Trend Kaise Maloom Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Kaise Maloom Karen
    Dear Friends Trend Ko maloom karny keleay technical analysis hi kam ata hay ismen mukhtalif indicators aor graphs ka istemal hota hay
    AJ MAIN APKO ik asan trikey sy sirf 2 Indicators kay istemal sy trend ko find karna aor entry point maloom karna sikhaonga
    SAB SY PEHLY
    EXPONENTIAL MOVING AVERAGE KO 2 BAR apply karna hay pehla Period 4 ka rakhna hay colour iska bullish ka mutabiq Aor Dosra Period 8 ka iska colour Bearish K Mutabiq
    DOSRA INDICATOR HAY RSI Iska Period 9 rakhna hay Aor Level iska 30, 50, 70 Rakhna hay
    AB INKO APPLY KARDEN CHART PAR
    to dosto ab apka jo bhi chart hoga jis bhi currency pair ka hoga aor jo bhi time frame hoga ap ismen asani sy sell ya buy kar skty hain just mamoly sy analysis kay bad
    UMEED HAY APKO IS SY FAIDA HOGA
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend Kaise Maloom Karen

    Ji Ham Sabko trade ko Maloom karne ke liye candlestick Kaun knowledge Hona chahie aur Hamen candlestick ko dekh kar apni trading open or close Karni chahie because market ke andar up and down hota rahata hai so Hamen apni candlestick ko dekhna chahie aur apni trade Lagani chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trend Kaise Maloom Karen

      Assalamu Alaikum friends Sumit karta hun aap sab khairiyat se Honge dear friends Agar Ham Trend ke bare mein Maloom karna chahte hain to uski informations Hamen Hamare seniors de sakte hain Kyunki Hamare seniors ke pass Jyada experience hota hai Jyada knowledge aur information Se Hoti Hai unhen Pata hota hai ki kaun si train chal rahi hai aur kitne profit Mein ja rahi hai aur kitne loss Mein isliye Hamen chahie ki Ham Apne seniors ki respect Karen Unse help Hasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: Trend Kaise Maloom Karen

        ab traders market ko join karte hain to use Waqt voh market Mein use Waqt Tak trading nahin kar sakte jab tak unhen market Ka Trend ki acchi information Na Ho aur ham market ke trend ko sirf indicators ke jariye se hi identify kar sakte hain market Mein different types ke indicators hote hain isliye market Mein Manjud Tamam indicators ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Kyunki yah indicators traders ki help ke liye maujud hote hain aur traders in ko use karte hue Kar Kisi Kisham ki investment Nahin Karte balki vah in indicator ko free mein use Karke Apne knowledge and experience Mein ja kar sakte hain market trend ko acchi Tarah Se confirm karne ke bad bhi market Mein Apni trade open Karke market Mein acchi success bhi Hasil kar sakte hain isliye market Mein kam Karte e Waqt market Majid indicators ko kabhi bhi avoid na Karen Kyunki in indicator sagariya Sahi aap market ke triend ko confirm kar paate Hain
        • #5 Collapse

          Re: Trend Kaise Maloom Karen

          Ge dear pyary forexer apnay technical analysis per apni Raye Ka izhar Kia hai. Moving average darasal trend indicator ki type hai jisko Hamm apny graph me laga Ker use Kerty hai iskay levels e numbers ki bullish or bearish trend ke mutabiq istemaal Kerty hai iskay ilawa hamra aik or aham indicator Hota hai market ma Jo ke momentum indicator ki type hai Relative Strength Index(RSI) es indicator ki badoolat market hamy uptrend Yani market ke bullish hony Ka ishara deti hai jab hamra indicator 70+ SE above jaraha Hota hai. Esi trah bearish ma jab market downtrend Mai jarahi Hoti hai to hamy RSI ke zariye market Kay trend Ka pta chlta hai hai ab market 30 SE above or below 60 rahy ge. Or neutral ma 30 SE neechy rahy GA market trend.
          Forex ke technical analysis ma ye 3 indicators Bohat ahmiat ke Hamil hai in per work karey.
          1. Moving average ( Trend indicator ).
          2.Relative strength indicator ( Momentum indicator ).
          3. Chaikin oscillator ( volume indicator ).
          Shukria and Allah Hafiz.
          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
          • #6 Collapse

