Trading without "analysis"ho sakti ha??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading without "analysis"ho sakti ha??
    g nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

    Trading without analysis karna 2%profit or 98% loss k pory pory chance hai kabi b trade without analysis nahi karny chaheye market mai jitny b pips kama rahy hai analysis k bass py kama rahy hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

      Jo log forex trading men bagher analysis k trading kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka analysis karna seekhen aur phir acha knowledge aur experience hasil karen aur phir trade open karnay se pahlay market ka mukamal analysis karen aur phir market trend ko follow karen aur phir apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

        dear friend agr ap forex trading mn kamyabi hasil krna chahtay hn to phir market ka analysis bahot zroori ha islisy hmesha trade lganay sa pehlay market ka achhi trh snalysis kren sur market ki movement ko achhi trh read kr k us k mutabik trade lgayn ta k achhi trading kr k achha profit hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

          g trader ap ne boht hi acha sawal kia hay or boht hi khoob likha hay kay trading without analysis ho sakti hay dear biggners ye ap kay leiy ek
          boht hi achi point of view hay ap sab ko chaheiy kay dear ap ek to without practice koi bhi work na karen or doosri bat ye kay without learning
          bhi koi kam na karen or aakhri bat ye without experience bhi koi work na karen or rahi bat ye trading without anaylises to bilkul bhi na karen
          ku kay is mein sirf 02% hi chance hota he profit ka 99% loss kay chances hoty hen
          • #6 Collapse

            Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

            ap sab ko chaheiy kay dear ap ek to without practice koi bhi work na karen or doosri bat ye kay without learning
            bhi koi kam na karen or aakhri bat ye without experience bhi koi work na karen or rahi bat ye trading without anaylises to bilkul bhi na pahlay seniors se rabta kar k market ka analysis karna seekhen aur phir acha knowledge aur experience hasil karen aur phir trade open karnay se pahlay market ka mukamal analysis karen aur phir market trend ko follow karen aur phir apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

