three indicator lazmi istamal karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    three indicator lazmi istamal karain
    sub sy phale hum sub ko time frame ka pata hona chahye us k bad ya indicator trading mein helpful zarore hojahain ge 1st bolinger band 2nd
    MACD and 3rd stochastic trading mein indicator hum ko market ki information daite hai hum is indicator ki madad sy achy trading krne mein
    kamyab hosakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: three indicator lazmi istamal karain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
    sub sy phale hum sub ko time frame ka pata hona chahye us k bad ya indicator trading mein helpful zarore hojahain ge 1st bolinger band 2nd
    MACD and 3rd stochastic trading mein indicator hum ko market ki information daite hai hum is indicator ki madad sy achy trading krne mein
    kamyab hosakty hain.
    :1f608:g hn dear hamen always hi market main indicator ka istemal ker k trade krni chahieaur hamen apni mehnat per focus karna chahie jitna Chahta hamare pass fundamental analysis hoga apni successful trade kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: three indicator lazmi istamal karain

      forex mai hamy indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher e hm paia kaam saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai fulltime be kam kra sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky lye hamy koise be ofifce mai jany ke need nahi hote
      • #4 Collapse

        Re: three indicator lazmi istamal karain

        Assalamu alaikum dear AP an thekk kha ha forex form ma hamy sab cy phaly to iska pata hona chiay ku k forex form ma three indicator use karna important ha is ke help cy ham market ma trading ka pata chal dkata ha indicator k bhot faidy mand ha is k bhot sary faidy hn
        • #5 Collapse

          Re: three indicator lazmi istamal karain

          hamy indicator ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hai agar hum indicator ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky ky hum is mai agy bar saky or pasia kama kar ape needs ko pora kar saky
          • #6 Collapse

            Re: three indicator lazmi istamal karain

            thread ko read kar k hi hum is k areply kar sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn kaein gay so hamain cahye is k bary man enter hony say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum run karein gay so hamain is k bry main practice karni ho gi ta k earn karien ga aur hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karein gay so hamain is k bary main pracice karni ho gi
            • #7 Collapse

              Re: three indicator lazmi istamal karain

              Yes dear apni bahut hi acchi advice Hamare Sath share ki hai agar aap indicator se properly facilitate Hamen Jaate Hain To aapko minimum 3 indicators company trading per reply karne chahie Jab aap metatrader 4 per different indicators ko apply karte hain aur jab 3 indicators aapko same trend se related information provide kah Rahe hote hain to ismein aapko maximum advantages mil sakte hain aur aapki trading aapke liye profitable ho sakti hai isliye aapko kabhi bhi just one indicator par depend nahin karna chahie aur multiple trader apni trading per apply Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: three indicator lazmi istamal karain

                Assalamu Alaikum ji han aapki baat bilkul theek hai ki agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To fir aapko different indicators istemal karna chahie aur Agar vah indicators aapko same trend Line Show Karen ya sem train ke bare mein bataen to Fir Uske bad jawab trade Karenge to aapko Jyada profit Milega aapko indicator istemal karte hue yah Baat Dhyan Mein Rakhna chahie ki kabhi bhi Sarre indicator ek hi category Ke Andar Se istemal Na Karen 1 indicator leading indicators me say istamal Karen 1 lagging indicators mein se istemal Karen Aur Ek Aur extra indicator bhi istemal Karen MT4 ke andar aapko different indicators available Hai Jeene aap istemal Karke apni trade co Behtar kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: three indicator lazmi istamal karain

                  Ji han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamenforex men bahut himat kay sath ek dousry ki help karny chahe kun kay agar hum forex trading ko achy tarah say samajh kar as men trading karen gy tu humas men acha profit hasil kar sakty hain as lia hamen forex men jaldi kay sath trading nahin karny chahe kun kay agar hum as men jaldi ay sath tradin gkarty hain tu hum, as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex men bahut saber kay sath acha kamkarna chahey tabhy humas men achy earnin ghasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan kam nahin hy as men hum jitny mahnat kay sath kam akrty hainn tu hamen as men utna hi faida hasil hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: three indicator lazmi istamal karain

                    hamy market mai indicator ko se kar ky kam akrna ho ga pher he hm pasia kama saky gy hamy market mai indciator ko kabe be ignore nahi karna chaey hum s mai mhante karty han to hamy kamaybe hasal ho y ge hum is mai part tme be kam kar sakty hain hm mai fl ltime be kam kar sakty han hum sy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: three indicator lazmi istamal karain

                      ji han my dear all forex member 3 indicator kolaj me istemal karna chahie agar aap log 3 indicator ko istemal karte hue trading karenge to aap log kamyab Ho jay gay ap macd aur bolinger band aurstochastic ko lazmi istamal Kary es k sath agar chaly to acha bouns Mily ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: three indicator lazmi istamal karain

                        Assalamu Alaikum dear friend ji Ham aapko Forex trading karte hue Ek indicator istemal nahin karna chahie cal ke aapko 2 se 3 indicator istemal karna chahie Is Tarah aapko market ko analyse karne mein Asani Hogi aur aap aasani ke sath market ke agale trend ko analyse kar lenge aapko Hamesha h 1 M 30 candle istemal karna chahie aap istemal Karenge to aap mere Khyal se market Basani Ki Tarah analyse kar lenge aur Achcha parafit Hasil kar Payenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X