Pin bar with nose
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pin bar with nose
    Pin bar Candlestick :

    Dear members Assalamualaikum main aj ap sa pin bar ki aik important types discussion krna chahta hun. Ya aik aisi pin bar hoti hai js main apko candlestick ki body bahut choti bn rhi hoti hai. Is candlestick ki wick 2no side pa hoti hai aik side pa wick bilkul small hoti hai or dosri side pa bari wick hoti hai.

    Recognitions :

    Dear ya ya candlestick kisi bhi colure ki ho sakhti hai iska matlb hai ya bearish candlestick ya phr bullish candlestick bhi ho sakhti hai. Iski recognition bahut hi asan hoti hai.

    Body :

    Is candlestick ki body choti hoti hai. Or iski wick kafi lambi hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (37).jpeg
Views:	18
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12469782
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pin bar with nose

    hamy pin bar ky bary mai full information hasil kar lyne chahye agar hamy market mai kese be cheez ke samj na a rahe ho to hamy apny expert trader ke tips ko follow karna chahey hamy market mai kabe be bagar experience ky kam nahe karna chahye is hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai pasia be invest karna chahey pher he hum is mai zeda acha profit hasil akr sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Pin bar with nose

      hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hm paias kama saky g hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum gar mi bath karis mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi htoe hum is mai aagr lalachi ban ky kam karty hain to hamara loss hain
      • #4 Collapse

        Re: Pin bar with nose

        Dear members umeed Karte Hain Aapke acche Honge aur Forex trading ki market mein jyada Se Jyada hardworking Karke usse acchi succes Haasil kar rahe Honge Aaj aapane bahut hi acchi question hai koi select Kiya Hai discussion ke liye Aaj pin bar Ke jariya se Ham Apna experience and knowledge aapke sath share Karenge Jiske jahiya se Ham Apne Tamam doston ke experience and knowledge main bhi izafa kar sakte hain vah in experience ke jariya se acche benefits Hasil kar sakte hain Forex trading ki market Mein jab trading start ki Jaati Hai to use market trading ki market Mein different types ke candlestick patterns hote hain ya candlestick patterns market ko samajhne mein aur usko identify karne mein bahut jyada help Karte Hain market Mein maujud Tamam traders in candlestick patterns ko use karke hi market ko acchi Tarah Se identify kar pate Hain Uske bad market Mein Apni trading start karte hai Forex trading ki market mein teen bar Ek bahut hi Achcha candlestick pattern hota hai jo ke bahut hi useful pattern Hai Isko many traders market Mein use karte hain aur isase se acche benefits Hasil Karte Hain

        Forex trading ki market mein pin bar candlestick patterns ki Ek bahut hi important types hai Jab Ham apni trade Mein Pind bar Rang ka istemal karte hain to use Waqt Hamen is ki real body bahut hi Chhoti Najar Aati Hai Jab Ham is candlestick patterns ko acchi Tarah Se dekhte hain to use Waqt Hamen iski Wick 2 side mein Najar Aati Hain yah donon wick Ek dusre se bahut jyada different Hoti Hai 1 wick bahut jyada Chhoti Hoti Hai Jab Ke dusre wick bahut jyada Badi hoti hai aur is candlestick pattern ki wick bahut Badi hoti hai lekin uski real body bahut jyada Chhoti Hoti Hai Jisko dekhne ke bad Yahan in wicks ka andaza Laga sakte hain isliye market Mein maujud is pin bar candlestick pattern kko acchi Tarah Se learn karna chahie Taki aap is ke jarie se market ko acchi Tarah se confirm kar Saken
        • #5 Collapse

          Re: Pin bar with nose

          is k bary main practice karni ho gi so hamain is k bary main iformation achi ho gi tab hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain is k bary main pracice karni ho gi aur hamain is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho gi so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum planing karni ho gi tab hi hum r un karein gay so hamain is k abary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay
          • #6 Collapse

            Re: Pin bar with nose

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Summera پيغام ديکھيے
            is k bary main practice karni ho gi so hamain is k bary main iformation achi ho gi tab hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain is k bary main pracice karni ho gi aur hamain is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho gi so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum planing karni ho gi tab hi hum r un karein gay so hamain is k abary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay
            pin bar candlestick ek aisa pattern hai jo ki yah market ke downtrend mein aati Hai ya FIR of train mein aati hai ya nahin ke market jyada down ho tabhi aati Hai ya FIR jyada aap ho tabhi aati Hai market ke a Jana nahin aati aap yah downtrend Mein Hi aati hai aur iska bahut fayda hai ya jab bhi aati hai to market ka trend change hone ki nishani hi Karti Hai yah niche market ki moment ka bata sakti hai iske bad Jo pattern badhane hamen use per trade karna chahie.

            Shukria ❤️
            • #7 Collapse

              Re: Pin bar with nose

              Dear ye aik aisi candles hoti hai jis ka name pin bar with nose hai is mein body kam hoti hai aur wick lambi hoti hai jab bhi ye candle bany tu ap ko ye pata chal jana chahiye l ap ab market ka reverse trend start ho gaya hai tu apko foran entry ly leni chahiye
              Agar ap technical analysis par kam karty hain tu apko candlestick b pattern par full experience hona chahiye tab he ap k analysis achy ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Pin bar with nose

                hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hm is mai nightr mai be kam kar sakty hain hum is ma iday mai be kam kar sakty hain hamy is mai mahnet krane ho eg hum is ai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum ga rmai bath kar is mai kam kar sakty hain asane ky sat
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Pin bar with nose

                  Assalam o alaikum guys,
                  Pin bar nose ka Matlab hai forex chart me aysi candle jiska nechy wala sirra Thora sa Bahr Aya Hua ho. Yeh nishandahi krta hai k market abuor ki janib rujhan kr rhi hai ayse me trade sell me open nhi krni chahye, pin bar candles ji nose rakhti Hon market k ulty move k bary me signal ki frahmi hai aysi situation me trade soch smjh kr or mukammal research k baad he open jiys jy.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X