            Re: Trend Kaise Maloom Karen

            usko Janna ke liye usko maloom karne ke liye kisi senior ke sath raptor rakhna chahie aur agar Ham senior ke sath mein rahata karte rahte Hain to hamen ismein achcha kam ho sakta hai aur hamesha main apna Kam aasan se aasan karne ke liye bhi Koi nuksan nahin ho jata Jo member ko sabse hoti hai to vah apni mehnat ke sath kam karte hain aur unka kam achcha ho jata hai lekin hamen agar apna Kam achcha karna chahie to Ham na Kam nahin ho sakte jitna bhi insan kamyab hota hai to apne mehnat ki vajah se hi ho sakta hai aur hamen bhi ismein ek aisi mehnat karni chahie jitne Ham kar sakte hain aur hamara kam aasan ho jata hai usko samajh na bhi ek aasan kaam hota hai aur ham na Kam nahin ho sakte Jo logon Ko nakam hoti hai to unke apni galti ho sakta lekin hamen hamesha hi apni galti ko dekhne ke liye mein natco share karna chahie aur jitna jyada hamen naat karenge to kitna fayda hoga aur hamesha mein achcha kam bhi kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trend Kaise Maloom Karen

              Trend kasay maloom kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko apna trend Dhak Kar trade lagay gay tu aap ko business mein kamyabi hoti hai agar aap apna trend Dhak Kar trade nahi lagay gay tu aap ko nakaami hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Trend Kaise Maloom Karen

                Aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai Hamen main forex market ka ka trend Maloom karne ke liye technical analysis Karne hoty hain tab Hamen trend Maloom Hota Hai isliye aapko metatrader 4 main different indicators Diye Jaate Hain jinko chart per use Kar ke aap market ka trend Maloom kar sakte hain for example moving average Rsi indicator ya Tamam indicators Apne chart par use Karke Ham market ki next moment ka idea bhi Laga sakte hain aur apni trading strategy ke mutabik different time frame Mein use Karke market ka trend bhi Maloom kar sakte hain agar aap technical analysis per trading karte hain to aapko long term trading ke liye Hamesha trend ko follow karna chahie Kyunki market Ek trend Mein move karti hai Lekin agar aap short term trading karte hain to aapko Chhote timeframe main analysis karne chahie aur uske mutabik trade open karne chahie aur kabhi bhi trend ke opposite trade nahi Lagane chahie Kyunki Kehty Hain Ki trend is friend tu hamesha triend ki favourite mein trade lagakar profit earn Kiya Ja sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trend Kaise Maloom Karen

                  hamy knowledge or experience hasil kar ky market ky trend ko follow kar ky kam karna chahey hamy candle ko use kar ky trading karne chahey kue ky candle hamy market ke movement ka batate hai ky market kis tarf move kar rahe hai hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market mai agy bar sakty ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend Kaise Maloom Karen

                    Hyy dear traders how are you,Trend identification is the basic building block of forex trading.Almost 70 percent trading trend k aagy peexhy goomti h.ak cheese ko rule bna Lein koi b indicator ho koi b strategy ho kbbi trend ki reverse direction mn trade ni krni bht brrha nuqsan uthao gy issi liye kehty hain k trend is your friend.first of all you have to identify trend.trend identification bigger time frame py easily identify ho skti h..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend Kaise Maloom Karen

                      trend aap Different treeko Say maloom kar skaty hain iss kay Liy aap ko Forex trading ka Knowledge hona Boat zrori hai Or Jab tak aap kay pass Knowledge nahi ho ga aap Perfect Treeky say Trading nahi kar sakty hain.Traders Different Way main trading main Trend ko Find karty hain Aap be Different method ka use kar kay Apny Tredn ko Find kar sakty hain or Perfect Trade ke Entry Find kar sakty hain.

                      Kuch Traders Technical Indicator kay use say Trend ko Find karty hain jab kay Zada tar Traders Technical analysis ka Use kar kay trend ko Find karty hain Iss liy aap ko Technical Analysis ka Use karny Ka Method Ana Chaye Or Technical analysis kay Liy aap ko Different Tools ka use ana Chaye tab he Aap Ko market main Trend Find Karny main Asani Rhy ge Or Ap Perfectly trades Kar sakty hain.Lekin hamesha aap ko Yad Rakna Chaye Kay Trend Kay Against trading na Kiya karein.
                      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X