"Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles" par mabni Sawal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles" par mabni Sawal
    Click image for larger version

Name:	IMG_20201007_002656.jpg
Views:	2
Size:	464.3 کلوبائٹ
ID:	12469757Assalam O Alaikum !

    Dear fellows forex trading me successful hoo ne ke liey hame candles ko samajhna chahiey taa keh ham easily forex market ka jaiza le kar achi trade kar ke big profit earn kar sake

    Bearish Engulfing


    Bearish Engulfing me agar forex market downward run kare to yeah candles lambi hoo jati hai aor movement bhi kafi fast hooti hai tab hame chahiey keh dosto ham trading soch samajh kar kare taa keh ham loss se bach kar aek acha profit generate kar sake

    Bullish Engulfing Candles


    Bullish Engulfing candles me agar forex market upward move kare aor itni fast aor high hoo jaey keh poorey din ki candles ko Engulf kar jaaey to ham issey bullish Engulfing candles kehtey hai
    dosto hame chahiey keh forex trading me jab bhi trade karney lagen to candles ki help le kar ache se forex market ka analysis zurroor kare q keh forex aek aesa business hai agar ham is me apne mind aor ache experience kw Saath work kare ge to tabhi hame profit hogaa forex aek bht acha aor profitable business hai please ap ia ko daily basis par time den taa keh ap aek bht acha munafa kmaa sake ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

    Assalamualaikum trading member
    Bearish engulfing and bullish engulfing pattern candlestick chart pattern mein bante hain aur ine se andaza laga kar ham trade open kar sakte hain aur profit earning ke liye apna goal set kar sakte hain receive kar sakte hain Forex trading market mein Ghar baithe hue ham trading market ko join kar ke Pakistan se profit bhi lete hain bonus withdrawable Forex trading market mein bhi le sakte hain.
    Forum members ham sab jante Hain ke trading ek best opportunity hai jismein ham apni skills ko improve karne ka bhi mauka milta hai aur technical analysis bhi kar sakte hain.
    Forum members agar ham trading market mein apni approach acchi rakhenge to ismein hamara bahut fayda hoga humne trading ke liye mehnat karte hue kaam karna hai aur aur market mein aisa kam karna hai jisse ham future mein apne liye aasani paida kar sake aur market ko effective tarike se run kar saken.
    Trading market mein Sare candle pattern score study karna chahie koi bhi baithe bane to aapko maloom hokar ab trading strategy kaise use karni hai.

    Trading market mein fundamental economic calendar ko samajhne ke liye bhi humne mehnat karni hai hamen maloom Hona chahie kaun sa candlestick chart pattern best hai kaun sa economic calendar aasan easy or simple hai jismein scheduled news ko categorise Kiya jata hai aur unka data perfectly provide Kiya jata hai aisa calender hamare liye helpful ho sakta hai usne hamen fundamental hi else's karna aasan ho jata hai aur ham Forex trading market mein apni ko shishu ko improve karte hue trading kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201008-192544_Opera Mini.jpg
Views:	2
Size:	58.3 کلوبائٹ
ID:	12334058

      Je dear hamy agr forex ma profit hasil karna hai to hamy candlestick pattern sy bhot help mel sakti hai. But agr ham candlestick pattern ki knowledge ko hasil ni karyn gy to hamy kbi acha profit hasil ni ho ga. Candle stick pattern k sath agr trader apna acha experience use kary to wo acha profit hasil karny ma zarur kamyab ho sakta hai. But agr wo serf candle stick pattern par he depend kary ga to wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakta.

      Bearish engulfing pattern vs bullish engulfing pattern. Ye dono pattern 2 candle sticks par mabni hoty hain. Bearish engulfing pattern ma pehle candle bullish banti hai. Ye candle reasonable length ko hoti hai. Esk bad second candle gap up sy market ma open hoti hai or wo market ko up trend ma move karwany ki bajae market ko drag down kar leti hai or ye second candle pehle candle sy big banti hai or ye pehle candle ko apni body ma engulf kar leti hai. Ab bullish engulfing pattern ko discuss karty hain. Es ma pehle candle bearish banti hai or seconf candle market ma down gap sy open hoti hai or ye market ko down ley jany ko bajae up ward move kara deti hai or market previous high sy b higher point bana leti hai. Bearish engulfing pattern par tb trade karni chahe jb ye resistance k pass nazar aye or bullish engulfing pattern par tb tradr karni chahe jb ye support k pass nazar aye kiu k yaha par enki kamyabi k chances barh jaty hain. Forex trading ma jo trader bena sochy samjy ankhyn band kar k trade ma en patterns ko follow karta hai wo aksar loss ma pans jata hai es lae trader ko hamesa apny experience ko he follow karna chahe or eski base par trade open karni chahe.
      • #4 Collapse

        Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

        AOA dear friends , forex trading mein bullish aur bearish trend ko bahut hi zyada importance Di jaati hai apne trading ko analyse karne ke liye is mein bullish or bearish engulfing petrol ke bare mein Ham kuchh baat karenge Engulfing pattern main 2 candles hoti hain dono ka opposite hona zaroori hai yaani aik buy ki ho aor aik sell ki
        2- current candle ne last candle ko cover kia hua ho 3- current candle last candle se up ya down jaa kar close hui ho aur Engulfing patterns 2 types k hote hain bullilsh and bearish Engulfing aur Bullish Engulfing main last candle sell ki hoti hai aor current buy ki, buy wali yaani current candle ne last sell wali candle ko cover kia hota hai aor us se up jaa kar close hui hoti hai is ki shakal aisi hoti hai aur Bearish Engulfing main last candle buy ki hoti hai aor current sell ki, sell wali candle yaani current candle ne last buy wali candle ko cover kia hota hai aor us se down jaa kar close hoti hai is ki shakal aisi hoti hai aur Strong Engulfing confirmation big time frames yaani monthly, weekly aor daily main hota hai jo long term trade karte hain wo monthly ya weekly confirmation hi lete hain lekin day trading wale daily chart main bhi is Engulfing k madad se trade open kar sakte hain aur humein bullish aur barish trend ka khyal lazmi rakhna chahiye kiyon k forex markit mein ye ehm chiz hy k trend kon sa chal raha hy humein maloom hona chahiye k konsa trend hy him indicators bhi use karny chahiye jo humein btaty hein k bullish ya barish trend hy ap ny sahi kaha hy k trend ka khas khyal rakha jaye trend humein bohut ziyada profit bhi dy sagta hy aur bohut ziyada loss bhi dy sagta hy aur ye hamain advance analysed information faraham karte hain , agar markeet up ja rahi ho to us ko hum indicators language main isko Bullish kehte hain or agar down move kar dahi ho to phir markeet bearish kehlaiy gi. Bullish and bearish indicators ki bahut afadiat ha. Chaets ko samjhanay ma bhi kaafi ease provide karte hain. Or buy or selling ma bhi acha guess faraham krte hain. Green or red colours ki candles markeeter ko information deti hain trading ko analyse krne k liay.Lakin aap ki trading main apko indicators ko to follow karna ha , saath he apne mind ko bhi alert rakhna ha , markeet sudden change bhi ho sakti ha. Future health of the markeet ka pata bhi inhi chart se chal jata ha. Andaza ho he jata ha.
        • #5 Collapse

          Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

          Forex main trading kay liye hamain chart per kai analysis karny hoty hain. Aur candlesticks patterns say hamain bahut jald trend ki direction aur reversal ka pata chal jata hay. Forex chart paer ye banny waly candlesticks hamain trading order place karny main kafi help daity hain. In he main say bullish engulfing aur bearish engulfing do candlesticks hain jo trend ki reversal ka bataty hain.

          Bearish engulging candlestick.
          Engulfing candle aisi candle hoti hay jo last candle ko comolete tor per khid main jazb kar laiti hay. Bearish engylfing say murad keh aisi candle jo bearish trend main bany aur last candle ko khud main engulf kary. But is candle ko ham bearish candle tab consoder karain gay jab last candle say ye totally differ ho. Yani previous candle bullish ho air current bearish engulfing ho. Is say hamain mazeed bearish trend ki indicatiom milti hay.

          Bullish engulfing candlestick.
          Bearish engulfing pattern kay opposite banny wali ye candle hoti hay jo bearish trend kay end per banti hay. Is main previous candle bearish trend main continue banti hay laikin current candle last candle ko mukamal tor per engulf kar kay long bullish banti hay aur bari body per mushtamil hoti hay. Is kay ikhtatam per hamain bullish trend ki indication milti hay.

          Bearish aur bullish engulfing ki valadity hamin sirf in candles kay ban'ny per he nai milti balkeh kai aur limitations bhi hoti hain. Yani ager ye trend kay darmian main bany to is main iski wicks aur body bhi bahut matter karti hay jab keh iski body iski wicks say long ya small hona bhi bahit matter karti hay. Is liye in candle ko sai samjh tab he ho sakti hay jab demo per acha experience hasil kia jaye.
          • #6 Collapse

            Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

            Candlestick patterns mein Bearish engulfing Aur Bullish engulfing patterns bhut important hain aur yeh market mein mostly banty hain aur yeh trend reversal patterns hain. In ki knowledge bhut important hai. Yeh patterns aap ko achy entry points de skty hain aur 2 candle patterns hain jo ky formation mein bhi zeada time nahin lety aap in se trade kar ky good profits le skty hain. Yeh simple patterns hain jin ko smjhna bhi koi mushkil bat nahin hai aur in ky functions Trend reversal hain. Islye in ko respective names diye gaye hain.

