Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: FariyaRaja پيغام ديکھيے
    forex sey bohut ziada earning ki jaskti hybut agar ap ziada earning k chakar my isey khud k liye masla bna lain gy or complicated hojay ga isi liye lalach ka koi chance hi nai hy forex py yeh hamain seda seda moqa daita hay paisay bnany ka or is moqay ko hum kis tarhan use karty hain yeh hum py depend karta hay...jab utni earning horai hy which is enough then greed nai rakhna chahye
    me is baat se thoda disagree karu ga kyuke ye baat kehne ki had tak to theek hai ke sirf zaroorat jitna paisa kamana chhiaye lekin hakikat me sab ek raat me ameer banne chahte hain chhae isme loss bi hojaye aur isi lalach me nuqsan bi hojaa hai.lekin me samajta it is worth it kyuke risk lene se hi kaafi log ameer hue bi hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      dear brothers yes i am agree with you that we shoulld only fullfil our need and not to think more it will be better for us to fulfill only need at here otherwise you have to face loss
      • #708 Collapse

        Forex ak behtreen work hay jha say ham apna profit nekaltay hay forex par sab log earn karnay kay leya he atay hay agar koi jitna be earn kar lay wo pher be trading karta rhay ga kyu kay trading karnay kay bad ye insan kay khoon may rach bass jati hay.
        • #709 Collapse

          We have to control the greed fist if we want to fulfill our require, greed is our bad competition in the forex trading business and it makes the bargainer nonstarter, so we should control the rapacity then try to pass the turn and successful trading.
          • #710 Collapse

            G han agr hmy forex trading m acha profit hojata h to hmy apne profit s apni financial needs ko pura krna chahye na k greed krne lg jana chahye hmy greed s avoid krn achahye or profit ko right way m use krna chahye forex m jo greed krta h woh kamyab nae ho pata h
            • #711 Collapse

              yes ap na tu boht hi zabar dast bat kar di ha ya cheeze tu humay har buisness ka andar implement karni chyiya q ka greed boht hi buri cheeze ha friend is sa hamesha bachna chya ok
              • #712 Collapse

                Yes whether or not you can earn In the same way much As profits instructed to fulfill your current Specifications easily next do not zip beyond the actual limit no matter whether you make use of very small experience ALONG WITH small capital since It\'s going to lead people to be able to overconfidence AND greed AND that will can make people losses. but whether you have a series of 2-3 decades good experience AND a few good capital then go to trader added only.
                • #713 Collapse

                  mere bhai jaan humein forex tarding busienss per achi tara se tarde ko kerna k liaye hard working kernii chahiye aur greed se bach ker tarde ko kerna chahiye.
                   
                  • #714 Collapse

                    yes hamin knowledge ki zarurat ha na k bohot zaida paisay ki knowledg ki base per ham jo trading karengay uska jo profit hoga uski khushi zaida hoge bjay iskay k ham greed karen aur zaida say zaida forex per earn karnay ki koshis karne greed hamay liye nuksssan deh ha.
                    • #715 Collapse

                      Forex maan kam karna betha tu bht big big profit hota ha apk but agar hum greed karte jaian gay tu hum ko is main loss hoga is liya limited earning kar ka hum ko side pakar lana chya .
                      • #716 Collapse

                        ji haan boss agr humen humari life ky sapne porry hoty nazar a jain or ho jain to humen mazeed mehnaat ki zaroorat nai parti Q k agr hum mazeed mehnat karen gy to us se humen nuksan hi hgo ga Q k greeding nuksan hi karwti haio.
                        • #717 Collapse

                          Hamesha need he fullfill ho sakti hain,aur greed ki to koi limit nahi hoti.Hazrat Ali ka farmaan hai ke Hamesha apni zaroriyaat ko pora karo,kiyunke zaroriyaat faqeeron ki bhi pori ho jati hai aur khuwahish to Baadshahon ke bhi pori nahi hoti.
                          • #718 Collapse

                            g hum logon ko is ma greed ni akrni cahhey kion k jo log is ma greed akrtay hn wo log loss ma hi jatay hn or ye buhat hi acha business ha is liay ma isko buhat hi zyada like akrta hn or ye buhat hi zyada best business ah or yehi acha ha
                            • #719 Collapse

                              forex mn ap ko apni zroorat poori krni hoti hy aur aik part time kam k tour pr kam krana hota hy. ye nhi k ap apna sab ktch forex pr hi smjo aur pni duty b chor do aur greedy hi ban jao k aik rat mn rich hona hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                mere bhai jaan ager tou aap apni greed per kabu paa ker tarde ko kero gay tou mein yeh samjhata hoon k aap achi tara se tarde ko ker lo gay kiyon k yeh acha busienss hai.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X