              dear is markeet main kaam karnay k liye agar ham isk baray main analsys k baghair bhi kaam akrtay hain to kaam to ho sakta hay magar ham aisay halaat main kabhi bhi kuch kama nai skatya hain balk ham jub bhi is markeet main kaam akrtay huway aisa koi risk laitay hain to hamko us main say lose honay ka dar hay jiski wajha say ham markeet ko kabhi samjh nai saktay hamaray pass koi bhi aisa tareeka nai hay jis say ham markeet main enter hotay hain to hain to agar aisay main ham is markeet main say earning ka sochtay hain to ham kabhi bhi is main earning nai kar saktay hain jisk liye zaruri ha k ham is markeet main kaam ko start kartay huway sab say pehlay is main yeh jaan lain k markeet main trend kia chal raha hay aur hamko kis hsiaab say is main kaam akrna hay agar ham chand aik bunyadi baaton pay amal kartay huway is markeet main kaam ko start kartay hain to hamaray liye yeh aur bhi ziada better ho sakta hay aur ham is main say acha kuch earn karnay main bhi success ho saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                G han hamen forex men hamen bahut hmat kay sath kam karna chahye kun kay agar hum forex men achy tarah say analysis karen gy tu hum as men kabhy beh nakam nahin ho sakty hain as lia hamen forex men bahut saber kay sth apna kam jary rakhna chahey kun kay forex men kam karna asan kam nahin hy as men hum jitny mahant kay sath kam karty hain tu hamenas men utna hi faida hasil hota hy ur hum as men kabhy bhe nak ho sakty hain hamen forex men jaldi kay sath kam nahin karna chahey kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hamen forex men bahut lagan kay sath kam nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe jaldi kay sath kam nahin karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                  dear Forex member without analysis of kabhi bhi Forex trading mein kamyabi hasil nahin kar sakte aur na hi apni trade se profit hasil kar sakte hain isliye Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye forex market ki movement ko analyse karna bahut jaruri hai. Aap forex market ko different ways ke jariye analyse kar sakte hain.Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye analyses ka hona bahut jaruri hai agar aap market ki movement ko acche tarike se analyse kar sakte hain to aap forex trading se acchi earning kar sakte hain lekin agar aapki analysing skills acchi nahin hai to aap kabhi bhi forex trading mein kamyabi hasil nahin kar sak.Market ko analyse karne ki different types Di gmarket ka trending analysis market ke trend ke mutabik Kiya jata hai aur iske liye aapke pass different candles ke knowledge ka hona bahut jaruri hai aur aapko candlestick pattern ke bare mein maloomat hasil karna hogi tabhi aap market ka training analysis kar sakte haHam market ka technical analysis different indicators ki madad se karte Hain.Ham different indicators ki madad se market ki movement ko analyse karte hain aur fair market ke trend ke mutabik apni trade ko open karte Hain.technical analysis market ki movement ko analyse karne ka sabse achcha tarika fundamental analysis mukmmal taur per forex news per depend karta hai aur ham forex news ke mutabik market ka fundamental analysis karte hain lekin jyadatar fundamental analysis risky hota hai. iseliye technical analysis aur fundamental analysis zyada secure haiis tarah aap market ko analyse kar sakte hain aur Forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein ek kamyab businessman Ban ke apne future ko bright kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                    Asslam o alikum agr ham chahty han k trading ma acha bonus ahsil kry to hmay pahly market ko achi trah analysis kr lena chhaiy q k jab ham
                    market ko achi trah analysis kr ly to hmy trading ma asani ho skti ham or ham loss sy bhi bach skty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                      hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna chahey ta ky hum is ma acha profit hasil kar saky hamy aik time mai ak he pair mai trading karne chahye hamy trade lagany sy pahly ismai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta ha hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahe ya aik aam job ke nisbat bohta ache job hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                        Agar trading karni hai to aapko chahie Dil lagakar Karen acchi Si Karen lss ke sath karen to aapke liye kamyabi lena very very ji Hoga isliye kaun se bharpur se bharpur karte hue Ham Jab kamyabi Ke Liye good koshish Karenge automatically Hamare liye kamyabi Lena bahut Aasan hoga Hamen Yahan per Dillagi se kam karte hue Forex ke rules ke bata bhi kam karna hoga to a kamyabi Lena Hamare liye Aasan Ho Gaye isliye koshish karen acche Waqt Mein mehnat Kare Jab Bhi Hamen se Karenge to Forex Mein Hamare liye kamyabi Lena bahut Aasan ho jaega isliye Hamen Har Taraf se koshish karte hue Yahan per kamyabi Nahin Hogi to hi kamyabi Hamare liye possible ho jayegi isliye Jab Bhi kam kiya jaaye Forex ke rules ke mutabik kiya jaaye To Hamen kamyabi mil Jayegi isliye Hamen chahie Yahan per kamyabi ke liye good Waqt lagaen automatically Hamen Yahan per kamyabi Milegi acche Waqt Mein kamyabi Lena Hamare liye important hai isliye Jab Bhi kam karen to Forex ke rules ke Amitabh Karen To Hamen kamyabi Hogi Hamen acche Nilesh karte hue market ke mutabik kam karna hoga to Ek Hamen abhi Hamen acche Waqt Mein Milegi isliye koshish karen acche Waqt Hamesha takat complete Karen Tu Hi kamyabi possible hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                          Brother without analysis or market trends blindly trading karenge to aap maximum apna loss hi karenge. Forex trading mein analysis ki bahut jyada importance hai. Analysis aapki eyes hote Hain. Amerisys ki madad chahie aap market ko samajhte Hain, aur true picture dekhte hain. Boat jawab without analysis trading karte Hain to aap blind move kar rahe hote Hain aur yad rakhiye Forex trading Ek business hai gambling nahin hai Jahan per aap ki blind move successful ho jayegi. Aapko yahi advise karunga ke jab tak aap analysis karna nahin Sikh lete tab tak aap real account per trade open nahin Karen. Demo account per jyada se jyada practis Karen aane wale skill improve Karen aur FIR tab real account per trading Karen. Agar aap blindly trade karenge to aap loss karenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                            Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge der member ya review is chij per mubny hai ki Hamari post delete Kyon Ho Jaati Hai.
                            Hamari post delete is vajah Se Ho Jaati Hai Kyunki Hamari post ki quality Jab acchi Nahin Hogi usmein Kisi Ki sim ki koi information Nahin Hoti yah vah vah Kisi dusri post Ke Sath musabbihat rakhti Hai matlab copy paste Ho Jaaye to Is Tarah Hamare Kuchh posted delete Ho Jaati Hai agar Ham apni mehnat ke sath post banaen to kabhi bhi post delete Nahin Hoti. Isiliye Hamen chahie kya Ham post karne mein copy paste na Karen aur apne liye koi unique post Banakar usko share karen to Hamari post delete Nahin Hogi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading without &quot;analysis&quot;ho sakti ha??

                              Assalamu Alaikum dear friend ji han main aapki baat karta hun ki trading without knowledge ho sakti hai lekin Is Tarah aapko pahle loss hoga isliye agar aap log Se Bachana Jaate Hain To pahle market panelize karna sikhen Jani demo account ko use Karen agar aap market Karnal ise karna Sikh Jaenge to aapke liye market Mein kam karna Aasan ho jaega aur aap Aage badh Payenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X