Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?
    dear member kuchh members kahate Hain Ki hamen apne profit ki ratio set karke trading karni chahie hamen apna monthly ya weekly target set karke trading karni chahie To Ham apni target ko kaise set kar sakte hain kindly Koi senior member mujhe bhi guide kar de Ki Main kaise apna target set Karen Jo easily chase ho jaaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

    Reading karte hue pet ko Patla karne ka upay karna chahie aur apni trade ko holder karna chahie Jo Banda tedco hold nahin karta Hua nuksan Mein Hi close kar deta hai aur use per nuksan hota hai to isliye Hamen hold karna chahie Jab my dear profit Mein a Jaaye tab Hamen floors karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

      hamy is mai sahe trade lagane chahey ta ky hum is ma acha profit hasil kar saky agar hum is mai galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga jab hamare trade loss mai a rahe ho to hamy is ko close kar dyna chahye hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey hum is mai jitna be kam karty hai yai ahmy ise ky hesab sy earning dyta ha hum is mai live kam karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

        Forex trading ki market Mein jabhi trading start ki Jaati Hai to use Waqt trader ke liye market ko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki vah market ko samjhe bagair market Mein Kabhi Bhi acchi treading nahin kar sakte aur na hi is treading ko ek perfect treading Banakar market Se Achcha bonus Hasil kar sakte hain isliye unhen chahie ke trading profit ki radio ko acchi Tarah Se understand kar len Jab Bhi market Mein posting karen to use ka weekly ya monthly ratio Set Karle use retiya ke hisab se hi market Mein Apna work start karen aur apne work equality Ko best karne ki koshish karen Jab Yad market Mein kam karen to use Waqt aapke pass market se related best experience Hona chahie Jitna diya tha aapke pass best experience Hoga utna is Jyada aap market se related acchi planning Karke usse Mein Apne Ko acchi Tarah Se set Karke market Mein Apne work ko start kar Payenge aur is work equality ko Behtar Banakar market Mein acchi trading Karke usse Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge isliye Apne kaam par Jyada Se Jyada hardworking Karen aur mehnat Karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

          Dear member Agar Ham trading Mein profit ki ratio ko acche tarike se set karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham apne pass trading ke related Achcha Se Achcha experience or knowledge rakhen aur apne kam ko Hamesha acche experience aur knowledge ke sath karne ki koshish karen Hamen Apne kam ko Hamesha proper planning ke sath karna chahie hamare pass trading ke related Achcha experience or knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike se trading laga ki Achcha Se Achcha profit apni trading Mein Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha Apna monthly yah weekly target set karke hi market Mein trading Karni chahie Apne weekly yah monthly target ke liye apni proper planning ko Pahle Se Hi set kar lena chahie aur Usi planning ke mutabik Hamen apni trading start Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

            dear yeh baat hamko aik propper tareekay say kaam kartay huway yaad rakhni chaye k jub tak hamaray pass is markeet main kaam karnay ki achi skills hain ham kabhi bhi is markeet main say tab he haamra is markeet main kamyaab hona tab he hamara is markeet ko smajhna mumkin hay jisk liye zaruri hay k ham is main aik propper tareekay say mehnat karain aur agar ham is markeet ko smajhtay huway is main succss hona cahhtay hain to tab bhi hamain is amrkeet main lose ko samnay rakhaty huway hamain kaam akrnay main ziada tar he succs k chances ho saktya hain aur agar ham is amrkeet main aisay bay tukkay tareekay say kaam kartay hain to hamari earning bkabhi bhi possibal nai ho sakty hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

