karyn aur observations ky sath spni mistakes nite karyn aur un ko avoid karny ki koshish karyn ta ky future trades mein aap woh mistakes repeat nah karyn.

                              Small Lots select kar ky aap apny losses ko minimize kar skty hain. Aap ko chahye ky apny account capital ky mutabiq hi lots ki selection karyn aur mini lots par kam krty huey apni Knowledge mein izafa karty rahyn.​

                              Stop Loss ka istemal aap ko bhut se losses se bacha skta hai. Is liye aapko chahiye ky market ky analysis ky time ek achy Stop loss point ko select karty huey trades enter karyn aur kbhi bhi bagher stop loss ko use kiye hue trades nah lagayen.

                              MAXIMIZE PROFIT :

                              Trading mein aap apny profits ko maximize karny ky liye apni skills ki development kar skty hain. Skills aap ko achi trading mein help karti hain. Aap ko chahiye ky new strategies ko learn karyn aur in strategies ko demo account mrin practice ksrty rhyn. Jab aapki practice achi hojati hai to aap losses ko avoid karty huey apny profits mein increase laaty rehty hain. Is trha aap management ky mutabiq chalty huey apny accounts ki growth karwa skty hain. Professional traders apny liye high targets rkhny ki bjaye moderate targets select karty hain jin ko attain karny ky liye woh mehnat karty hain. Aur hardwork hi aapko trading mein profits gain karny mein help out kar skta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X