            Bullish Engulfing Pattern:

            Bullish Engulfing pattern 2 candles pattern hai Jo ky market mein bottom position par banta hai. Jab market apna trend downwards chala rhi hoti hai to ek Bearish candle ky bad 2nd candle Bullish banti hai jis ka opening price aur closing price dono first candle ki opening aur closing ko cross kar rhy hoty hain. Is trha yeh pattern banty hi market mein Bullish Trend mein trades open kar skty hain. Yeh 2nd candle first candle ko totally engulf kar leti hai. Aur first candle ki body aur shadows 2nd candle ki body ky within hoty hain aur bahr nahin hoty. Is trha yhe pattern market mein aksar dekhny ko milta hai.

            Bearish Engulfing Pattern:

            Bearish engulfing pattern market ky top position par mostly dekhny ko milta hai jab market apni upwards movement complete kar chuki hoti hai. Usky bad yeh pattern banta hai aur market mein Bearish reversal dikhata hai. Is ki first candle according to trend hoti hai aur Bullish candle hoti hai jab ky 2nd candle Bearish hoti hai jis ki opening ayr closing price first candle se zeada hoti hain. Is trha 2nd candle bearish hoti hai jo ky totally first candle ko engulf kr rhi hoti hai. Isky bad market mein bearish trend ky signals milty hain aur aap selling mein trade entries le kar profits bana skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

              Bearish Aur Bulish bilkul theek sawal kiya hai Apne
              Bearish engulfing.
              Ik aisa trend hai jo higjer se lower ki taraf safar karta hai Matlab k Yeh Market k down trend ko show karta hai K high level c Ab markeet low level tak jay gi.
              bullish engulfing
              yeh market k up trend ko show karta hai Jis ka matlab yeh hai k market Ab lower level se higher level kk taraf ja rahi hai.
              Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
              • #8 Collapse

                Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AbbasAlamdar
                1. Bearish engulfing pattern:
                Bearish engulfing pattern technical chart pattern hai jo trader ko ye signal deta hai k marker ma lower price any wali hai. Es pattern ma pehle ik bull candle banti hai or phr sy large bearish candle ban jati hai jo price ko down drag kar lati hai. Ye pattern es lae important hai k ye show karta hai k market ma pehle buyers thy or market tori uptrend ma ge. But phr sellers ny takeover kar leya or market ko down drag kar leya. Second candle ka first candle ko engulf karna zaruri hai or es patten ki etni zayada significance ni hai jb market choppy condition ma hu. But kuch trader ye b kehty hain k engulfing pattern banta he tb hai jb market choppy behave kar rahi hu. Es patten ma ham stop loss both candle k high point par laga sakty hain ta k ham maximum loss ay bach jaein.
                2. Bullish engulfing pattern:
                Bullish engulfing pattern two candlestick ky reversal pattern ko kaha jata hai. iss pattern mein second candlestick pehly candlestick ki body ko completly engulf karti hai. iss pattern mein pehly candle bearish hoti hai or second candle bullish hoti hai aur ye pehly candle ki body sy bari hoti hai. iss pattern ki help sy hamein market ka pata chalta hai ky market mein pehly seller ziada thy aur market down fall kar gai but phir next session mei buyer ziaada ho gae aur wo market ko previous candle ky opening point sy bhi up move karwany mein kamyab ho gaye. Bullish engulfing pattern mein ham stop loss ko both candle ky low pattern par set kar sakty hain. Bullish engulfing pattern bearish engulfing pattern k bilkul opposite banta hai aur agr trader ko aeisy patterns ki knowedge ho tou wo in sy best result hasil karny mein kamyab ho sakty hain. So hamein patterns ko zaroor importance deni chahiye.
                اصل پيغام ارسال کردہ از: iftikharahmed
                aaj ke is topic Mein ham log Forex trading se related Kuchh Aisi candlesticks ke bare mein discuss Karenge Jo ke Forex trading Mein Hamen bahut jyada Achcha benefits de sakti hain aur Inko istemal Karke Ham Forex trading ki market ko aasani se jaldi kar sakte hain aur Forex trading ke liye ek acche technical analysis kar sakte hain.

                INTRODUCTION OF BULLISH ENGULFING:

                yeh ak candlestick pattern ki aeai types hai jo kh market ki movement ki wajah se chart par banti hai air es main ham es cheez ka andazah laga saktqy hain keh ea main hamain kis trah se market ko seal karna hai.
                yeh candlestick pattern us waqt wajood main aata hai jab hamarqy pas kisi bhi qisam ka koi bhi trend chal raha ho lkin us main market reverse laina shuru karti hai aur ea kay sath sath agar down trend market ka end honay waala ho to ea main laazmi to par market main last waali bearish candle hogi lekin eaky bad jo candle bamay gi to woh candle bullish candle hogi jo keh last waali bearish candle ko totally apnay andar jazab kar lay gi .

