keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?
    keya hum ko trading mein hammare habits sy loss hosakta hai hum ko kis terhan loss hosakta hai hammare habits tau sahi hai hum daily kam
    karte hain apne mind sy kam karte hain rules ko follow karne ki koshish karte hain hum ko kesi loss hosakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

    Ji aapane bilkul theek kaha hai Hamen habit ki vajah se bhi trading Mein loss ho sakta hai Hamen apni habit ko Hamesha good banana chahie Apne kam ko Hamesha regular hokar karna chahie acchi habit ke sath Ham market Mein acchi success Hasil kar sakte hain Hamen apni bad habit ko khatm karke apni good habit ke sath kam karna hoga Hamen apni bed habit ko change karna hoga aur apni good habits a forex market Mein kaam karke acchi se acchi earning Hasil Karni Hogi Jab Ham good habit ke sath market Mein trading Karenge To Hamen apni trading mein Hundred percent Jarur kamyabi milegi Hamen Hamesha active hokar Apne is business Mein kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

      yes dear main bhi apki is baat say agree karta hoon k agar haamri kuch aisi habbits hain jinko ham apnay control main nai rakh saktya hain to aisi habbits jin main emotions ka apnay control main na hona jin main agar ham ziada say ziada lalach akrnay ki adat say baaz nai atay hain waghaira waghaira to hamko is markeet main na sirf lose ho sakta hay balk hamara is markeet main kaam karna bhi hamaray liye mushkil ho sakta hay aur agar ham is main apni bad habbits ko control main nai rakh saktay hain to haamra is markeet main kaam karan hamko koi bhi faida nai day sakta hay aur sath sath hamko is amrkeet ki koi bhi smajh nai lag sakty hay.
      • #4 Collapse

        Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

        Aisay traders jo kay lot size aislye bari use karty hen kay un men profit zeada kamanay ka lalach hota hay aor wo ais bat kay aadi ho chukay hotay hen to wo ais waja say loss authaty hen forex men hamensha kamyab wohe hay jo Forex men best kam karta hay aor lalach ni karnt hamesha soch smjh kar he kam karen aor lalach kabhi na karen to hamen aismen loss nai ho ga hamesha kamyabi hamara mukadar ho ge loss ho ga to kam ho ga jo kay recoverable ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

          Ji han Forex trading ki market Mein Kuchh traiders Aise Hote Hain Jo ki apni hai pet se ki vajah se treading Mein loss ka Samna karna padta hai Kuchh traders Jab fraction trading ki market Mein Apni trading karte hain to use Waqt vah Apne habits ko Kabu Nahin Rakh paate aur apni trading karte waqt jaldbaji kar dete hain aur vah Apna Kam Karne mein bahut jyada emotional ho Jate Hain Jiski vajah se vah market ki movement ko samjhaie bagari market Mein Apne trade Upar kar dete Hain lekin unhen Aisa nahin karna chahie Kyunki Is Tarah Se unhen market Mein nuksan ka Samna karna pad sakta hai vah kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte aur na hi market Mein Apni trading ko ek perfect treading banaa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

            Forex trading ke andar aapko aapki habit ki vajah se bhi nuksan ho sakta hai agar aap bahut jaldbaji Mein Faisla karte hain usko control nahin kar sakte aur aapke andar emotional discipline Nahin Hai To uski vajah se aapko Forex trading mein bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie ki Jab Bhi Forex trading Mein kam karen to sabse pahle apni habits ko control Karen aur negative emotion per control Rakhe Taake aap properly kam kar sake aur focus hokar kam kar sake yah bahut jyada jaruri hai ki emotional discipline aapke andar Ho tabhi aap Forex trading ko join Karen
            • #7 Collapse

              Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

              Ge ha my dear ap ne thk bat khi hai ke hamari habit hamari trading mi loos ka sabab ban sakte hai aksar hame un habits se loos hota hai jinhi ham kabo ni ker sakte isi tarha hame loss hota hai
              • #8 Collapse

                Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

                forex aik best business hain hum is mai kam kar ky pasa kama sakty hain hm is mai bager balance account bana kar be kam ka sakty hain yia iak legal or kabe be band na ony wala busienss hain hum is mai posts kar sakty hain hm is mai trade be laga sakty hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam kara ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

                  Walekum assalam Forex member apne bilkul sahi baat kahi aur bahut important information ki Asia ki hai ki kya kisi habit ki vajah se hamen for F1 launch ho sakta hai bilkul ho sakta hai jab Ham bar bar ek hi mistakes ko repeat karte rahte Hain to hamari habit Ban jaati hai aur uski vajah se hamen loss ho jata hai jo achcha trader hai vah apni mistake se learn karta hai aur dobara bus mistakes ko nahin karta isliye hamen chahie ki Ham Forex per kam karte hue apni habit Court develop na hone de aur new trend follow karte hue trading character ke hamesha profit mein sake
                  • #10 Collapse

                    Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

                    Asslamo alikum.
                    Umeed krta houn k ap sb log khariyat sy houn gy.
                    G bilkul hmari bad habits ki waja sy bhi hmain loss ho skta hy .Q k bad habits hmain kabhi bhi faida nhi dy skti hain .or wo bad habits yeh hain k kabhi koi shakhs copy paste wala kam kr rha hota hy.ya phir bhut zyada spelling mistakes wali bad habits hoti hain.or is trha ki bhut zyada bad habits hain jo insan ko nuqsan pohanchati hain .
                    • #11 Collapse

                      Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

                      hamen forexmein mehnaat say kam karna chihay ager ham log forex trade say ache earning hasell karna chatay hein t men jald bazi ni karni cihay hamen sabar say kam karna chihay ager ham log forex mein sabar say kam karen gay to he hamen forex say bohut ache earning hasell kar saken gay hamen trade ache learning kay sath lagani chihay or amen khoo mehnaat say kam karna chihay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: keya habits ki waja sy trading mein loss hosakta hai?

                        Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek hun aur ummid karta hun ki aap hi bilkul theek honge aap bahut hi acchi aur informative baat puchi hai to main aap kis baat se ek bhi karta hun aur main aapko batana chahta hun ki agar Ham Pakistan frock swayam per mehnat aur himmat se kam karti Hain aur apna jyada se jyada time yahan per rahti Hain to Ham ek acchi trader Ban sakti hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain to ISI vajah se hamen yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie aur jyada se jyada time yahan per gana chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X