himmat na haarna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    himmat na haarna
    forex trading eik aisa business hai jis mein loss or profit dono hoty hain... isliye jb loss ho jaye to humy himat bilkul bhi nahi harni chahiye.... infact apni us galti par focus karna chahiye jis wja sy loss hua h... or apni us galati ko theek karna chahiye tk dubara loss na ho.... jb hm himat nahi haren gy to kamyaab zaroor hongy... himat na harny wala insan kamyaab zaroor hota hai..... isliye apni himat ko kam karny k bjaye increase karni ki koshish kiya karen......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: himmat na haarna

    dear Pakistani Forex form Mein Hamen hi Mat Nahin Harne Kyunki Agar Ham Himmat Har Gaye To Ham kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge Hamen chahie Ham Pakistan Forex fourmpage Jyada hardworking Karen Achcha bonus Hasil Karen aur acchi trading Karen Agar Ham Himmat Har Jaenge mayus Ho Jaenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Din Raat Apna time invest Karen aur aur successful ho jaaye Hamen chahie Ham Himmat se kam Le Jab Bhi Hum Koi trade lagaen to Himmat se lagaen
    • #3 Collapse

      Re: himmat na haarna

      hamy himat sy kam karna chaey pher he hum ache earning gain kar asky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part tim be kam kar sakty hain hum is mai fll time be kam kar sakty hain yai kabe be band na ony wala business hain
      • #4 Collapse

        Re: himmat na haarna

        Asalam o alikum dear member
        Apny bilkul thk kha ka hmin kabi b himat ni harnu chye agr hmin loss hi b jata ha tu hmin apni mistakes ko dhond a chye or achi trah Kam krna chye ta ka hm dobara wo mistake na krain or kabi b himat ni harnu chye kr na e kabi hmin lalch ma akr koi Kam krna chye wrna hm kamyab ni hskty
        • #5 Collapse

          Re: himmat na haarna

          Assalam o allaikum kasy hai ap sb friends g ap ny belkol thk Kha Pakistani forex mi himmat sy km krna chaheay aor kbhe hemat na Harry kio ky har jet to hoti rhti hai is leay hamin achi quality ke post krni chaheay taky hm successful ho saky jitni achi post ho ge utna acha bouns ho ga is leay Pakistani forex trade mi hemaat sy km krna chaheay
          Last edited by ; 09-10-2020, 11:42 AM.
          • #6 Collapse

            Re: himmat na haarna

            Ji han bhai ji aap ne bilkul theek kaha hai is baat se main agree karta hun Hamen kam karne ke liye bahut jyada Sabar ki Zaroorat hoti hai agar ham Sabar Karenge aur Himmat Nahin harenge To Hamen kamyabi milegi is market mein daily e bahut jyada traders new beginners join Karte Hain but bahut kam Aise traders Hote Hain Jo Kamyab Hote Hain Kyunki Shuru Shuru mein Har trader ko loss ka Samna karna parta hai to maximum Aise traders Hote Hain jo Himmat Haar Jaate Hain aur loss ke bad trading Chor Dety Hain but Jahan Tak mera Khyal hai tu is market mein Main Jisko Loss Ho ho wo nakam Nahin Hai hi but Jo loss ke dar se kaam Chor Jaaye Woh Ek nakam trader hai isliye ap himat na haryn aur apni learning aur practice per focus Karen Tu Ek Din Aap is market Mein zarur Kamyab Ho Jaenge
            • #7 Collapse

              Re: himmat na haarna

              hamy himat sy kam akrna ho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai raat mai be kam ka sakty hin hum is mai din m ai be kam akr sakty hain hum gar mai bath ka ris mai kam kar sakty hain yai aik legal or kabe be band na hony wlaa business hain hum is mai posts kar ksat hain hum is mai trading ak sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: himmat na haarna

                dear forex friends hmien businees me himat nhi harni chahiye himat se kam lena chahiye or dil beh chota nhi krna chahiye phr ja ky ham kamyab hoon gy mehnat ky sath he ham kamyab hoon gy forex online business hai or world ki sab se bari market hai yahan log trade kr ky faida hasil krty hain ap beh mehnat krien ap beh kamyab ho jain gy achy traders ban ny liye apko chahiye ap forex ky ruless ko follow krien or marketing ko samjhien sath ky sath apke experiance me beh izafa hoga
                • #9 Collapse

