Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: farhad پيغام ديکھيے
    G maray bhai forex ek aesa business hai jiss me hm apna life style change karnay ka pora moka milta hai.yani hum yaha say apni umeed say zyada earn hasil kar saktay hain.lekin hm yaha pay greedy nahi hona chaye.....
    need for you to ap per hoti hain kay ap un need ko kitna waseh ker leytay hain greed aik easa factor hain hain kjab jab ap ko revenue hotay hain tu ap ko greed ka samna kerna perta hain mager focus ap ka needds hi hona chahiyea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      Yes right if we want to fulfill our meet then we bang to interact the greed staleness which is really bruising for all the peoples so we should refrain the covetousness mans then we can kind the unbend and moneymaking trading and can meet our all expenses easily.
      • #828 Collapse

        gee, bahi humein kabhi bhi lalach nahi krni chhaahye lalach humein or zada nuksaan ki taraf leey jati hai is se bach kar he hum kamyab ban sktay hain .
         
        • #829 Collapse

          han g fx ma kam karny k lia hamy apna target ko pora karna hoi ga jis sy ham fx trade laga k acha profit haseel kar sakty han fx ak bohat achabusiness hai ya kam all world makia jata hai
          • #830 Collapse

            forex trading main kambi her kisis ko nahi milti iss ke lye mehnet kerni ho gi then hi ap iss business main kamyb ho ekr acha gian le sakte ho iss main hi ap ki kamybi ho gi learning ke bagar kamyb nahi ho sakte
             
            • #831 Collapse

              yes dear app ki baat bilkul theak hai ager app ko jab bhi acha profirt mil jata hai tu app kko tab greed main nahi parna chaheay wrna pp ka wo bhi zaya ho skata hai iss leay app emption ko control kar k trade na karin ruk kar trade kar aur apny mind ko fresh rakh k trade karin.
              • #832 Collapse

                g dear mai samjta hu ache say he learning karni chaiye kiu k mai samjta hu humay apni mehnat and experience say he profit gain karna chaiye and ye usi waqat he possible hoga jab hum yaha per mehnat kare gay
                • #833 Collapse

                  Bht achi baat ki hai brother lekin pehle hum yehi kehte hain humein itna hinprofit ho jaye bht hai lekin phr greed increase ho jati hai jo ke achi baat nahi hoti. Iss se apko loss bhi face karna parr sakta hai aur apse ghalat tradimg ho jati hai.
                  • #834 Collapse

                    i am totaly agree with u brotherl. aor mera khayl tu ye bhi hai k needs na bhi totaly poori hon tu tab b ap lalach mat krain aor samjhdaari k sath trading krain..jahan ap lalach krain ge wahan thoray profit se b jaen ge...
                    • #835 Collapse

                      apni zarooratain poori karian aur us k aur ALLAH ki rah me kharach karna na bholain ...... ku k aap agar Allah ki rah me kharach kar k aap k rizk me izafa hota hay............
                       
                      • #836 Collapse

                        Greet ka talut hamesha loss say raha hy jb b koi insan loss kerta hy to wo greed he ki waja hoti hy hamain trading main apni zarorat ka earn kerna chahiye
                         
                        • #837 Collapse

                          Mairay khial main forex trader ko kbhi bhi lalach nahi kerna chahya ussay forex kay rule money management ka always khial rkhtay hooway apni trade ka stop loss or take profit set kerna chahaya or kbhi bhi small equaty say big lot size main trade nahi kerna chahaya.jo kay traders kay loss ki sb say bri wja hay.
                          • #838 Collapse

                            as we know that, greed is a curse : isi lye hume jitna bhi profit ho tou hme use bakhushi except karleni chahye bajae zyada ki greed karne s , jis ki waja s hamara nuqsan bi hoskta hai so we have to be careful about us!
                            • #839 Collapse

                              G ap ne thk kaha hey k hum
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                need in order to ap per hoti hain kay ap un need ko kitna waseh ker leytay hain greed aik easa factor hain hain kjab jab ap ko revenue hotay hain tu ap ko greed ka samna kerna perta hain mager focus ap ka needds hi hona chahiyea

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X