demo per practice
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    mere khayal main forex trading main kamyab trader banne k lie ap jitna zaida demo account pai practice karo gay utne he ap successful trader bano gay kyun k demo account risk free hah aur is main hum apne kam kar k experience bhe hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Haan bhai aap teek keh rahy hain, forex frading main sub sai pehly cheez learning or practice hain, jo kai hum demo account par kar sakty hain, forex aik bohat hi highly risky online business hain, jis tarha iss main profit zyada hoty hain isi tarha is main losses bi zyada ho sakty hain agar sahi tarha practice na ki ho.
      • #93 Collapse

        Practice sey aap ki trading perfect ho jati hy aur confidence main bhi izafa ho jata hy. New traders ko start main demo account main practice krni chaheye aur phir us key bad real account main kam start krna chaheye. Practice sey aap ko trading main asani ho jati hy aur hum market key trend ko samjh saktey hain aur us key mutabiq trading kr saktey hain.
        • #94 Collapse

          jee main ap ki bat se agree hoon k Forex trading main successful hone lie demo per practice keni zroori hay practice k bgair hum Forex trading se kuch earn ni ker sektay hum jitne ziada practice krain gay utni he achi trading ker sektay hain aur Forex k practice k lie demo aik acha source hay.
          • #95 Collapse

            ji bhai ap ki baat theak hai hamain demo par kaam karna chahiye is sy hamain trading ki how now pata chal jaati hai aur hamain ak acha experience mil jata hai jis ki bina par ham ak achy trader ban sakty hain.
            • #96 Collapse

              beshak demo account se insaan ko bohut ziyada experience hasil hota hai magar humein sirf demo account par hi depended nahi rehna chahiya balkey humein dosrey sources b avail karney chahiya aur wahan se b experience hasil karna chahiya.
              • #97 Collapse

                asalam o alikum my dear friend g apne thek kaha hai ham demo pe prectice kar ke apni trading skills ko bahter bana sakte hia or jitna zada ham precitce karen ge or jitna zada ham or learn karen ge ye hamare lia otna hi bahter sabit hoga
                • #98 Collapse

                  Han bilkul sahi kaha new users k lie demo pe practice krna laazmi cheez hy. Is k bgair ap achy trader ni ban skty. Ap mumkin hy ap loses ka shikaar hoty jae. Is trah apka dil uth jae ga forex trading se or ap isko chor dain gy. To zruri hy forex trading shuru krny se pehly ap is ki practise demo pe karain or phr real world me trading krain or faida uthain. Shukriya.
                  • #99 Collapse

                    forex trading mein apko chahiye ke ap is miend emo mein zaroor practice karen aur apne andar trading skills develop karen is mien bohat ziyada earning potential hai ye bohat acha business hai.
                    • #100 Collapse

                      off course demo account to humery pass aik easa opportunity hia jes pay investment humean insta forex dita hy jes ko hum withdraw nahe ker sagty hain baki same live trading ke tarha ker k boht ache learning kerty hian to ye practice boht faida dite hy
                      • #101 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me demo account me practice kr ni chahe kyun k demo acocunt aik asa account ha jis se hm is business ka kafi acha experince hasil kr skaty hain or demo account se hm is business ki achi learning b kr skaty hain asani se
                        • #102 Collapse

                          demo account ki practice bohat achi lagti hai mujhe me demo per kaam karta rehta hon apne aap ko sharp trader banane ke lye kiun ke mera yahi believe hai ke forex trading learning ke baad bohat asaan ho sakti hai aap ke lye or phir aap is se kafi kama sakte hain .
                          • #103 Collapse

                            yar demo account k bina real
                            account banana bht hi ghakt hai bina demo k real pe start krna loss krny k siwa kuch nhi milta es leyeh pehly 2,3 mahiny demo ko dain or jab itna experince hu jey k profit bana saku tu real open karain
                            • #104 Collapse

                              forex trading mien apko chahiye ke ap zaroor demo pe practice karen aur apne andar trading skills ko develop karenge to ap zaroor kamiyab hoskate hian.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                yes dear mein ap k jawab se bilkl agree krta hoon is k sath yeh kahoon ga k demo account pe trade krna har trader k liye lazmi hai tabhi ap trading experience or trading skills gain kr sakte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X