keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?
    kuch log khate hain k zeyda risk nahi laina chahye is ki keya waja hai hum agar risk nahi lain ge tau hum kamyab aur achy earning kase hasil kr
    sakty hain trading mein hum zeyda risk laisakty hain aur kesi hum riks ko istamal karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

    dear ham jis markeet main kaam akrtay hain us main hamko agar sahi expereince hay to ham us say jitna ziada risk laingay hamko usi hsiaaab say he is markeet main kuch lose ks ath sath achi earning ka milna bhi mumkin hay aur agar ham is mrkeet main koi bhi ziada risk nai laitay hain to us main koi bhi achi earniing nai mil skaty hay aur agar ham sath sath risk aur reward ko sath rakhtay huway is amrkeet main mehant aur lagan say kaam akrtay hain to is markeet jaisa mairay khyal say koi bhi aur kam nai hay is liye better yahi hay k ham is main kaam kartay huway kam say kam risk say kaam akrnay main he hamari samjhdaar bhi hay aur sath sath ham is amrkeet ko achay tareekay say samjh bhis aktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

      their members ji han bilkul hamen race Kabhi trade mere na padta hai isliye hamen chahie ki ham market ki value aur currency value ko dekh kar hi race clen kyunki business ek aisi chij hai jismein risk har hal mein Lena padta hai to Kabhi currency key value of ho taiyar kabhi log hoti hai isliye main chahie ke ham currency ko analyse Karke uski value karnal ise kar ke bad mein rest le aur ham race mein yahi hota hai kya Kabhi ham double triple trade laga dete Hain to agar ham high profit ho Raha hai to ham FIR apni trade ko DoubleTree laga sakte hain isliye business mein rest Lena padta hai business ko bachane ke liye are main yah hota hai ki sham ke samay last bhi hota hai lekin aksar s ke faisla hamesha Sahi sabit hote Hain
      • #4 Collapse

        Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

        Dear Forex men risk lena koi ghalt bat nai hay han albata hamen risk letay time ye lazmi dekhna chaye kay ye risk point hay bhi sai kay nai agar to market din bharmen ek side pay rahe ho yani kay GBPUSD ka pair agar pora din buy men raha ho aor sham kay time men wo upar he kay rujhan men ho to hamen ais condition men risk larna ho ga kyn kay ab ye kuch na kuch to sell ki condition men aye ga he sai to haen ais tareka say risk lena ho ga jab he ham kamyb hon gy kyn kay risk kay bina bhi kamyabi mumkin nai hay.
        • #5 Collapse

          Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

          assalamu alaikum my dear all forex member doston trading marriage bilkul nahin Lena chahie agar aap log trading mein thoda sa risk lenge to aapko bahut bada last hoga risk lene se hamesha last hota hai trading ek aisi chij hai jismein aap race ke lenge aur aap nuksan karenge risk lene se aapka count wash ho jaegaaur poster mein mehnat karte Rahe aur achcha bonus hasil Karen aur risk lene se guraze thanks
          • #6 Collapse

            Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

            Forex Mein Kamyab hone ke liye Hamen Jyada risky jarurat Nahin Hoti Hamen first apni experian score increase karna hai apne experian score increase karne ke bad hi Ham Forex per kam karte hue apni learning power ko improve karte hain der Mein koshish karen Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apne target ko complete karte hue Apne balance ko increase Karen aur Forex Mein trading karte hue practis karte hue apni experian score increase Karen Jitna Jyada aapka experience Hoga utna Jyada aap hi gd-market Mein Kamyab ho sakte hain aur apne earning ko improve kar sakte hain Hamen Kabhi Bhi Jyada risk lene ki jarurat Nahin Hoti Hamen first market to understand karna hai uske bad hi
            • #7 Collapse

              Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

              Dear hammy risk ki tab zrort huti hai jab hamara account blnce kaam hu trade lagany k liye maximum agar hamara 3 se 5 hai trade lagany k liye tu tab ham risk utha skty hain but jab hamara is se kaffi ziada hai tu risk ki mere khiaal mai tu koi zrorat ni hai isiliye risk tab uthaye jab apka account blnce na huny k barabar hu
              • #8 Collapse

                Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                Dear members jo ap nay kaha hain theak kah hain is say mujy bohat help mili hain forex auk bohat acha business hain hamay is mian risk lay lkar kam ni karna chahiya balkayu is mian soch samaj kar achay knowledge or experience kay sath he trading karni chahiya agar hum nay is mian risk say kam karna hain tpo risk say hamesha loss ho jata hain jis say hamara account wash ho jata hain jis ko recover karnaty mian bohat time lag jata hain.
                • #9 Collapse

