International fisher effect ka commodities per kia effect hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    International fisher effect ka commodities per kia effect hota hai?
    Jab differnet countries ky curreny rates main change ati hai tou same effect ko international fisher effect kehty hain jis ka directly forex market main same currency pairs main market ki movement per tou effect hota hai lekin mera yahan per yeh question hai ky international fisher effect ka commodities per kia effect ho sakta hai ky agar ham commodities main trade kerty hai aur ham international fisher effect find ker bhi lety hain tou ham commodities main kesy trade kerain gy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: International fisher effect ka commodities per kia effect hota hai?

    International fisher effect ka na sirf forex main currencies per balkeh widely kuch other pairs per bhi asar hota hay jaisy keh USD ka gold aur isky relavent stocks yani CL, NG per widely asar hota hay. Isi tarah, JPY ka bhi gold stock aur isky relevent stocks per asar hota hay.

    Basically Jab bhi koi country apni monetary policy ya financial policy revise karta hay to iska maqsad interest rate ki revision kay through sirf apni currency ko value ya devalue karna nai hota balke country main baqi factors ko bhi control karna hota hay jin main industry, employment aur business sectors bhi shamil hoty hain.

    International fisher effects ka forex mai stocks aur commodities per asar jan'ny kay liye hamain financial and economic news say waqif rehna hota hay. Jab ham economic calander ko baqaidgi say read karty rehty hain to hamain aisi news ka pata chal jata hay jo currency ki value kay bary main hon. Iskay bad ham in currencies kay relavent stocks, indices aur commodities ko pehly he highlight kar laity hain ta keh ham news announcememt kay waqat inka baqi pairs per bhi effect daikh sakain.

    Iski misal NFP news, CPI aur USA ki monetary policy hamary samny hay. Jab ye news announce hoti hain to inka forex market per bahut wazih asar parta hay yahan tak keh currency pairs say lay kar stocks, equities, gold aur commodities sab apna trend badal laiti hain. Aur ager hamain in news kay impact ka pata nai hoga to ham baqi pairs main trading order main loss ka samna karain gay. Is liye hamain news kay announcement kay waqat total trading stop kar daini chahiye aur in news kay positive and negative hony ka baqi pairs per positive aur negative impact pata hona chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: International fisher effect ka commodities per kia effect hota hai?

      Yes international fisher effect ka matlab hai k 2 countries k interest rate ka difference or en dono countries ki currencies ka exchange rate kar difference apas ma directly proportional hoty hain. Forex market ma commodities or currencies ki ik bari range hoti hai. Hamy pata hai k international fisher effect exchange rate par depend karta hai to es ka matlab ye hai k ye currecncy market ko bhot zayada effect karta hai or eski study sy ham currency trading ma bhot acha perform kar sakty hain or kafi had tak loss sy bach sakty hain or profit ko hasil kar sakty hain. But kiya ye international fisher effect commodities par effect karta hai to es ko ham further explain kar lety hain.

      International fisher effect on commodities
      . Hamy ye bat pata hai k forex market ma sari commodities ki values ko us dollar currency ma calculate kiya jata hai. Kiu k dollar dunya ki sb sy bari reserve currency hai. But ik bat note karny ki ye b hai k yaha par k dollar ka exchange rate b fix ni hai or ye change hota rehta hai or es he waja sy commodities k rates b change hoty rehty hain to es sy ye sabit howa k jb international fisher method ma ham dollar k exchange rate ko observe karyn gy to eska effect commodities par b aye ga. So international fisher effect ko properly study kiya hai or eski help sy exchange rate ko or esk effect ko track kiya jae to ham kafi had tak commodities ki movement ko predict kar sakty hain. Or advance ma profit hasil karny or loss ay bachny ki planning kar sakty hain. So hamy es process ko zarur consider karna chahe. Agr ham es strategy ko use karyn gy to hamy acha benefit zarur mele ga.
      • #4 Collapse

        Re: International fisher effect ka commodities per kia effect hota hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: iftikharahmed
        is article Mein ham log International fishes ke bare mein discuss kar rahe hain aur International Fisher sce a commodity is ke upar Aane Wale effect ko bhi Ham deeply discuss Karne Wale Hain.

        International fishes ke bare mein main Apna Kuchh knowledge aur kuchh experiences aap Logon ke sath Yahan per is review Mein share karna chahta hun.

        what is INTERNATIONAL FISHER:

        yeh economic theory ak economist Irving fisher ne create ki hai.
        yeh hamain nominal aur real interest rate ka inflation kay sath relationship bataati hai.


        yeh ak aesi international economic theory hai jo keh hamain yeh cheez batati hai keh two countries ki currencies kay darmiyaan expected disparity en donon countries kay nominal interst rate ky equal honi chahiye.


