Kyun log forex se darte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    hum agar koi b business karte hain to humain paka yaqeen to kisi per b nahi hota k hum profit hi kmayen ge is lye yeh b ek business hi hai is main b profit aur loss dono element mojood hain loss honay per humain himmat nahi haarni chahye balkay mazeed mehnat karni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      we should do not be afraid of forex trading business for loss, because loss is the part of trading business and loss teaches us good lesson and give us good knowledge so we always try to make trading with our relax mind and great knowledge then we can earn lots of money with low loss sakhu\
      • #873 Collapse

        To survive livelihood money is very important. Many people can not do physical work cause of their physical problem. So they are doing now forex to earn money and they happy so. To lead easy life and to give enough time with family there is no other way besides forex.
        • #874 Collapse

          Log forex sy es elye darty hyn ke forex aik risky market hy forex me kio thousand dollars be forex market me koi value nahy rakhty ku ke forex me barry barry investor hoty hyn aor specially hamari choti sii investment ke koi value nahy hoti, agr forex seekh kr kya jahy tau phir theek hy agr seekhy baghair kryn gy tau phir aap dryn gy be aor kamyab be nahy hongy.
             
          • #875 Collapse

            dera bro merey khayal say is min kuch log is say is liye darte hain k hum ko is min loss ho jaye ga wo is min experience say kam nahi karte hain is liye un ko is min is tarah say lagta hai ya hi reason hai
            • #876 Collapse

              bhai forex se darna hi chaiye ku kay ye business hi asa hai agr ap kay pas acha knowldge nahi experince nahi to dar k trde karny me hi bhalai hai ap overconfidane to nahi hingy na or trading b soch samj k karein gye
              • #877 Collapse

                Mein ap logon ko yay batadena chahta hon k log forex mein invest karnay say islye dartay hai k unko stock exchange ki tarah is mein nuqsan na hojaye aur woh islye forex trading ko hath bhi nahi lagatay ahi
                • #878 Collapse

                  Forex jasy business ko hrr koi nhi kr skta hai . bazz logo ka experience iss business mai acha nhi rha . uss ki bri wja yhh ky proper information ka naa hona . or jldbazi mai trade krna issi wja sy unn ko iss business mai nakami hoi hai . or wo iss business ko dubra krny sy drty hai . forex jasy business mai acha trader bnn ny ky lya zaroori hai phly sy hi hard working ki jy . demo account mai practice or preparation ki jy . tbb hi aap iss forex jasy business mai kamyaab ho skty hai .
                  • #879 Collapse

                    is liye derte hain q k is mai loss bhi hai or itna lamba loss bhi hai k is mai app ka account sara ka sara wash ho jata hai is liye log is say der k bhaag jaty hain lekin is say derna nahi chahye hai humain is ko seeekh lain gay tu loss kam say kam bhi ho jata hai koi fiker wali baaat nahi hai
                    • #880 Collapse

                      Q k aik to ye boht uncertain hai aur 2nd ye k is main high risk involved hota hai aur koi bhi insaan apni investment waste nhi krna chahta is liye log forex main invest krty huye darrtey hain lakin ye bilkul galat concept hai agr tarders k paas proper knowledge ho to wo boht asani sy Forex k risk aur iski uncertainty ko handle kr skty hain.
                      • #881 Collapse

                        salam sir ji forex se koi darta nahi hai shuru mein jub maloom hota hai to unko forex ka pata bhi nahi hota hai lekin jub yahan aker posting karte hain to jo sensitive hote hain woh loss walay posts ko dil pe letay hain aur phir forex se darne lagte hain in ke ilawa koi nahi darta hai sab aram se karte hain trading
                        • #882 Collapse

                          forex say log sirf is lye dartay hain ku k wo log na samjh hain aur is ki kadar ko nahi jantay hain agar wo is ko samjh kar kare to wo is say dare gay nahi balkay is say pyar kare gay.
                          • #883 Collapse

                            my dear friend forex trading sa wohi log dartyn hain jo without experience trading krtyn hain or jab uny loss hota hai to un man dobara trading krny ki himat nahi rahti or ji proper knowledge k sath trading krtyn hain wo trading krny sa nahi darty............
                            • #884 Collapse

                              Mere khayal sy Forex sy wo log darte hain jin k pass Forex ki zayda awarness nhi hy, or wo ye smjhte hain k Forex join karne sy unki sari investment doob jaegi. isiliye first unko forex ki awarness ki zarorat hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                mujay lagta ha bohat sy aesy log hen jo forex par kam krny sy darty hen par un ko ye nai pta hota k ham forex sy kitna kama sakty hen forex 1 aesa kam ha jis sy ham apni zindage k liye achy pasy kama sakty hen jis sy ham apni choti choti zrorat ko pura kr sakty hen....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X