News k aagy analysis kam nhe krta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News k aagy analysis kam nhe krta
    Assalamu Alaikum dear Forex friends..
    Forex trading mein analysis aur Market movement ki bahut zyada importance hai. Traders analysis karke aur Market ki movement ko dekhte hue he trade open karte Hain. Aur experienced traders beginners Ko bhi advice karte Hain k trade hamesha market trends, movements aur analysis ko dekh kar lagaya Karen. Butt friends jab ab bhi Koi aisi news party hai hai jiska impact suddenly kisi major currency per padta hai hai to aap ke sare analysis aur indicator fail ho jaate Hain. Jesa k Friday ko dekhne mein aaya dollar week hua aur uska impact currencies aur commodities per Puri tarah pada aur woh sab buy trebd mein chale Gaye. Specially gold aur silver ki price bahut zyada up Hui.. analysis karne ke saath saath aap jab bhi trade open karne lagen to aap ek dafa news zurur padh liya Karen isase aapko market ke future andaza ho jata hai aur aap yaqini tor per loss se bach sakte hain aur profit Le sakte hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News k aagy analysis kam nhe krta

    Jindal classes of news chali jaati hai Uske bad analysis agar kuchh Kam Nahin karta jo bhi aapane analyse Kiya hota hai yah Jo aapane soche samjhe hota hai vaisa Nahin hone wala Hota news market ke pure train ko change kar sakti hai news Puri express ko change kar sakti hai isliye news a jaaye to agar aapko samajh ja rahi ho Apne use per trade kar de
    • #3 Collapse

      Re: News k aagy analysis kam nhe krta

      assalamu alaikum my dear all forex member ji han member agar aap logon ne Euro USD per reading karni hai to aap sabse pahle use country ki news update rakhenge agar aap logon ko pata chal gaya kis country ki marketing aapka hai to aap analysis ko check nahin karenge aur iske aage analysis check karna tufajul hai kyunki aapko use country ki news pata chal chuka hai ki uski marketing level age of jayega tu is hisab se news ke aage analyses ka koi mayne nahin rakhta thanks
      • #4 Collapse

        Re: News k aagy analysis kam nhe krta

        G han agar ap trading karte howe news ko read karte hai to apko kabhi analysis ki zarorat nahi hogi hamesha mahant sehi kamyabi hai agar ap mahant or apne experience ke sath tarde lagay gy or news se learn karenge to ap kabhi ankam nahi honge
        • #5 Collapse

          Re: News k aagy analysis kam nhe krta

          hamy new sko watch kar ky kam karna chahey pher he hum is mai acha result hasil kar sakty ha agar hum news ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waaj ko sahe kana chahey ta ky hum is mai agy bar saky or pasia kama saky yai aik online karobar hia
          • #6 Collapse

            Re: News k aagy analysis kam nhe krta

            hamain is forurm main anlayse karni ho gi a k earn karein gay so hamain is k bary main enter hhony say pahly is k bary main practice karni ho gi ta k earn kaein gay so hamain is k bary main practice karn ho gi tab hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain is k bary main eanter hony say pahly is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn akeinga y
            • #7 Collapse

              Re: News k aagy analysis kam nhe krta

              hamy analyses ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai kamyabe hasil kar sakty hai agar hum analyses ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka ya moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum ismain agy bar saky or pasia kama saky hamy is mai meyare kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                G han forex trading men kamyabi ka mukamal daro madar achay analysis pe hota hey lekin aj kal news market pe bahut ziyada effect karti hen iss liay koshish karen k pahlay news ko follow karen aur phir market ka mukamal analysis karen aur achay knowledge aur experience k hisab se lot size select karen aur trend ko follow karen aur soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                  ji ap sahi khah rahi hain jub hum technically tore per analyses kerty hain aur humain apny analyses se acha entry point milta hay mager us wqt news hon tu humaray ye analyses fail ho jaty hain is liay humain market ko sirf technically tore per nhi fundamental analyses ko bhi ziada se ziada importence daini chahiy is se hum kamiyab trade ker sakty hain .
                  • #10 Collapse

                    Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                    Hamen forex men bahut himat kay sath kam karna chahey kun kay agar hum forex men jaldi kay sath kam nahin karen gy tu hum as men achy earnin ghasil kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath saber kay sath kam karna chahey takeh hum as men achy earnin ghasil kar saken kun kay forex men kam karn aasan kam nahin hy as men hum jitny achy tarah say kam karty hain tu hum as men kamyab ho jaty hain as m,en hamen jaldio kay sath kam nahin karna chahey kun kay forex m,en kam karna asan kam nahin hy as men hamen dil kay sath acha kam karna chahey takeh hum as men achy earning hasil kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                      agar hum forex men jaldi kay sath kam nahin karen gy tu hum as men achy earnin ghasil kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath saber kay sath kam karna chahey takeh hum as men achy earnin ghasil kar saken kun kay forex men kam karn aasan kam nahin hy as men hum jitny achy tarah say kam karty hain tu hum as men kamyab ho jaty hain as m,en hamen jaldio kay sath kam nahin karna chahey kun kay forex m,en kam karna asan kam nahin hy as men hamen dil kay sath acha kam karna chahey takeh hum as men achy earning hasil kar , movements aur analysis ko dekh kar lagaya Karen. Butt friends jab ab bhi Koi aisi news party hai hai jiska impact suddenly kisi major currency per padta hai hai to aap ke sare analysis aur indicator fail ho jaate Hain. Jesa k Friday ko dekhne mein aaya dollar week hua aur uska impact currencies aur commodities per Puri tarah pada aur woh sab buy trebd mein chale Gaye. Specially gold aur silver ki price bahut zyada up Hui.. analysis karne ke saath saath aap jab bhi trade open karne lagen to aap ek dafa news zurur padh liya Karen isase aapko market ke future andaza ho jata hai aur aap yaqini tor per loss se bach sakte hain aur profit Le sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                        hamy market mai news ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hm pasi kama saky gy hamy news ko kabe be ignore nah karna chaey forex aik best bsiness han hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hm is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai posts kar sakty hain hm is mai trade be laga sakty hain asnae ky sat yai aik international bsiness hain
                        • #13 Collapse

                          Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                          hamy market mai news ko watch kar ky kam karna ho ga hamy market mai news ko kabe be ignore nahi karna chaey hum is mai pst skar sakty hain hm is mai trade be laga sakty hain hum ga rmai batg jar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy tem taboe bana kar kamk ar sakty hain hm is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to ham\ara loss hain
                          • #14 Collapse

                            Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                            Fundamental and technical analysis are based on the the chart patterns and indicators of Forex trading but on the arrival of news the market trend can change into any way and the market and can move into any directions so after the arrival of strong news we can say that our trade can be moved are converted into any direction and the trend of market movement can changed completely so to avoid from any loss we should try to put our trade according to the the analysis of News and when the news comes over all type of analysis fails and only the market moves according to the impact of news so we should leave analysis after the arrival of news and we should put our trades according to the movement of news thank you very much
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News k aagy analysis kam nhe krta

                              hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa haisal kar saky g hamy market mai analysis k learn kar ky kam karna ho ga hum is mai posting kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty han or mnfa be hasial kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apny boss kd ap he hoty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X