                  Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                  hamen jyada risk lene ki jarurat nahin hai agar risk pure investment yah Puri ek account Lele tu ja jua khela Jata hai game link chalata hamen aisa nahin karna hamen sab chijen management Karke ek acche trader ek acche padhe likhe businessman Ki Tarah kam karna hai jisne ham naahi Apne Puri investment puraskar dalenge naahi khud ration jaenge aisa kam kar raha hai use Hoga Ki hamen lot size kam dekhna hai aur jyada se jyada trade karni hai
                  • #10 Collapse

                    Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                    To kesay hein ap sb.asslamoalikum,G ha bilkul hume ziada risk ki zarorat hoti ha lekin ziada risk itna ho k ap apnay humsayo or apnay rishtay daroo ki help kr skay or hum gareebo ki help bhi kr skay lekin itna ziada pesa na ho k insan fahast ki traf chala jaey,umeed krta ho apko mere bat samajh a gai ho gi,
                    • #11 Collapse

                      Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                      Gi bilkul Forex ma khud ka profit ko increase karna ka liya haman risk lana chahiya kunka ham jab tak risk nahin lan ga tab tak skills ko improve nahin kar sakan ga or na hi success gain kar sakan ga so koshish karan ka ap bhi risk zaror lan trading ma but ak bat ka khayal hamesha rakhan ka kabhi bhi bagar socha smjha koi bhi risk na lan balka hamesha soch samjh kar acha sa planning karka hi risk lan kunka jaldbazi ma risk lana sa apko loss bhi ho sakta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                        hamain is k bary main pracice karni ho gi aur risk ko avoid kar k hi hum achy say tradr ban sakty hain but hamain risk ko avoid kar k hi hum kamyab trader ban sakty hain but hamain chahye is k bary main ghr main beth k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain is k bary main enter hoony say pahly is k bary main practice kar k hi hum planing karni ho gi tab hi hum analyse kar k hi hum kamyab trader ban sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                          hamy is mai risk lyna chahey taky hum is mai agy bar saky agar hum is mai risk nahe ly gy to hum is mai agy nahe bar saky gy hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyab trader ban saky or market mai agy bar saky hamy is mai aik time mai aik he pair main kam karna ho ga yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain
                          • #14 Collapse

                            Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                            Dear folks friends jab tak ham Girte Nahin Hai Hamen Girne ki chot ka andaza Nahin Hota bilkul ISI Tarah Mere bhaiyon main manta hun ki agar Ham risk Jyada Lenge To Hamen loss ho sakta hai lekin Agar Hamen Jyada risk Lene se loss ho sakta hai to yah Bhi Mat Bhule ke uth lost se Hamen sikhane ko bahut Kuchh Milega Agar Hamro loss ke dar se risk Nahin Lenge to Fir Ham Vahi ke Vahi Khade Rah Jaenge Jahan pahle Khade Honge Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Kamyab ho aur aage se Aage Jaaye To Hamen risk Jarur lene padte hain apni life mein han Agar Ishq Se Hamen nuksan hota hai lekin Hamen usse sikhane ko bhi bahut Milta hai aur per Ham Agali bar kam Mera ho jata hai isliye Mera Tu yah Manana hai ki Kabhi kbar Jyada risk bhi le Lena chahie aur FIR lost ke Agar Ho Jaaye Khuda Na khasta To fir dusre Dil per mat Nahin Lena chahie bilkul slow se Kuchh Na Kuchh theek kar FIR Dobara koshish Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: keya hum ko zeyda risk ki zarorat nahi hote?

                              dear ap ne bahut hi acha sawal kia hay koi bhi kaam ho us main agar ham ko profit lena hay aur gain karna hay to thora risk lena parta hay kion k agar ham risk nhn layn gy to ham seekh nhn sakty hain han yeah zaror hay k risk itna ho k ham us ko cover bhi kar sakyn aur itna risk layn k agar koi loss ho us se to us loss ko bhi recover kar sakyn.Magar is ko positive lena chahiy agar ham yeah sochty rahy k ham ko risk nhn lena nuqsan ho jay ga to phr ham kabhi bhi nhn seekh paty hain aur risk hi hmesha sikhata hay aur agay barhany main risk hi madad karta hay......

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X