Forex market ko different tareequ aur different types se analysis kia jata hay market ko analysis karny ka jo purpose hota hay wo market ki movement ko samjna aur es key advance behavior ka andaza lagana hota hay jo key market ko without analysis key kabi be nahi kia ja sakta hay, technical base par ya per fundamental base par agar market ka jaiza leya jata hay to es ki waja ye hoti hay key orders place karny aur exit entry points ko determine kia jaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим