Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    yes dear app na sai kaha ager humm forex ma apni need sa profit kery tuo humm achay trader bnn jaiye ga or forex trading ma humm greed nai kerna..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      greedy ho kar kay kam karty hain to trade main loss ho skata hay so huamin hard work kar kay ahcy sya kam karna ho ga greddyness ho khto=m karna ho ga is main kafi hard work or deo ka use karna ho ga kun kay demo ka use karty hain to market kay bary main huamin ach learing mil sakti hay
      • #1578 Collapse

        agar hum greed karen gay forex trading main to es chakar main earning nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay aur esmain khoob timedian aur demo account par eski khoob practice karen kyun keh tab humari trading skil enhance hoti hay aur hum kamyab earning karna seekh sakty hay es trha
        • #1579 Collapse

          greedy ho kar kay k am karna humary liye kafi risk ho sakta hay kun kay hum jab b kam karty hain to is main activev ho kar kay kam karna ho ga kun kay ziada or ziada kay chakr main humain kafi risk ho sakta hay humain hard work karna ho ga ta kay market ka use huamry liye kafi asan ho sakay
          • #1580 Collapse

            ye ak boht hi best job hai sab k liye is main plane kar k hi trade karni ho gi is main kam kar k hum apni har zarorat ko pora karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum real main achi trade kar sakty hain so hamain market main profit hasil ho ga
            • #1581 Collapse

              market main sab say pahly learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is main kam kar k hi hum apni har need ko pora kar sakty hain so hamain market main greed ko bi avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay ta k earningho
              • #1582 Collapse

                agar hum greed karen gay to es chakar main humay market main loss he hota hay humay chahiey keh es business main humay khoob focus karna chahiey kyun keh sahi say trading kar kay earning karnay main he faida hota hay tab he hum esmain safe earning kar sakty hay jab hum khoob time dain gay esmain
                • #1583 Collapse

                  hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is main kam kar k hum apni har zarorat ko pora karty hain
                  • #1584 Collapse

                    forex trading main humay greed nahi karna chahiey kyun keh agar hum es business main lalach karen gay to es chakar main hum earning nahi kar sakty aur humay chahiey keh es busines smain theak say focus karen tab he hum esmain achi earning kar sakty hay aur sabar say kam karnay main he faida hota ahy
                    • #1585 Collapse

                      humain trade main agr success hasil karni hay to greedy nai hona ho ga is main agr greedyness ko jari rkhty hain to trade karna kafi mushkil ho sakat hay humain agr slow risk main kam karty hain to low risk main ana ho ga demo ka use karna hay to hi trade karna huamry liye kafi asan ho sakta hay
                      • #1586 Collapse

                        jee haan bhai meray khayal sy ap bilkul sahe baat kr rahay hain agar forex sy hmari needs puri ho jati hain tw hmain isi par khush ho jana chahiyay ye nae k hmain greedynesss show krain is sy hmain aur loss bh ho sakta ha greed aik aise cheex ha jo apka account bh wash karwa sakti ha
                        • #1587 Collapse

                          bhai forex trading aik international trading hai iss mai professional tareeky sy trading ki jati hain r through proper strategy chlna prta hai r calmness show krni prti hai kyn k agr zra b greedyness show ki jay to hmyn bohat bara loss ho skta hai infact account b deactivate ho skta hai.
                          • #1588 Collapse

                            G bhai apki baat bilkul theek hy lekin ye kaam wohi kr skta hy jo bagher Kisi laalach k trading krta ho keun k jb bhi kisi trader ko uski needs k hisaab sy profit mil chuka hota hy tb maximum traders laalach mein aa jaaty hain aur bjaye take profit krny k trading continue rakhty hain aur aakhir kar loss ka shikaar ho jaaty hain
                             
                            • #1589 Collapse

                              agar hum esmain greed ko khatm kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main jitna hum sbar kay sath kam karen gay utna he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob time iana chahiey tab he safe reh sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                agar hum forex trading main learning karen gay to he humari trading achi hoti hay es business main humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach kay chakar main he faida hota hay es business main greed nahi karna chahiey kyun keh agar hum greed karen gay to es trha humay market main loss ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X