Who lefts behind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    well i think that the people who disappointed and quit forex tradiing and left behind and still unsuccessful according to me the reasons may be that either those people do not get proper knowledge about experience or practice may be not perfect or they do not have experience or they are greedy so they are still uvsuccesful.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Wohi behind reh jaty hein jo apni trading pe concentrate nai karty , agar concentrate karty hoty to ehsa na hota, jo concentrate karty hein or knowledge increase karty rehtay hein wo agy move kar jaty hein or jo nai karty wo kabhi gain or kabi loose kar dety hein.
       
      • #33 Collapse

        forex trading main jo trader lose kar ke is se quite ho jate hain is ki waja ye ho sakti hay ke wo market ko nahi samjte aur market ke trend ko nahi samte aur ghalt time per market main entry karte hain jis ki waja se lose hota hay
        • #34 Collapse

          wo log aesay hotay hain jo k isay time pas kartay hain aur is kaam me jb un ka time pass hona band ho jata hai to wo isay chor detay hain.forex ko hume seriously lena chahye.
          • #35 Collapse

            forex trading mein ap ku jo baat es kaam mein bechay dekhaal te hai wo ye hai k ap es mein laalach na karay balkay mind se kam ley ap zarror es mein successful ho gae thankful for question
             
            • #36 Collapse

              dear ma tu yey kaho ga k yeh jo new trader forex ma success nahi hoty ha wo forex trading ko learn k bina he live trade start kar lety ha yahi waja forex trading ma unsuccessful aur lose hony ki ha
              • #37 Collapse

                forex trading main faida ya nuksan tu hota hi rehta hai iski waja se ap agar isko karne main aisa karenge tu phir ap kabhi bhi kamyab nahin hosakte aur jin logon main is bat ki awareness nahin hoti woh chor dete hain
                • #38 Collapse

                  kush loog forex ko chhor bhi daity hain or is ki waja un ki apni mistakes hooti hain.forex main kaamyaab hoony kay liey kaafi struggle karna parti hai.ye easy nahin hai.is liey step wise chalna chahiey is business main kamyaab hoony kay liey.
                  • #39 Collapse

                    Dear mari nazr ma ju log Forex ko join krny k bad loss kr k forex ko chor dety hain un k liy ma sirf itna he kahunga k wajha sirf un ki kam knowledge huti hy. or sath he ye bhe kahunga k forex ko bna sekhy krny waly he loss ma rehty hain or buht jald market sy out hujaty hain. rahi bat luck ki tu dear es market ma luck hamesha nhe chalta.
                    • #40 Collapse

                      forex trading main sirf wo log kamyab hote hain jin ke pass aik acha trading plan ho or wo proper money management ke sath achi trading kere wo asani se kamyabi hasil ker lete hain iss lye ap ko bi apna traidng plan bana ker trading kerni ho gi
                      • #41 Collapse

                        buaht sary factors hotay hain sirf luck kharab hona zarore nahi hota insan ki personality pay bauht depend krta hai wo kitna baa himmat or hoslay wala hai kitne skills hain agay barhnay ki seekhnay ki emotions ko control krnay ki or khud by bharosa krny ki
                        • #42 Collapse

                          forex main log greed kartay hai bara factor ju ap ko loss daita hai jis ki waja say log quit kar daitay hain forex ko. luck ki bhi baat hai jis ka luck lag jay woo profit bana laita hai.
                          • #43 Collapse

                            us kam ko wo he log chhorty hain jo kafi jazbaati hoty hain but wo ye bhol jaty hain ke kuch time agar bad rahta hai to kyA HUM KAM KARNA CHHOR DAIN YE UN LOGON KE GALAT SOCH HAI KUIN KE ABI THEK SE KAM SAMJHA BHE NAE OR END KAR DIYA
                            • #44 Collapse

                              bohat se log aisa karte hen or kar bhi rahe hen but ye koi hal nahi he ku k agar apko forex me loss hota he to apko chaiye k ap loss ko cover karen or jis mistake ki waja se loss hota he usko find karen or mistakes ko khatam karen jabhi apki trading successful ho sakti he forex trading me earning karne k liye apko thora sabar rahkna hota he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ePopls exactly who terminatesoon after sometimes seriously isn't failing in their chance as a substitute these peoppe are definitely notreliable laong with good reasons can be they can't study this fx adequately in addition to headover to deal and find burning on account of fewer expertise in addition to practical knowledge in addition to soon after continual burning or myae many people avarice un addition to soon after continual burning many people terminate. chance is usually legitimate matter pirmary is the best practical knowledge in addition to expertize.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X