                [ATTACH=CONFIG]21719[/ATTACH]

                BULLISH ENGULFING identification

                eaki aimle si identification yeh hai keh es main yeh jab bhi candle banti hai to es main yeh last waali bearish candle ko aonay andar jazab yaani engulf kar laiti hai.

                [ATTACH=CONFIG]21720[/ATTACH]

                esky ilaawah es main agar hamain ak aesa option mil jaaye keh es main ham ea ko dwlh kar samjh jaayain keh ab market ki bearish candle mukammal honay waali hai to es main hamain ak acha entey point mil jaaye ga aur ea ae ham ak achi trah se kaam kar kay knowledge haasil lar lain ge air next rime jab bji ham log forwx trading larain ge to ea main hamain ea kaam kay sarh sath sab kay liye benefit milay ga.

                eaky ilaawah waka sab se barra benefit yeh hoga keh ea makn ak achi trah se market trend ki completioyko samjh sakain ge air ea main ak achay entry point par trade kar sakain ge.

                INTRODUCTION OF BEARISH ENGULFING:

                yeh ak aesa technical indicator hai jo keh hamain market kay baaray main yeh signals provide karta hai keh ab market maon hamaray pas forx markwt ki bulliah ki movement complete hony waali hai aur ab beariah ki candle bannay waali hai .
                ws sw ham asaani se apni tamaam running buy ki trades ko close kar kay apni trades ko sell par laga saktay hain aur es kay ilaawah es main hamain forex trading main sell karnay kay liye hamain ak achi indication mil jaati hai.

                [ATTACH=CONFIG]21723[/ATTACH]

                Bearish candle benefits:

                yeh bahut important candlw hai jo kh hqmqin ea baaray main batati hai keh ab market main jin logon ne trades buy karni thi air market ko jotna up trwnd par le kar jaana tha le gaye hain air ab down trend shuru hony laga hai aur sellers ne buyers ko overxome kar liya hai.

                ea ka sab sw barra benefit ywh hai keh ea main markwt main yeh cheez dekh aur xonfirm kar saktay hain keh kis point par hamain apni buy ki tradea ko stop kar dna chahiye aur ea ky sath sath hamain as main ywh bhi indications milti hain keh ab ham ne sell ki trading shitu kar deni hai.

                eaky ilaawqh agar wa main hamain ttend ki achi trah sw samajh nahin aarahi hai air ham technical analysis karnay main mayoos hain to es main hamain kis trah se kaam karna hoga air kis trah se kam kar kay hamain ak acjay andaaz main sochna hoga keh kos ne ws kaam main kitna profot earn koya hai aur kis trah se wa ko ham ne overcome karna hai.
                [ATTACH=CONFIG]21724[/ATTACH]
                Assalam walekum bahut hi Achcha knowledge share Kiya Hai aapane Hamare Sath bearish engulfing candlestick pattern do candles per mushtamil Hota Hai Iski pahle candle bearish hoti hai hai aur dusri candle bullish hoti hai jo ki pehli candle Se Jyada Badi Hoti Hai body mein bearish engulfing candle download trend ke bad Aati Hai yah aapko batati Hai Ki Ab market Mein downward trend start hone wala hai ISI Tarah bullish engulfing candle bhi do candlestick pattern per mubni Hota Hai Jiski pahle candle bearish hoti hai aur second candle bullish hoti hai aur yah aapko batata hai ki market Mein Ab upward trend Aane Wala Hai candlestick pattern ko samajhna bahut jyada jaruri hai Taki aap market Mein acche se trade kar sake jab tak aapki candlestick pattern ki understanding Nahin Hogi aap trading Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: &quot;Bearish Engulfing and Bullish Engulfing candles&quot; par mabni Sawal

                  Ji han bilkul Apne theek hai ki jab tak Ham Forex Mein acchi tarike Se Kam Nahin Karenge tab tak Hamen tum abhi Nahin Mil sakti Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye hardworking karna jaruri hai jab tak aao hardworking Nahin Karenge tab tak Ham Aage nahin kar sakte agar aap Forex Mein Aage Badhana Chahte Hain To aapko hard-working karna Hogi aur acche tarike se kam karna hoga jab tak aap acche tarike Se Kam Nahin Karenge tab tak aap Aage nahin kar sakte aur na hi aap Kamyab ho sakte hain kam absl karne ke liye hardworking ka element jaruri hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X