              G bhai trading krty waqt jab bhi trade lagaen tu trading ki limit ap lot size k zariye se set kr skty hen q k lot size aisa platform muhaya krta hy jis m hamen ye dekhna huta hy k kis tarh se ham apni trades ko high ya low profit ya loss m rkh skty hen uske liye hamen lot size ko achy treke se dekh k he trade krni chahye lot size hamesha mid m dia huta hy lot size ki ahmiyat bahut huti hy loss hu tu bahut ziada huta hy profit hu tu wo bhi bahut ziada huta jisko set krna lazmi huta hy apne account ki ahmiayta k peshe nazar he kam krna chhaye
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                Dear hum ko chaiy hum 1/2 ratio sy trade krein jis k mutabik agar humara sl 1 by tu humara tp 2 hona chaiy jis k mutabik humara loss humara profit sy zyada hona chaiy agar hum ko loss bhi hi tu voh humary target ka half ho agar hum aist jam krein gy tu hum zaror kamyab ho saky gy aur is sy achi earning kr earning gy
                Like tu banta hay ik🙏
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                  is sk bary main practice karni ho gi aur profit ko mange kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain chahye is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar skaty hain so hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main enter hony say pahly is k bary main ener hony say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum loss say bach skty hain but hamain is k bary main ear karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                    Hindi aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai Ke Forex ki market ke andar Ham Parivar Jo high profit jo hai uski ratio ko Ham Kaise set kar sakte hain jaise bhai yah to aapke experience ke upar hai ki aap entry kab lete ho aur kis logic ke upar lete ho phir Uske bad aapko risk to reward ki jo samajh Jaani chahie Jo Jyada professional trader hain aur ek button do lete hain matlab kya karun 5 Ki Rishta Lagaya Hua Hai To uske upar vah Das Ja 15 caterpillars Mein lagaenge Ek Ke Badle Mein 3 Guna bolenge aur kuchh To Aise hote hain Ek Ke Badle Mein 25 50% Tak Chale Jaate Hain jakar ratio uthate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                      dear friends agar ham Forex trading mein ham kam karte Hain to hamen kam karne se pahle apna target afsos karna chahie jab bhi ham koi kam karen to ek target ke taur per Karen aisa hi forex mein karna chahie jitni hamen bhulana Saman aapan lage to ham usi rate you per Rakh de kyunki lalach karne se insan last mein jata hai isliye hamen las se bachne ke liye normal profit ki radio ko set karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                        Ge dear pyary forexer trade main profit ki ratio ap jb Kisi be pair per trade ko open krty hai to by or sell ma Jo option choose krty hai uskay short term strategy ko dekhty huay check karey ke kitni pips to profit ajayega kiun lot k mutabiq pip set Hota hai to buy ma upper take profit laga lein mtlb pips or sell ma to neechy laga de matlb pips down
                        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                          hum trading kar ky pasia kama sakty ha hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karnaho ag pher he hum paisa kama skay gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance accoun ban akar be kam kar sakty hain is mai hm apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hai asaene ky sat
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                            profit ko mange kar k hi hum achy say trader ban sakty hain so hamain is k bary main enter hhony say pahhly is k bary main eanring karni ho gi so hamain is k bary main practice karni ho gi so hamain is k bary main emtion ko kabo main rakhna ho sakty hain so hamain is k bary main practice karn iho gi ab h ihum run karein gay so hamain is k bary main eanr karny main bi asnai ho saky gi tab hi hum run akreing ay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein profit ki ratio kasy set krni chahiy?

                              Assalamu alaikum brother Forex mein jawab trade open karte hain to aapko take profit set kar lena chahie. Take profit trend, lot size aur bread aur Market ki movement ko dekhte hue lagaya Karen. for example Agra plant size 0.01 lagate Hain to aapko maximum take profit 50 pips pakka laga lena chahie agar aap lalaj karenge aur is se upar profit lene ki koshish karenge to ho sakta hai ki market ka trend change ho aur aap is profit se bhi mehroom ho jaenge. Lalach se aap ko nuksan ho sakta hai. Not size ko dekhte hue take profit set Kiya Karen agar aapki Laut badi hogi aapka profit zyada hoga. Maximum 70-100 pips ka take profit set kar liya Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X