Take risk or not
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    forex ma risk too ha is ma to koi shak wali baat nai ha main samjhta hoon ke forex trading ke business main ap without risk earning nahi kar sakte ap ko risk lena parta hai aur her trade per ap kuch na kuch risk lena hota hai but ye ap ke experience per dependent karta hai ke ap kis time per risk lete hain aur kitna risk lete hain aur ye bhi ke ap os risk ko kitna recover kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      Yes of course forex trading plan is most necessary because if we have a good trading plan then it will be helpful for us to stop over trading and to control our emotion and greed and you know this both things is more harmful for every traders.
      • #1053 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Forex is all about risks, profit and loss. Most of us do not have a business thinking or education we just want a useful income for us with this work so are unable to do risk calculation properly. So in this situation should take risk or not.
        hi....!
        i tHnk hmay apna bSt dNa cHaiy rUlzZzz kOoo fOllloW kR k wD prOpr knwLeGe tHn, hmaY rIsk laNa cHaiY riSk k bgR hM tradng nae kr skty
        • #1054 Collapse

          bhai je risk layna chahyia lakin itna bhi risk na ho kay ap ka account he close ho jaye ik limit tak theek hai risk
          • #1055 Collapse

            Asalam o alokum janab G bilkul risk lena chaye par soch sumjh kar because agar ab hum risk nah le gye to profit kese ho ga par risk b utna he lena chaye k ap bear kar sako because agar ap zada risk lete ho ho to los e or profit k chances 50 50 ho jate hai to lose k chance hain
            • #1056 Collapse

              han bhai forex me risk le lena chahiye kiun ke is business me risk ke bina aap kuch kama nahi sakte hain yeh business aik best business hai is me aap ko mehnat ke sath or thore bohat risk ko bhi face karna parta hai tabhi ja kar aap ko achey profits hasil ho pate hain or aap earnings karne lagte hain .
              • #1057 Collapse

                i think risk is veryn important forex mein hi nhi bal k har kam mein kyun k agar ap kisi bhi kam mein risk nhi lein gy to ap kamyab nhi ho sakty kyun k ap koi bhi kam karty huy darien gy
                • #1058 Collapse

                  Risk humay apny balance aur experince ko daikhty huway lena chahiey agar hum kam say kam risk lay kar trading karen gay to sab say best humary liey yahe hota hay esi main humari safety hoti hay.
                  • #1059 Collapse

                    risk lene se hi pata chlta he ke kitna risk wala kaam he or forex me bhe risk he lakin tab tak hota he jab tak learn nahi nahi laate or bas kuch montsh sabar se kaam len or learn karte jaayn or mahant kar ke demo account me ahci trah practice kar ke apne knowledge ko acha bana len
                    • #1060 Collapse

                      merey khayal main forex main risk lena chahiye kiun kay jahan high risk hota hay wahan high return bhi hota hay bus hamain concentration sey kaam karna chahiye kiun kay agar ham market ko nahi samjhain gey to hamain loss hoga
                      • #1061 Collapse

                        Taking risk is very important in Forex trading market because without taking risk in Forex trading market we cannot be able to make money with Forex trading market, if we will take risk then we will also earn money with Forex trading makret.
                        • #1062 Collapse

                          No dear hmen kabhi bhi is business me risk nahi laina chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm risk laity hain tu hmen kafi loss ho saktah ha isi liye hmen is business me risk ko kam kar hardworking se kam karna chahyee
                          • #1063 Collapse

                            Trading jesa k hai he risky busines is main kabhe zeada risk lenay sy zeada profit hota hy,to ap itna risk lo k ap ka acount washout na ho our ap zeada volatality py bhe ap ka acount survive kar sagain.
                            • #1064 Collapse

                              forex mein aap ko loss aur profit both hota hia aur is mein stop loss aur take profit aik acha tool hia aur aap is business mein achi money make kartay ho aur studnets bi is business ko part time ly saktay hian aur is business mein aap work kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                risk lye baghair to kuch bhe nahi hota, banda kuch bhe nahi kar sakta risk lye baghair, khas tor par forex market may to paisa laga kar paisa kamana hota hay aur is k lye risk to layna parta hay agar ghalat jagha lay lya to loss, sahi jagha lya to profits.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X