loos ka sochay beena achi trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loos ka sochay beena achi trading
    Aslam o alikoum dear brother kay aik trader loss ke bina koi trade kr sakta hai agr kr sakta hai too ksy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loos ka sochay beena achi trading

    Ji Ham Sabko apni trading ko improve karna chahie trading co improve Karke Ham Sab Yahan Pai Kamyab ho sakte hain SO isiliye Dil lagakar kam Karen mehnat ke sath kam Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish per agar aap sab Kamyab Honge to aapko Raju kamyabi aur income milegi
    • #3 Collapse

      Re: loos ka sochay beena achi trading

      ji bilkul hamen kabhi bhi apne dost ke bare mein emotionally hona chahie hamesha learning aur training lete Raha Karen aur apne kam ko kamyab banane ke liye struggle ka track nahin kitna information aur naresh ke sath aapane kam ko perform karte hain itna hi aapko fayda milta hai kabhi bhi aapke emotional nahin hona chahie hamesha learning hote nahin le tera Karen aur apne kam ko kam yaha banane ke liye struggle karte Raha Karen tabhi aapko Forex ke business mein acchi achievement mein sakti hai aur apne liye ek achcha profit gain kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: loos ka sochay beena achi trading

        Trade Lagate hue aap apne mind Mein Do chijen set Karte Hain Aapke do chijen Dayawati Se Hoti Hai Din Mein Ek aapka laws aur ek aapka profit hota hai agar aap donon ko Samne Rakhe aur losco analyze karen to kabhi bhi aap log nahin kar sakte Kyunki Jab aap Kisi chij Ko analyze Karte Hain Uske bare mein Noor Ul Hassan karte hain aur apni mistakes ko cover up Karte Hain To aap kabhi bhi kisi freed Mein Mar Nahin kha sakte To Hamen Apne loss per Hamesha homework karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: loos ka sochay beena achi trading

          Asalam o alikum dear member.
          G bilkul hmin loss ka soch Bina achi trading krni chye ku ka agr hm loss ka e sochty rhain gy tu hn k ay. Ni skhty zindagi ma kamyabi or nkami chlti rhti ha agr hm nakm ho b jatu hn tu hmin kabi b preshan ni hna chye blky skht mehnat krni chye us ka hmin bht acha profit milta ha or hm tb e kamyab hskty leki. Is liye hmin loss ko kabi b mind ma ni Lana chye agr hmin loss ho b jata ha tu hmin dkhna chye ka hmny khna pr ghalti ki ha hmin apni ghalti ko thk krna chye tb hm AK achi trading krskty hn
          • #6 Collapse

            Re: loos ka sochay beena achi trading

            dear members jasa ka ap janta han ka forex pa trading hoti ha or is ma loss or profit hota rahta ha to ap ko chaheya ka ap hamesha trading positive mind ka sath karna is sa ap ke trading achi ho gi or acha profit be ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: loos ka sochay beena achi trading

              Bas ap loss ko sochana chore DN or trading pay tawaju DN or phir sirf trading or hi dehaan rakheen or phir sochana chore DN
              • #8 Collapse

                Re: loos ka sochay beena achi trading

                Assalamu Alaikum Forex friends
                Friends Agar Ham trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To To Hamen lost ke bare mein bilkul Nahin sochana chahie Agar Ham Logon Ko Apne Mai Mein rakhte Hue trading Karenge To Ham Kabhi Bhi Ek kam mein aap trade Nahin Ban Sakte
                • #9 Collapse

                  Re: loos ka sochay beena achi trading

                  Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek or ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm Pakistan agr hm is platform main agr trading kr rahy hn to hm ko losss ko chosy bagr hi trading karni chahie agr hm asa karty hn to hm ko loss ky koi tension nhi hoti
                  • #10 Collapse

                    Re: loos ka sochay beena achi trading

                    nhi dost me iss bat se itfaq nhi krti dekehn agr loss ka nhi sochen gy to hm apni mrzzi sy koi b bry size ki lot lga den gy jab hm dekhen gy k hmary pas bonis km hy to pehly hmnw mnage krna ho ga k hmen kitni size ki lot lgaen to acount wash nhi ho ga iss ley men loss ko b mdnzr rkh kkam krna chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: loos ka sochay beena achi trading

                      loss and profit har karo bar ka hisaab hote hain bilkul iji taraf kohra kitne bhi kabhi amir ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai jo kamyab trader hote hain expert hote Hain ki yahi nishani hoti hai ki vah laws ko ignore kar dete Hain trading karte hue loss ko mind mein bhi nahin late balke attention ke sath tension free hoke baith ke achcha kam karte hain FIR absolutely unko aisa profit bhi hasil ho jata hai jo log apne mind mein lock ko sawar kar lete hain aur loss loss unke mind mein hota Hai to vah Na kam ho jaate Hain Na kami se bachne ke liye yah bahut hi jabardast tarika hai kya pata kam Karen work add Karen jyada se jyada apne karm ke upar focus Karen loss ko bilkul bhul jaen agar koi mistake so rahi hai to unko recover Karen aur aage jaaye Taki aapko acchi income hasil ho jaaye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loos ka sochay beena achi trading

                        meri personal opinion yah hai ki Jab ham log trade Lagate Hain to use Waqt Humko Sirf profit ka Nahin sochana chahie Bal Ke Humko mentally Taur per ready Hona chahie ki Ham Jo trade open Karne Wale Hain ismein Humko loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai FIR Usi ke mutabik Ham Dekhenge Hamara account balance Hamara Kitna loss bardasht kar sakta hai abhi Apne account balance Ke mutabik Humko stop loss Lagana chahie Taki Hamara Jyada nuksan na ho sake Aisa nahin hai ki ham har trade Mein yah Sochenge Hamen ismein se profit hi profit Milana hai aisa kabhi bhi Mumkin Nahin ho sakta yah Ek business a aur Business mein profit or loss donon Hote Hain Kabhi Humko loss Ho Jata Hai To Kabhi profit bhi ho jata hai lekin koshish Karenge Ham Ne Achcha profit lena hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X