Forex trading mein psychology Ka role..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein psychology Ka role..
    Assalamo Alaikum dear pyary forexer aj mein ap logo ko Forex main psychology ki ahmiat ke barey ma btana chahuga
    jesa ke ham janty hai ke har fard ki nafsiati adat aik dusray SE muktalif Hoti hain unki shaksiyat Alag Hoti hai or jazbathi Andaz be muktalif Hota hai.
    Hamray andar Ka search hamy hamray SE milata hai or ham apni shaksiyat ko market ki zaruriat ke mutabiq dhal lety Hain to Forex ma hamari kamyabi ke chances barh jaty hai Or ye Achi contribution dety hai apkay market ki success ma.
    Aik trader apni nafsiyat ki badoolat market ki forecasting krta hai Jo ke Forex ki kamyabi Ka pehla element hai.uskay baad wo apni tijarti hikmat amli ke zariye market mein entry or exit Ka faisla leta hai. Esma money management be us trader ke zehan Mai Hoti hai Jo ke 3 element Hota hai Forex Mai kamyabi Ka.
    Lekin ye psychology hi hai jiske zariye ap ma lack of discipline Hota hai, market Ka fear Hota hai or lack of confidence Hota hai Jo ke apki kamyabi ko Kam Kerky Forex ma 0% tak lay ata hai Jis SE hamry Forex kamyabi ke chance Kam SE Kam hojaty hai.
    Es Lia apni psychology of trading per Kam kerna chaye. Shukria.
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein psychology Ka role..

    walikum salam aap nay sahi kaha hay forex trading main psycology ka bohat bara role hota hay agar ham mehant aur lagan k sath focused reh kar kaam karen to ham achi aur miyari earning kar skaty hain, trader ko nafsiyati tor pay bohat mazboot hona chahiay agar koi trader yeh chahta hay k us ki trader kamyab rahy aur usay loss na ho aur profit hi hota rahay to usay chahiay k apnay jazbaat ko control main rkhay aur khud pay trust karay jab kisi bhi trader nay forex trading k saray rules ko mad e nazar rakhtay hoay trade lagai hay to usay chahiay k fully confident rahay aur apnay aap pay yaqeen rakhay profit zarur milay ga
    Last edited by ; 10-10-2020, 02:58 PM.
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein psychology Ka role..

      hamy mrket ke mvoement ko sam kar is mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hu is mai raat mai be kam kar sakty hain hm is mai din mai be kam mkar sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum gay bar saky gy hamy market ko analysiz kar ky is mai kam karnah o ga pher he hamy fiada ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein psychology Ka role..

        forum main practice karni ho gi tab hi hum run karien gay so hamain mind ko fres kar k hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain is k bary main pracice karni ho gi tab hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain is k bary main practice karni ho g tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main paly leanring karni ho gi tab hi hum kamayb trader ban sakty hain rab hi hum run karien gay so haain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein psychology Ka role..

          hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna ho ga hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna ho ga taky hum is mai profit hasil kar saky agar hum ismai galt trade laga dy g to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mai ja rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahye hamy is mai aik time mai aik he pair mai aik he trade lagane chahey yai aik online karobar hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein psychology Ka role..

            Gee haan forex mein humain khud ko market kay hisab sae adjust kerna hota hai agar ham mehant aur lagan k sath focused reh kar kaam karen to ham achi aur miyari earning kar skaty hain trader ko nafsiyati tor pay bohat mazboot hona chahiay agar koi trader yeh chahta hay k us ki trader kamyab rahy aur usay loss na ho aur profit hi hota rahay to usay chahiay k apnay jazbaat ko control main rkhay aur khud pay trust kerain gaye tou hum achi trading ker sakain gaye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein psychology Ka role..

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Gee haan forex mein humain khud ko market kay hisab sae adjust kerna hota hai agar ham mehant aur lagan k sath focused reh kar kaam karen to ham achi aur miyari earning kar skaty hain trader ko nafsiyati tor pay bohat mazboot hona chahiay agar koi trader yeh chahta hay k us ki trader kamyab rahy aur usay loss na ho aur profit hi hota rahay to usay chahiay k apnay jazbaat ko control main rkhay aur khud pay trust kerain gaye tou hum achi trading ker sakain gaye
              Hamen always hi khud ko market k sath adjust ker k our forex k rules ko follow ker k kam krna ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein psychology Ka role..

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahidiqball پيغام ديکھيے
                Hamen always hi khud ko market k sath adjust ker k our forex k rules ko follow ker k kam krna ho ga
                ji bilkul aapane acchi baat ki market ke psychology cal system ko hamen samajhna chahie agar Ham Aaye Keerthi cycle ko samjhenge to hamen iske sath bahut fayda Hoga hamen market ke mutabik chalna chahie jis Tarah market move Karti Hai main usi Tarah move karna chahie market agar apna trend change karti hai hamen Trend ke sath chalna chahie market karnal aaj karna chahie market ke rules and regulation ko samajhna chahie yah bahut kirdar adda krti hai..
                Shukria ❤️

                اب آن لائن

                Working...
                X