scalping
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping
    new traders ko bilkul bhi scalping nahi karni chahiye kiun k scalping bht zada risky hoti hai iss k liye experience huna bht zada zarori hai.
    :o love FOREX without any condition :o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear right new traders ko scalping kar k risk nahi lena chahiye kiun k scalping bht dangerous hoti hai iss se humara account bhi wash ho sakta hai so new trader ko dur hi rehna chahiye scalping se.
    • #3 Collapse

      dear forex b aik behtreen business hy es liye ap ko es mai sab cheezain daikhnii hotii hy es liye daikh k kam karo aur fadia b hasil karte jaoo ta k ap acha earn kar skao aur faida b hasil kar skao...
      • #4 Collapse

        Scalping mean short term teade. I am suggest that only those are trader perform it they are expert and work the market according to there behavior. They are good work and successful scalping.
        • #5 Collapse

          Scaliping mujhy aap ku is k bary ma kuch nahi bata sakta q k aap ku pata hy kam kart ya howa oe ma aap ku loss nahi dy sakta is liya ma aap ku galt baat nahi kaho ga q k galt baat karna achi baat nahi hy aj k dor ma or aap ku kissi ku galt baat kar k kisis ku loss karnana achi baat nahi hy
          • #6 Collapse

            scalpiong k bare mein mere bhai mujhe ziada pata to nahee hae magar maene isk bare mein suna hae k ye bahot ziada risky hoti hae is liay maene to waise hi her bar loss hi kia hae.
            • #7 Collapse

              forex trading ke market mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.
              • #8 Collapse

                Yes,i agree to you new trader ko kbi b starting mai scalping nhi krni chahiye Q k scalping bohat hi short time trading hoti hai jismay high lot sizes ko b use kiya jata hai or scalping k liye b minimum 3 years ka experience ka hona b bohat zroori hota hai.
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  New traders ko to har cheez soch samajh kar krni chahiye. jiss kaam ka nahi pata usky bary me pehly puri information ly kar phr usko try krna chahiye. Scalping agr nahi ati new trader ko to door rahy warna apna acount khali kar skta hy wo.
                  • #10 Collapse

                    my dear scalping ek best short term trading strategy hai is k sath buht se traders trading krte hain or achi earning b krte hain but agar ap scalping k sath trading krna chahte ho to first is ko learn kro
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein scalping new trader ko nhi karni cahaiye kiok scalping karne k liye buht ziada experience aur knewledge ki zaroorat hoti hy aur new trader ko knewledge experience kam hota hy is liye forex trading mein loss bhi buht ziada ho sakta hy
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein scalping jo hoti hy wo buht risky hy new trader k liye kiok scalping ko Karne k liye forex trading business mein knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy tab hi scalping kar saktay han aur agr knewledge experience nhi hy tu scalping nhi karni cahaiye kiok phr loss bhi ho sakta hy
                        • #13 Collapse

                          G scalping karne k liye ziada risk laina parta hy aur ziada risk se aur ziada lot size use kar k trading ki jati hy aur scalping karne k liye forex trading market ka knewledge aur experience ka hona zaroori hy aur new trader ko knewledge aur experience kam hota hy is liye new trader ko loss ho sakta hy is liye un ko scalping nhi karni cahaiye
                          • #14 Collapse

                            g sai bat ki ha sclaping krna risk lana hai is liy trader kabhi aisa work na kry jo trader k liy loss ka cause bny aor trader ko trading main scalping na krna chye aor trader trading main knowledge aor experience sy kam kry aor trading main loss sy bch kr safe trade kr k profit earning kray
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading business mein new trader ko kabhi bhi scalping nhi karni cahaiye kiok scalping k liye forex trading business mein experience aur knewledge ka hona buht zaroori hy aur new trader ko forex trading business mein knewledge aur experience kam hota hy is liye loss bhi ho sakta hy is liye scalping nhi karni cahaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X