                  Re: himmat na haarna

                  Ji aapane bilkul theek kaha hai Hamen Kabhi Bhi Apne kam Mein Himmat Nahin Harni chahie Agar Ham Apne kam ko Himmat se Karenge To Hamen Apne kam Mein Jarur acchi success Hasil Hogi Forex Ek Aisa business hai jismein Hamen lost bhi Hote aur profit bhi hota hai to Jab Hamen Apne kam Mein launch Ho Jaaye To Hamen bilkul bhi Himmat Nahin Har Ne chahie Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Agar Ham Apne kam Mein Himmat Har Jaenge To Ham Kabhi Bhi Apne is business Mein Aage Nahin badh Sakte isliye Hamen Apne kam ko Hamesha Himmat ke sath karna chahie jitni acchi Himmat ke sath Ham Apne is kam ko Karenge utna Jyada acchi se acchi success Hamen Apne iskam Mein milegi Forex ke Business mein kam karne ke liye Hamen bahut jyada Sabra ki jarurat hoti hai isliye Hamen Apne kam ko Hamesha Shabr ke sath karna chahie Hamen Apne emotional ko control Mein rakhkar forex market ke Business mein kam karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: himmat na haarna

                    Himat nahi harna aap nay theek kaha forex main aap ko jab bi loss hota hai tu aap ko Himat nahi harni chahiy aap agar Himat haar jay gay tu aap kabi business nahi Kar saktay agar aap Himat haar jay gay tu aap ko nakaami ho gi iss Lia aap ko Himat say kaam karna chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: himmat na haarna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Awais@1 پيغام ديکھيے
                      forex trading eik aisa business hai jis mein loss or profit dono hoty hain... isliye jb loss ho jaye to humy himat bilkul bhi nahi harni chahiye.... infact apni us galti par focus karna chahiye jis wja sy loss hua h... or apni us galati ko theek karna chahiye tk dubara loss na ho.... jb hm himat nahi haren gy to kamyaab zaroor hongy... himat na harny wala insan kamyaab zaroor hota hai..... isliye apni himat ko kam karny k bjaye increase karni ki koshish kiya karen......
                      Yes friend jo be business kari ge is per profit be hoti he aur loss ki be face karni hoti he aur firex aik online business he is per her member dono ko face karte he ager llss nahi kare ge to experience kis tara increase ho ge is waja himat se her loss ko face karni chaya
                      • #12 Collapse

                        Re: himmat na haarna

                        Jab Insan apni life mein koi business start karta hai ya FIR Forex trading ki market ko join karta hai to use Waqt use Himmat Nahin aani chahie balke Apna Kam josho kharosh ke sath karna chahie aur Apne work Mein Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Jitna Jyada vah Apne work ko time Denge utna hi Ziada aapko Apne Work ka Achcha experience Hasil kar Payenge aur is experience ke hisab se hi vah Apne work ki quality ko best Bana Payenge isliye Jab aap apne business ko start karte hain to use Waqt aapko usmein Jyada Se Jyada struggle karna Hoti Hai aur apni work Mein Kisi Ki Sham Ki jaldbaji Nahin Karni chahie Apne work ko mehnat aur imandari ke sath start karna chahie Jab aap apne business mein jyada Se Jyada work karte hain tab bhi aap apni life mein Apne business-related Achcha experience Hasil kar paate Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: himmat na haarna

                          hamy himit sy kam karna ho ga hamy is mai loss or profit ka samanan karna parta hai jab hum kam karty howy koi mistake kar dakty hai to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum ape mistake sy seekty he hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai trading karne chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky
                          • #14 Collapse

                            Re: himmat na haarna

                            Apna Kam josho kharosh ke sath karna chahie aur Apne work Mein Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Jitna Jyada vah Apne work ko time Denge utna greetings Ziada aapko Apne Work ka Achcha experience Hasil kar Payenge aur is experience ke hisab se hello there vah Apne work ki quality ko best Bana Payenge isliye Poke aap apne business ko start karte hain to utilize Waqt aapko usmein Jyada Se Jyada battle karna Hoti Hai aur apni work Mein Kisi Ki Hoax Ki jaldbaji Nahin Karni chahie Apne work ko mehnat aur imandari ke sath start karna chahie Hamen bilkul bhi Himmat Nahin Har Ne chahie Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Agar Ham Apne kam Mein Himmat Har Jaenge To Ham Kabhi Bhi Apne is business Mein Aage Nahin badh Sakte isliye Hamen Apne kam ko Hamesha Himmat ke sath karna chahie jitni acchi Himmat ke sath Ham Apne is kam ko Karenge utna Jyada acchi se acchi achievement Hamen Apne iskam Mein milegi Forex ke Business mein kam karne ke liye Hamen bahut jyada Sabra ki jarurat hoti eslay apko agr nuksan hota hay bounus nahn milta tu himat na harian laga tar kam kraty rahain yahe apkelay shai h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: himmat na haarna

                              Amaze Business mein kam karte hue kabhi bhi Himmat Nahin aani chahie Agaram Himmat Har Jaenge To Ham is business Mein Kabhi Bhi acche kamyabi Hasil nahin kar Payenge Hamen Hamesha acchi kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie aur Hamen Apne kam ko Hamesha Dil Laga Ke karna chahie Jitna acche tarike se kam is business Mein kam Karenge Apne aashiyane kamyabi aur profit Milega Hamen Hamesha Baithe tarike se Business mein kam karna chahie money management ke sath kam karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X