Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    Agar ap is mien greed karengy to ap kabhi bhi faida nahi kar sakengy ap hamesha he loss mien jaiengy isliye apney trading ko business samjh key karien na he greed samjh key kiyoun key is tarah sey ap ko faida to kabhi bhi nahi hoga bus loss he hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      forex mai agr aap agae hain to lalach ko sid epay rkh daikna chahya hai uski wja ye hai klalch aapko duba daiti hai r apka lalach hi apko tbh krta hai, mai aik baat add krdun k bnday ko kbhi bhi apni zrurt puri krnay k lie lalach nhi krna chahya hai, mai is mai bht satisfy hun k lalach nhi krti mai
      • #1368 Collapse

        Gee bahai sahb forex trading ko apni zrorat bnanai chahaye na k is ko aik lalach k tor py krna chahaye nh to loss k siwa kuch nh hasil hoga
        • #1369 Collapse

          Assalam o alikum my dear forex friends, yes i agreeeed to your good point kay insan ko greedy nahi hona chahiye q k dunya kay arman kabi khatem nahi hotay ore ziada kay chakkeer may app ko loss say b safer kerna pharre sakta hay so jo app nay kamya ho zarrorat kay mutabiq tu uss per hee guzara ker laina chahiey
          • #1370 Collapse

            g haan ager ap market main koi trade karta haan tu ap ke trade achi hu jati haa or ap ko profit milna start huta haan tu ap koch profit la kar market sa out hu jain ager ap new trader haan tu kyeo ka ager ap or zada profit ke lalach kara ga tu phir ap ko bhot zada loss hu ga.
            • #1371 Collapse

              Jab b trader ko e b trade karnay lagan to onko apnay zahan main loss ko b rakhna chheya . kyaon kaay ya zarore nhe kay wo jitna profit ya jasa samjh raha hon asay he ho.
              • #1372 Collapse

                ji han forex ke business se aap ko apni needs ko he fulfill karna chahiye or greed me nahi parna chahiye kiun ke trading me hamesha kamyab hota he woh hai jo ke mehnat se chale or needs ko fulfill kare or greed se door rahe .
                • #1373 Collapse

                  daikain dear greed ksi b jaga accept nahe hota agr ham greed karty hai to lazmi ham ko loss ho ga is lai hamian greed nahe karna ho ga balky apny need ko pora karna ho ga . to ham acha kam kar ksty hai
                  • #1374 Collapse

                    Forex trading kay bary mein ap agar think karin gay to ap ko apnay needs fill up karnay k liye forex boht easy way lagy ga magr kuch logs hein jo fill karty hein magr wo soch samag k karty hein wo her angle se sochty hein then wo karty hein.
                    • #1375 Collapse

                      jnab hum jab trading karty hain to humain is main greedy ho kar kam karna ho ga to huamin is loss hi ashil ho ga or humain is main loss nai chaiye to huamin is main grred ko avoid kar kay kam karna ho ga ta kay huamin profit hasil ho
                      • #1376 Collapse

                        life style change karnay ka pora moka milta hai.yani hum yaha say apni umeed say zyada earn kar saktay ha.hame forex main trading ati hogi to hum forex main acha profit earn ker shakte ha.
                        • #1377 Collapse

                          kufd for testing and practicing what we have learned or think might work in the market but the real trading is done on a live account. that is why a trader can never know his trading ability by mere trading on a demo account ejhfgz
                          • #1378 Collapse

                            yes dear yeh bat to ap na khobe e ke ha ka jub ksi bh friend ko ek acha khasa profit mil jaya and ap ki earnig capicity fullfil hojay to best ha dear mn na aj e ek tread rha tha es friend na likha tha ka woh shab apna capital ko daikh kr e daily trading krta hn and profit margin bnata hn dear so woh to es ko e follow krta hn
                            • #1379 Collapse

                              jee mere khyal se aisa hai ke forex hum sab ke liye ziada se ziada profit earn kerne ki ek best oppertunity hy. hamein is se apni needs poori kerni chahiye na ke greedy ho ker chalna chahiye ke hum ziada se ziada profit earn ker lain. greedy hone se humein loss hi hota hay faida nahi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                Yes I agree with you kay ziyada laluch nahin karna chayie ager forex business sey ap ki basics needs puri ho jati hain tu ziyada laluch nahin karna chayie aur apna time forex main haade sey ziyada nahin dena chayie kay ap ki sehate mutasir hoo base apna target achieve karain jo munasib ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X