keya forex chart hum ko faida daita hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: keya forex chart hum ko faida daita hai?

    Forex chart bohat faida daita hai. Forex trading meta trader 4 trading terminal pay charts pay he trading ki jaati hai. Her pair ya commodity ka Apna chart hota hai kiyu kay prices aur spreads ka difference aur bid and ask ki prices ka gap alag alag charts pay he diakha jaa sakta hai. Forex trading mai charts pay he sarey tools apply hotay hain. Iss liye charts ki bohat ziada ehmiat hoti hai. Forex trading mai demo trading account mai practice say new aur junior traders yehi sub kuch seekhtay hain. Demo trading pay sirf trade open ya close kerna he nahi seekha jata bulkay asal mai trading terminal ko seekha jata hai aur uss kay saath saath trading tools aur unn ka use seekha jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: keya forex chart hum ko faida daita hai?

      Ji Bhai chat pettern bhi trader ko faida deta ha jab koi fundamental news nahi hoti tu chart pettern ki madad sa hi ham sahi entry point talash karty Hain or market ka reversal poin talash karty hain
      • #33 Collapse

        Re: keya forex chart hum ko faida daita hai?

        chart ke bare mein baat ho rahi hai to Dekhen is market Mein kam karne ke liye sabse pahle Jo Hai Na Chahat ko samajhna Jaruri hota hai Kyunki Sara Kuchh ISI par hai Ham ISI par market ko dekh rahe hote hain ISI par Ham market ko analyse karte hain samajhte hain aur Hamen yah samajh aati hai ki market Upar Jaana chahti hai ya niche Aana chahti hai to Uske mutabik Fir Ham apni entry Lete Hain To agar aap isko Nahin samajhte Hain To fir aap nuksan Karenge Ek aur baat is per candles Hoti Hai channel se Ham market ko vandalize Karte Hain To Bahut Kuch Hota Hai Is per time friend ji per Hota Hai to MP4 per Ham usko dekh sakte hain Sara Kuchh was hota hai lekin sirf Baat Ki Yahi Hai Ki Humne isko samajhna hai aur Iske jariya Humne is market Mein kam karna hai
        • #34 Collapse

          Re: keya forex chart hum ko faida daita hai?

          Assalamu Alaikum ji Sar Forex chart trade samajhne Mein Kafi had Tak fayda deta hai se aap market ka Udhar charhao aur bahut information Hasil kar sakte hain aur use information finalise karte hue aap Sahi tarike se trade ke Amal ko aasani se Sar Anjam de sakte hain . Forex chart of go graphical representation deta hai jisse aap kafi information Hasil karte hue Loss se Bach sakte hain aur maximum profit kar sakte hain.
          • #35 Collapse

            Re: keya forex chart hum ko faida daita hai?

            Assalam_O_Alaikum Dear Forex Members!!!
            Umeed karta hun ap sab khairiyat sy hon gy ar Forex sy ziada sy ziada faida utha rhy hon gy. Dear Members; what is formatted chat bahut hi jyada yah importance Rakhta hai agar Ham Chitra chat ko analyse Karenge aur uski moment aur position constraint Karenge aur candle sticks ko understand Karenge to hi Ham trade se fayda Utha sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
            • #36 Collapse

              Re: keya forex chart hum ko faida daita hai?

              Assalam o alikum!!!!
              Dosto m ap ko yea batina chatta hn kay forex chart hum be bhuat zeyda profit dey sakta hy
              Jub forex kay chart ko follow kartay hn to hum ko asani say pata chal sakta h kay humin ab sell karna chay ya buy to hum is ko use kartay huyay apny business m profit hasal kr saktay hn
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: keya forex chart hum ko faida daita hai?

                Doston aur X chat Deta Hai Hamen experience aur aur Maloom main is a per wala Deta Hai Kis Liye chat par kaam karne ka Hamara Yahi maksad hota hai kya Ham Bole experience knowledge forest isliye Hamen join karne chahie balke apna bonus on Knowledge increase karne chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X