Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

    Forex trading mein Hamen Apne mistake ko ignore nahin karna chahie pal ke apne kaam par focus karna chahie mehnat karni chahie analyses kobita karne ki koshish karni chahie practice per jyada focus karna chahie tabhi aapko achcha fayda ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

      Assalam o Alaikum dear forex members,
      G bhai ap ne kabhi bhi ap NY apni mistakes ko ignore nahi Karna mistakes he to aisi chez hai jis par amal Kar k agay ja sakty hain maslan jab hamari mistakes hongi aur hum inko darust Kar k in par amal krengy yaqeenan is tarha se hum is platform par kamyab ho jayengy zeyada se zeyada learning krengay knowledge information barhy GI acha experience hoga to hum mistakes nahi krengy to phir hum is platform par kamyabi asani se hasil krengy mistakes ko mat ignore Karna auk acha trader ya forex member wahi hai Jo apni mistakes ko kabhi ignore nahi karta balky in ko darust karta hai aur phir agay ja kar kamyab ho jata hai apni galtiyon se sekh Kar he ap kamyab baneingy.
      • #33 Collapse

        Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

        Bhai humy kabi B mistake ko ignore nahi karna chaheye.
        Humy apny mistake ko bolna chaheye par pehly humy apny mistake sy sekna chaheye k hum ny ye ghalti q ke or kes jaga py ki humy es ghalti sy kitna loss howa. Jab hum apni he ghalti sy seekengy tu per hum osy kabi na dohray. Or hum kesi or k mistake sy B seek sakty hai. Winners humy samja sakty hai par aik loser humy winner sy acha samja sakta hai hum osy seek sakty hai k ken jago sy humy bachna chaheye kis mistake sy bachna chaheye.
        • #34 Collapse

          Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

          blkull nhh apny apn gltyun ko blkul ignore nh krna chaye blky hmen apni gltyun ko point out krnaa chahye aur inko ignore krny ki bjaya inko sudharna chahye
          taa k next time hm sy galti naa ho aur es tarha phr hm fourm pr b aur zati life men b kafi had tk khud ko kamyab kr skty hen ...
          • #35 Collapse

            Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

            Dear pyary forexer hamy apni mistakes ko Kabhi be nazar Andaz Nahi kerna chaye ager Hamm Kabhi be apni trading ma ghaltio ko Ker Ker mazed agey jaty hai to nuksaan uthaty hai esi liye BEHTREEN tarika yehi hai ke ham pehlay apni ghalti ko theek karey or uski seekh Ker apny agly hadaf ki taraf barhay ta ke ham step by step cheezon ke sath chal pawn Esky Lia ghaltio SE seekhna lazmi hai eskay Lia ham zada SE zada practice karey.
            Shukria.
            "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
            • #36 Collapse

              Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

              Dear Forex Friend's Hmein Chahiye Ky Ham Apni Mistakes ko Dor Krien Aagar Ham Apni Mistakes ko Ignore krien gy Hmein Ak Na Ak Din Bht bra Loss Uthana pry ga Loss Se Behtar hai ky ap Apni Mistakes ko Dor Krien PHR ja Ky ap Kamyab Hoon Gy Hmein Chahiye Ky Ham Apni Galtiyun se Sekhein Or Achy Business Main Ban Saky
              • #37 Collapse

                Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

                Mistakes ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie yaar mistake Se Koi Na Koi Sab Hasil karna chahie Kyunki Har mistake Hamen Koi Na Koi Sabak dekar Jaati Hai jisse Hamen Sabak sikhane ki jarurat hoti hai
                • #38 Collapse

                  Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

                  Nai bhai apni mistake ko ignore nai krna chahye jb apni mistake ko ignore krte jaen get to apko yahi adat pari jae give es main apki mistake bharti jaen gi r koshsh kren apni mistake ko control kren r in se selhen r dobara apni mistake nai krenn
                  • #39 Collapse

                    Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

                    Dear members forex tradings may haumay hamesha apni observations ko strong kartay hoye trading karni chaiye aur trading say pehlay market ki movement ko daikh kay aur analysis kar kay hi trading karni chaiye aur trading say pehlay market ki movement ko daikh kay aur analysis karney kay baad hi apna order place karna chahiye phir hi haumay kaamyabi hasal hoti hay aur haum ziada acha bonus bhi hasal kar saktay hain iss liye haumay hamesha apni observations ko strong kartay hoye trading karni chaiye aur hamehsa apni mistakes ko identify kartay hoye apni mistakes ko recover karney ki koshish karni chaiey takay hsum ziada achay tareekay say trading karney kay saath saath apni mistakes ko identify kar saktay hain tou hauma ziada achi earning bhi hasal kar saktay hain Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur uss kay baad he unhain kaamyabi milti hai jab haumay apni learning aur knowledge ki base pay apni mistakes ko identify karney ki koshish karni chaiey tou hi haumay kaamyabi hasal hoti hay Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai hamesha apni observations ko strong kartay hoye trading karni chaiye aur trading say related knowledge aur learning ko gain karney ki koshish karni chaiey tou hi haumay ziada ksmyabi hasal hoti hay.
                    • #40 Collapse

                      Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirhayat پيغام ديکھيے
                      Nai bhai apni mistake ko ignore nai krna chahye jb apni mistake ko ignore krte jaen get to apko yahi adat pari jae give es main apki mistake bharti jaen gi r koshsh kren apni mistake ko control kren r in se selhen r dobara apni mistake nai krenn

                      Dear ap kisi cheez pay apni sub mistakes ko likhain or sth weak points ko add karty jain. or in ka review lazmi lain pehlay ap apni mistake ko door karian us kay bad ap mazeed learning karian nahi tu ap ko kuch samaj nahi ayegi kay ap ko karna kiya hai or kaisy ap ny apni trades ko manage karna hai or yad rahay mistake ap ki ik bar jo hogi woh he hai bad mai jo hogi woh ap kay loss ki waja banaygi.
                      • #41 Collapse

                        Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

                        nahin bhai aisa bilkul bhi nahin hai kyunki agar aap any mistakes ko ignore karenge aur kaun se sikhenge nahin aur bar bar repeat karenge to aap kabhi bhi forest reading mein kamyab nahin ho sakte ek sensible trader wahi hota hai jo apne mistake se sakta hai aur unko repeat nahin karta isiliye aap hi apne mistake se sikhe aur unko dobara repeat na Karen
                        • #42 Collapse

                          Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

                          Assalam-o-Alaikum
                          G ap ne bilkul durst kaha k humy kabi b apni mistakes ko ignore ni karna chaiye. Hamian apni mistakes sy seekhna chahiye. R apni mistakes ko repeat ni karna chaiye. R hamian mistakes karna sy bachna chahiya. Soch samj ky pory dehaan sy apny kam ko focus karna chaiya.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Re: Kya Hamen apni mistake ko ignore karna chahie

                            Bilkul Nahin dear Forex member Hamen chahie ke Agar Humse Forex trading mein kisi Kism Ki Galti Ho Jaaye To Hamen use Galti ko ignore nahin karna chahie Bal ke usko Hamesha Yad Rakhna chahie Kyunki Ek Bar Agar Kisi galti ki vajah se Hamara loss Ho Gaya aur ham Dobara vah Galti Karenge To Hamen Dobara per loss hi hoga To Hamen chahie ki Ham Apne Galti ko ignore na Karen Bal ke usko Yad Karke use ko khatm Karen.. per Jab Bhi Ham Apne ghaltii ko avoid Karenge isase Hamara account profitable Hoga aur Hamen Loss ki chances kam hi Hogi..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X