Kyun log forex se darte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    forex se bohat se log darte hain kion ke wo log is me apna kafi loss karwa chuke hote hain mager jo loss unka hota hai wo un ke liye lesson hota hai un ko chaiye ke use age rakh dobara aesi mistake se bachen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      ji nahi jinko forex ke bare me knowledge nahi hai wo log is bussiness ko sahi nahi bolte lekin jisko maloom hai wo log forex ko apnate hai aur kafi paise kamate hai yeh ek best aur online bussiness hai aur tezi se fail raha hai.
      • #453 Collapse

        forex sy log kyun darty hain is sy zida easy job to koi nahi bss humri demo acc py learning zaror krni chahiye aur is k bad jb apka experience aur knowledge barhy gi to is sy dar nhi lgy ga blky hum aur interest kern gy ..
        • #454 Collapse

          dear bhai mujy to is baat ka itana ilam nahi ha log forex say kiun darty ha liken mery khiyal say un logo kay pass knowledge and experience nahi hoga jis waja say wo forex say darty ha liken main to nahi darta main to forex say bohat happy hun main forex ko join kar kay bohat acha fell kar raha hun .
          • #455 Collapse

            i think logo k demag mein aik ghalat concept he k 100% chances hein jitna kamao utna chala jata he... jahan tak meri knowledge he agr hum thori se analysis se kam lein tu chances 50 % tak chale jate he... so concept aam karna ho ga k without knowledge and analysis apne demag mein rakhein kuch nai ho ga.....
            • #456 Collapse

              lack of knowledge ki wajha sae log forex sae dartae hain .. zahir jo kaam ap k liyae naya hoga aur knowledge naa hogi ussae darr tou lagae ga .. iss liyae kisi b kaam k liyae knowledge hna zAruri hai ..khaas tour sae forex mae kaam kranae k liyae
              • #457 Collapse

                bhai log forex se nahin log loss se dartay hain aur mere khayal main without risk app koi bhi business nahin kar saktay kyun kay koi bhi business perfect nahin hai app ko pehle achi tarah information haasil karna hoti hai tab app koi bhi business achay se kar saktay hain.
                • #458 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Forex ko join kerne se kayi log derte hain un k khayal main iss kaam main nuqsan zyada or faida kam ya na hone k braber hai. Aap aise logon ko kia suggestion dena chahin ge jo unko motivate kare forex trade main aane k liye.
                  bhai jan forex trading se log nahi darty hain or is work ko jo insan janta nahi hai to wo kar nahi skta hai or agr koi bina sekhy karta hai to los he hota ahi is leay loss darty hain agar sekh kar kia jay to koi darny k bat nahi hia
                   
                  • #459 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kingz
                    nuksan or faida to har kam me hota hai is dar se ham kam to nai chor saktay isi liye ALLAH par bharosa kark hamy ye kam karna chaye qk isse kafi facilities n bonus mil jata hai hame...
                    han je thik bat hai bhia jan kafi log invst karny se darty hain k humari real money west na hojay lekin is tarha to apko ab forum par free bonus or free infromation bhi mil jati hai to ap ab easly trade kar skty hain is forum par or acha porfit bhi earn kar sakty hain
                       
                    • #460 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kingz
                      nuksan or faida to har kam me hota hai is dar se ham kam to nai chor saktay isi liye ALLAH par bharosa kark hamy ye kam karna chaye qk isse kafi facilities n bonus mil jata hai hame...
                      je bhai yahahi bat hai aagr hum Allah pak par bharosa kar len to humari har pareshan dor hojati hai or hume phir koi dar nahi rehta hai ap bhi strt kren forex tradin koi dar ki bat nahi hai
                       
                      • #461 Collapse

                        janab isy join karny se wohi shakhs darta hai jisy apny uper bharosa nahe hota aur jisky pas iska knowledge nahe hota aur iska knowledge asil karna koi itna mushkil kam nahe hai bs is forum par posting karein aur learning k sath sath earning bhe karein
                        • #462 Collapse

                          humain darna nai chahye agar hum acha earn kerna chahty hy to humain chahye k dar ko dil se nikal dain q k loss n prfit to life mein har jaga hota hy likin agar hum achi mehnat karai gy or dil laga k kam karai gy to kabhi hum nakam nai hogy ....or humain success zaror milay gi.....
                          • #463 Collapse

                            Forex trading me loss hone ki kai wujoohat hen, knowledge ki kami, natajurba kaari, lalach, jald bazi, jazbatiyat, lees practice, less confidence, rules ko follow na karna wagera wagera.
                            • #464 Collapse

                              Mujha asa lagta ha ka jo log start ma apna zayada loss kar laty ha wo forex trade sa darta ha ku ka un bad ma b loss ka dar rahta ha g
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                If we can be aware about the knowledge of Forex trading, then we will be very much benefited and we can earn more from Forex. Knowledge is power, this ward is 100% true for Forex trading. So we should acquire more and more knowledge about technical and fundamental Forex trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X