Kyun log forex se darte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1726 Collapse

    forex se kaafi log drtay hain uski aik bari wja ye hai k wo sochtay hain k ye scam hai, yahan pay trusted brooker hai ya nhi, uskay ilawa kuch log loss se drtay hain to aisay log forex mai anay se katratay hain, 3rd mai un logn ka bolna chahungi jo forex ko haraam smjhtay hain, lekin ye blkul haram nhi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1727 Collapse

      Forex say logon kay dernay ki waja forex losers hain jab ye loser forex main huge loss apni mistakes ki waja say othatay hain to dosray log in ko dekh ker forex say darna shoro ker daytay hain on ka ye khyal hota hy keh forex ki waja say in logon nay loss othaya hy aor losers bhi loss ka ilzam forex per hi laga tay hain.
       
      • #1728 Collapse

        The daily volume of currency trading in the forex market up to 3 trillion dollars. And for comparison recall that the size of the New York Stock Exchange Activities of the sharesdoes not exceed $ 300 billion per day, that is,
         
        • #1729 Collapse

          Dear is business se log is liye darty hain kyun k ye aik asa business ha jis se hm kam waqt me zyada loss kar skaty hain isi liye klog is business se darty hain lakin agr un k pass is business ki proper knowledge hasil ho jaye wo is business se acha profit bana k is ko join kr lyn gyn
          • #1730 Collapse

            The difference between the bid price (sale) price and demand (purchase). For example: If the price of the euro / US dollar currency pair 1.5034 / 1.5037 (or in other words, if the offer price of 1.5034 and 1.5037 price request), in this case the difference in points (spreads) 3 points (Pips). Simple points difference ensures that the trader entry and exit of deals better
             
            • #1731 Collapse

              g main kai aise logo ko janta hu jo forex trading se darte hain or chor chuke hain q k un ko loss hota hai or wo us waja se trading hi chor dete hain halan k loss or profit sab hissa hota business ka is liye hame is se darna nai chahiye or is se sikhna chahiye k dobara aisi galti na ho
              • #1732 Collapse

                friends the reason is the very clear ,the lack of the confidence and the lack of knowledge .this is the main and the actual reason if we will do the trade in the forex with the knowledge and with the skills then we will not afraid then we will do the trade with the confidence.
                • #1733 Collapse

                  kyun keh bohat sey loog loss honey dey drety hain aur kuch loog esey beh hain ji keh forex trading ko fraud smjhtey hian aur yeh he smjhte hainkeh yahan peh ger koi loss ker krta hey lekinesa kuch no hota hey yeh sub un keh knowldge na honey ke wja sey he hota hey
                  • #1734 Collapse

                    je ha apna thek kha ha k forex treading ma loss ki important boht zada ha ku k jo log is foreaxper work kerty ha un ko pta ha ka hum jitna work kerty ha un ma humy lss hova ha ya profit .
                    • #1735 Collapse

                      sawal to ye mery zehan main b tha kjk kun log forex se darty hain kun k bohat c esi webs chaal rai hain jkin part admi k sath dhokha hota hai baaz log forex k bary esa sochty hain thts y lekin is main nuksaan b hai or faida b dar nuksaan se lagta hai forex se to nai ye to hamari life main aik masehaa baan k aya hai
                      • #1736 Collapse

                        Sir mere kheyal may bohat saray long forex ko is liye pasand nahi kerstay hain kah wo is ko mushkil samejhtay hain un kay kheyal may trading bohat hi aik difficult kaam hai jis ki waja say apko money milni hai ye unki samej say baher hai or is say loss bohat hota hai
                        • #1737 Collapse

                          dear forex mai loss b hota hy es liye loges business se bohat dartay hain agar ap es ko seekh aur smjh k krna start kr do tu no doubt ap boht kam waqt mai boht acha faida hasil kr jao gy...
                          • #1738 Collapse

                            meray khayal say jo log mehnat nahi karna chahtay wo forex kay baray may aisi batay kartay hay kyun kay aap ko forex may hardworking say kaam karna parta hay phir jakar aapko kamyabi milti hay is lye meray khayal say aap ko mehnat say kaam karna chahiye aik na aik din aap ko kamyabi zaroor milay gi.
                             
                            • #1739 Collapse

                              dekhain dear forex mn drna us qakt chaya tha jub ap apna personel paisa invest kr rha hn jub ap na paisa e bonus ka lgana ha to phr ap ko koi issue nhn hona chaya ka kya hota ha kya nhn baki kon sa business mn loss ka chance nhn hota dear
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1740 Collapse

                                Forex is the highest risky business and this is only possible by working hard and getting more knowledge about this business and if you got it in better way then you may be able to achieve the goals and targets form this business and by getting proper knowledge about this the do not understand it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X