Posting k okaaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting k okaaat
    Aoa ,dear hope so all are in well health condition
    ,Ma ap s aj aik sval krna chata hun ,Kya hmmy threads p post krny k liay koi mehsus time mqrar krna chaiay jis m hm posting krn ???kuj dost aik hi wqt ma apni post limit ko pura krlty hain kya yh sai aml h?iss s hmare bonus p koi frk ni parta?ya hmmy posting time to time krni chaiay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting k okaaat

    Posting ki koi baat nahin hai aap Jab Bhi aapko time mile aap post kar sakte hain Apne free Waqt mein aap Pakistan Forex forum palagan hokar ab posting kar sakte hain aur apne daily target ko complete kar sakte hain isliye koshish karen ki Forex per Jab Se Jyada Nagar Karen aur Mehar ke sath Hi Kam Karen aur apne daily ki takat ko complete Kya Karen Taki aapko Achcha Bonus mil sake
    • #3 Collapse

      Re: Posting k okaaat

      Dekhein post krne ka koi khaas time nai ha ap jb b free hn jb b din mein time mile ap kr skte hein so ap ko jb b wqt mile ap apna keemti time forex ko dein ap ka time jo ap forex pr spent krte hein wo kbhi b zaya nai hota is liye ap dil se mehnat krein dil se km krein tan k ap ko fiada aho ap ziyada profit hasil k skein
      • #4 Collapse

        Re: Posting k okaaat

        Salam dear members
        Ji ap jis time mrzi chaye post share krskhty hai jb bi apko free rime mily ap pist share krskhty r acha zaida peofit r bonus hasil krskhru hai yeh hm depend hai ky hm kis traha profit hasil kr skhty pr hmesha achi thinki ky sath hasil kry
        • #5 Collapse

          Re: Posting k okaaat

          Dear member posting ki koy ookat ni han ap kis bi waqat kar sahkte han jis waqat ap ko time mile ap uss timekar sahkte han ap per koy pahbandi ni ha ap din rat karen ya din ko karen ya rat ko aik time ahjast kar len ka sirf din ko karni ha aik gahnat 2 "3 " 4 ya jis tara bi ap ko eusy laghe ap uss tarah kar len ya tovap par dependent ha ka ap kon sa or kitna kam kaer sahkte han or ahsani sa to iss liy is forum per koy time tabal ni ha ap jis tara chay apna quality or auch working karen or bahasni karen
          • #6 Collapse

            Re: Posting k okaaat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hamzakhan1122 پيغام ديکھيے
            Aoa ,dear hope so all are in well health condition
            ,Ma ap s aj aik sval krna chata hun ,Kya hmmy threads p post krny k liay koi mehsus time mqrar krna chaiay jis m hm posting krn ???kuj dost aik hi wqt ma apni post limit ko pura krlty hain kya yh sai aml h?iss s hmare bonus p koi frk ni parta?ya hmmy posting time to time krni chaiay?
            Desr friend phele apni posts ki limit ko pori karni chaya aur is ke bad forim oer 4 thread dene chaya ager 4 thread phele posts kare ge to her member daily base per 46 posts kar sake ge is lya phele 50 posts kya jai aur is ke bad 4 thread posts karni chYa
            • #7 Collapse

              Re: Posting k okaaat

              assalamu alaikum dear Forex friend main aapko batana chahta hun ke Forex per posting your friends ke liye koi fix time nahin hota Ham kisi bhi time post threads kar sakte hain lekin hamen chahie ki Ham morning mein fresh mind ke sath post Karen kyunki morning mein hamara mind fresh hota hai vah ham acche se a apni information aur experience dusron Tak share kar sakte hain jisse hamari post ki quality behtar hoti hai Ham new ideas share kar sakte hain aur jisse hamen achcha bonus b milta hai isliye mere khyal se post ya threads ke liye morning time best hai
              • #8 Collapse

                Re: Posting k okaaat

                hamy is mai meyare posts karne chahey ta ky hum is mai acha bonus hasil kar saky agar hum posts ke limit ko kam kary gy to hamy is ka bonus be acha nahe hasil ho ga hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy kam karny ky har aik asol ko pora karna ho ga ta ky hum is mai agy bar saky yai aik asa karobar hai jo ky pore duna mai pahl cuka hai
                • #9 Collapse

                  Re: Posting k okaaat

                  Posting ka koi fix time nahin hai agar first posting karte Hain to yah bahut achcha hai agar aap din bhi karte Hain vah bhi Bura nahin hai sham ke time kam visitor hote hain isliye sham ke time agar ab kar sakte to kar le agar aap first time aapke pass time hai aur aap aapke pass mauka bhi hai to aap hamesha first time kar diya Karen 8 se 10 baje tak nobita 11:00 baje tak ine sab aukat per aap agar posting karenge to aapki bonus ki chances jyada hogi baje Raat ke Raat ke iske user become active hote Hain isliye hamen fast time post kar deni chahie tha vah Sara din surrounded bhi hoti rahe aur hamen bola se Milta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting k okaaat

                    Ji Hum Sab Ko bolte hain Karke Apna bonus level improve karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Apna bonus level improve Karte Hain To Hamen kamyabi milati hai so isliye Hamen Yahan Per Dil lagakar kam karna chahie mehnat Koi Ne chahie aur kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo Banna Yahan per mehnat Karta Hai vah definitely Kamyab Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting k okaaat

                      dear friends posting karne ka ek Waqt hota hai Hamen chahie ham morning time mein post Karen ya FIR Sham ke Waqt post Karen Kyunki jo bhi Businessman hai apne job holders hai vah apne job per hote hain aur unke Paas Waqt Nahin Hota Jab vah sham ko iji hote hain to vah Pakistan Forex pay online ho Jaate Hain aur work karte hain use Waqt work karne ka Hamen ya fayda hota hai ki Hamen Zyada thanks Milte Hain aur Hamara work bhi complete ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting k okaaat

                        j bahi, lkn jes time b free ho jay to kam krna chahy. lkn mary khyal m humy chahy ka apna daily ak working time set kry aur phr usi time hum apna kam kry. jb tk hum n apna working routine set nia kia ho to
                        phr hum sahi kam nai krskty. jb hum apna ak routine set kry inshallah phr hum kamyab hongy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting k okaaat

                          Salam dear members... Ap log kisi bhi wqt post ker sakte hen is ke lye waqt ki zarurat nahe hoti bs ye ke ap ko time hona chahye ke ap theek tarah se threads ko read ker ke achi post create karen jis ka sab ko faida hona chahye.. or han post kerne me koi bhi jaldi na karen ais abhi nhe he ke bs ap bethe to 50 posts k target complete ker ke uthen.. aisa nahe hona chahye kyun ke aisa kerne se ap greedy bhi ban sakte hen or jaldbazi me buhat sari galtyan bhi ker sakte hen or is ki wajah se ap ki posts ko delete bhi kiya ja sakta he.. so hamare ps rat 12bje tk ka waqt hota he so hum slowly and gradually apna kam kerte rahen ta ke hamari mehnat bhi zaya na ho hamen hamara profit bhi acha milta rahe..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X