Ek achcha trader trading karne se pahle market trend aur analysis karne ke bad market ka ek overview leta hai aur uske mutabik apni ek working strategy e banata hai apna 1 profit target set karta hai aur apni trade suitable entry point per open kar deta hai. But Trading karte hue news ki vajah se hai yah kisi bhi vajah se a uska nale says aur uski strategy wrong ho jaaye to vah is situation mein main tension nahin Leta pareshan nahin hota unke vah apne backup plan ko use karta hai. Backup plan your strategy sy Murad ye hoti hai ke jab aapko loss hone lag jaaye to aap ne usko kaise recover karna hai. Nose ko recover Kiya ja sakta hai hai agar aap aap loss ko apne upar haawi Na Kar Len. Rosko tackle karne ke liye aap ek strategy banaa sakte hain agar aapki trade loss mein chal rahi hai to aap trend ko follow krty huye usi trade ke parallel but opposite direction mein dusre trade open kar den.. ek bar yad rakhen kilos hone ki soorat mein kabhi bhi trade immediately close na Karen thoda sa wait Karen patience se kam len.. ho sakta hai hai ki market train jaldi change kar ly..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим