Who lefts behind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    han ji aisa bht baar hota hai ke ap ko jab loss hota hai tu ap foex trading ke business ko quit kar dete hain aur apne luck ko bura bala kehte hain jab aisa bilkul nahi hai jab tak ap sai tor per samjhte hain aur learn nahi karte tab tak ap ko loss hi hota hai tu ap ko chiya ap sai tor per learn karen tu ap ko loss nahi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Those people who quit after sometime is not fault of their luck instead these people are not consistent and other reasons may be they do not learn the forex properly and go to trade and get loss as a result of less knowledge and experience and after continuous loss or they greed and after continuous loss they quit. luck is secondary thing first is your experience and knowledge.
      • #318 Collapse

        dear brother other reasons may be they do not learn the forex properly and go to trade and get loss as a result of less knowledge and experience and after continuous loss or they greed and after continuous loss they quit. luck is secondary thing first is your experience and knowledge thanks .'';
         
        • #319 Collapse

          Actually many log aisey hain jo is business main without knoweldge and experience ke enter ho jatey hain aur phir raton rat ameer bane ke sapne bhi dekhtey hain jis ki wjha se unhen loss hota hey aur woh is business ko leave kar jatey hain.
          • #320 Collapse

            Jin logn ko forex main loss face krna padhta ha main un say yh kahn ge k woh dispoint na hun balky apni efferts ko jari rakhain es say eakl din woh achy trader ban jaien gay.
            • #321 Collapse

              hum log is field may enter tou hojatay hen, isay smjhnay bhee lugtay hen but hum ghalti sirf or sirf is may mehnat na kernay ki kertay hen. Hum ager mehnat kren, lagan say kaam kren, or sabit qadmi say is field may lagy rhen tou zarur qamyab ho sktey hen or chhorna bhee nahee parey ga kisi ko.
               
              • #322 Collapse

                Those people who quit after sometime is not fault of their luck instead these people are not consistent and other reasons may be they do not learn the forex properly and go to trade and get loss as a result of less knowledge and experience and after continuous loss or they greed and after continuous loss they quit. luck is secondary thing first is your experience and knowledge.Base on me any time that you are trading it is very good for you to concentrate so that you will always make good money so for that to be possible you must follow the trend at all times
                • #323 Collapse

                  forex trading main jo loog concentrate naheen karty hain or isky bary main seekhty naheen hai wo peechy rah jaty hain is lye humain chahye k hum is main kaam akrty howe daily new cheezon ko seekhain takky hum bhi professional trader banny ki door main agy nikal jaeen
                  • #324 Collapse

                    yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
                     
                    • #325 Collapse

                      Who lefts behind

                      ap log forex chor dayte hay ju jazbat may aa ke profit ka nam sun layte hay to profit ke bahaney apna sab kuch kho dayte hay forex buhut he mushkil hay karne may to buhut he easy ha lakin asal masla knowledge ka hota hay bas us ke kame hote hay
                      • #326 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Forex trade main kayi aik log disappoint ho ker iss kaam ko quit ker daite hain kia iss main kya sirf unki luck ki kharabi waja hoti hai ya forex ki, ya phir aap k khayal main kuch dosre factors hain jiski waja se they left behind and have unsuccessfulness.
                        forex mein bohot sy log esy hain jo k loss hony k bad forex ko quite kar dety hain or aksar esy traders bhi hain jo k loss bad bhi join karty hain or yahan py dobara demo account emin trading karty hain
                        • #327 Collapse

                          g han dear mere khyl mai forex trading mai hamesha wohi shaks pechy reh jata hai jo koshihs nahi karta hai humain chahye k humain agar aik martaba us mai loss hota hai to huamin dobara us galti sy avoid karna chahye or koshish karty rehna chahye
                          • #328 Collapse

                            je dear asa kbi nhi hota k apki hmesha jeet ho.. buiensess mn loss tu hota ha .. forex trading me apke leye disapointed wale baat ye he ke boht se trader wihout news he trade karte he but agar apke pas learning nahy ho to ap loss kar sakte he .. pechy wohi rah jaty hain ju himat haar k beth jaty hain jb loss hota ha tu,, hmain apni mehnat ko continue rakhna chhaye ,,, ohr hmm acha kma sken gy
                            • #329 Collapse

                              mere bhi jo b forex ko chorte han un ko forex par at k bare m akuch ni pta hota ah k forex par kase trade hoti ha ap ko chaey k ap forex par proepr trad k liye kam karn is sy ap ko acha earn hota ah or ap ko forex par kam kr k knowledge ma hasil hota ha is liye ap ko chaye k ap forex par hard work karn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                nahi jo log forex me apane luck azamane ke liye aate hai usko bahut hi kam success milta hai kyuki forex tradinhg kabhi luck ke dum par nahi hota hai agar aapne ye galati kiya hai to aapko loss ka hi samana karana padata hai to aapko kabhi aisa nahi karana hai aapko practice karana hi padata hai to aap success hote hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X