Who lefts behind
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    dear, jab ham is buisness men enter hote hen to us men hamary liye sab say zaroori bat hoti hai k ham mehnat k sath kam karen aur kabi b ghalti na karen balkay ak achi skills aur knowledge ko use karte huwe kam karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      dear sir mere khayal k mutabiq me ap se aik bat kehna chahti hun jo log forex me kamiyab nhe hote or jo is ko sahi tarha se nhe karte haiin or who isko time pasi samajhte hain or isko luck kehte hain. me to kehti hun k forex aik real business hai is me boht profit hai or jo isko luck samajhte hian who log pagal hain..
      • #258 Collapse

        dear yeh woh log hoty hain jin main hosla nhi hota woh jb aik dafa loss khaty hain to dobara us ky bare main nhi sochete keh yeh hamari ghalti hoi ya hum ne sahih trah sy seekha nhi hy aur bs woh dobara aane ki koshish hi nhi krte.
        • #259 Collapse

          As i think that in forex trading business those person that become unsuccessful in it due to their own mistakes because as we all know that forex trading is a very risky business so first they must need to get good understanding and experience about forex trading and then they need to start working on it and get good profit from it.
          • #260 Collapse

            forex ko wo loog chortay hain jin ka loss muqadae ban jat hai aur losss pa loss hota retha hai unhain asay banday chor detay hain
            • #261 Collapse

              forex trading me apke leye disapointed wale baat ye he ke boht se trader wihout news he trade karte he but agar apke pas learning nahy ho to ap loss kar sakte he
              • #262 Collapse

                Forex main sirf investment he important nhe hai ham es business main experience aur knowledge bna kar low investment se bhe successful trader ban sakty hain.
                • #263 Collapse

                  is mein luck aur mehnat bht ziada role play krti hain kiun k agar mehnat hgi to kamyaabi hgi aur luck hgi to double kamyaabi hgi :) isliye in dono per focus krna kaafi zaruri hai
                  • #264 Collapse

                    bhai mery kahyal se tw ye unki galt planing or dehan na ky kam karny ki waj se hota ha k loss hota ha or unsuccessfull hhoty hen warna esa nahi hoskta k aap kam karo or tareky se sara kam akro or rules ko follwo karo phr bhi nakami ho tw yakenan kahi na kahi apka koi galt kadam ha jiski wja se loss hora ha bar ba risliye logo ko quit nhi karna chahiye balky br br try karna chahiye q k time hamesha ek hi nahi rehta acha bura wqt sb p ata ha.
                    • #265 Collapse

                      Nahi yah per zaroore dosre factore hote ha jo lod left kar dete han forex ko ...humhe luck aur forex ko blame nahi karna chiye q ke ye hamri waja se hi hota han ke hum apni knowledge ki waja se yaha per lose karte han
                      • #266 Collapse

                        kch bewaquf new traders news k begair hee trading lgaty rhty hai js sy un ko loss hota rhta hai or un ko smj ni ati k kb trading lgai jai js sy wh bth pechy rh jaty hai.
                        • #267 Collapse

                          According to me ager koe person es kam ko properly learn karny kay baad karta hay to wo kabi bhi es kam ko left nae kary ga means ager osy loss bhi ho jaye ga to bhi wo es kam ko continue kary ga so ager koe es kam ko chorta hy to according to me wo person es kam ko samhaj he nae paya and acha he kiya kam chor diya
                          • #268 Collapse

                            Forex trading me shru me aap ko kafi loss bhi ho sakta hai lekin aap ko hi at nai harni hai aur lagan ke sath apni mistakes ko dekhna hai take wo repeat na hun aur aap zarur kamyab honge
                            • #269 Collapse

                              han kuch log is bat se successful nhi hoty k unko krne nhi aati kuch log ye sochty hain k unki luck khrab hai jab k is mein lucka ka koi amal dahal nhi hota hai aur dusri baat logon ko teach krne wala nhi hota hai wo hud ko akela smjhty hain is kam mein jab k bht se log hain jin se ap help le kr sekh skty ho forex kr skty ho isly wo log ye soch kr nhi krty.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Mere khyal may jo log chor jate hai aik tau wo mustakil mizaj nahe hote dusre bat unho ne us level ke knowledge gain nahe ke hote jis ke zarorat hote hai aik kamyab trader bane ke leye lihaza wo 2 ya 3 dafa nuqsan kar lete hai aur phr sare umer forex ko koste hai ke forex fazool field hai is may har koye nuqsan karta hai halan ke ghaltya unke apne hote hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X