        [ATTACH=CONFIG]21664[/ATTACH]


        EFFECTS OF INTERNATIONAL FISHER ON COMMODITIES:

        yeh theory hamain yeh suggest karti hai leh es main jab commodities ka interest rate higjer hoga to ea se en commodities ki value kam hogi yaani value depreciate ho jaaye gi.
        q keh higher rate ka matlab higher inflation ko invite karna hota hai.
        International fishes ka Forex trading ki market ke alava aur bhi bahut jyada effect hota hai Kyunki jaapi fisher ASCII value Mein nominal aur real interest rate jyada ho jata hai to isase communities ki price bahut jyada padhe jati hai aur insulation mein bhi bahut Aisa Ho jata hai aur ine chijon ya nahin real per interest rate aur nominal interest rate ka ham comparison kr ky ak achi earning kr saktay hain.
        eaaky ilaaqah hamaim koshish karni chahiye keh es kaam main hamain laazmi tor par enka ak acha comparison karna hoga aur esky sath sath hamain es cheez kay baaray main kaafi ziyadaha understanding milti rahay gi
        as liye es ko samjgna bahut zaroori hai.

        [ATTACH=CONFIG]21665[/ATTACH]


        FISHER EFFECT ON FOREX MARKET:

        yeh international finance main hypothesis ki hasiyaat rakhta hai aur yeh hamain interest rates ka inflation kay sath comparison karnay ky liye istumaal hoti he.

        international fishers ka forex trading ki market pr bhi kaafi ziyadah asar hota hai q eh jab bhi es main hamain ak acha sa profit warn karna ho to hamain forex trasing kiarket se related news ko laazmi study karna chahiye
        jaisay ham NFP,aur FOMC minutes kay baarayain parhatay hain aur es kay liye ham economic calendar jo parhtay rehtay hain aur eaai wajah se ws kaamain laafi acha advantage milta rwhta hai.

        ea ky liye hamain laazi torr par United states kay economic conditions ky baaray main maloomat ho taakeh ham jab bhi ea kaam main koi acha sa kaam karna ho to ea ky liye hamaray pas bahut achi understanding mojood ho.

        [ATTACH]21666[/ATTACH]
        G dear forex market aik aisye market hai jis mai ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna hai tu ap market mai hamesha acha kam kartye hain tu fisher effects aik bhut he bari marketing side hai ap es mai usi hisab say kam karain jis mai kafi trend hai ager us kay trend kay hisab say ap ka kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu us kaliye market mai majood un pair pay ap kam karain jo sub say best hai aur jin pay kafi kam hai ta kay ap kaliye bad mai asniya ban jati hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai fishing market mai ap daikhtye hain tu ye kafi bari markethai jis mai ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu fishing point aik kafi bari market hai jis mai kafi log hai jo kay investnent kartye hain aur faida laitye hain tu ap nay acha kam karna hai tu fishinng indestries mai trade laga kay invest kar kay acha kam kartye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap es mai acha kam kartye hain tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karna kafi zaroori hai tu mahnet kay sath ager kam kiya jata hai tu market mai kafi paisa ap ko es mai mil jata hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai tu acha kam achye dam miltye hain aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye haim tu ap acha kam karain mahnet karain aur jo kam karna hai dil say acha karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: International fisher effect ka commodities per kia effect hota hai?

          AOA dear friends , IFE sy murad hea international fisher effect aur yah ek economical theory hai Jo k different currency pairs k baray main btati hea aur hamen yah bhi batati hai kya 2 currencies ka exchange rate takreeban barabar hai countries ke interest rate ke aur agar dekha jaaye to world economic strategies ke bare mein batata hai aur hamein kabhi bhi economic news ko improtanant samjhna chaye kun ky ager ham usko fazool samjhty hn to pher hamein is mian loss bhi hosakt ahy so hamein is main mehant karny chaye aur ephr himat ky sath work bhi karna chaye jis sy phe rkafi ziada fiad abhi hosakt ahy so hamein is main mehant karny chaye aur pehr kamyabi bhi hosakty hy so hamien is mian mehant karny chaye aur pher ziada sy ziada work karny ki kohsish karnyc haye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy aur perkamyabi bhi hosakty hy aur kisi bhi country ki taraqi or oski currency ki movement economical news pe depend krta hay.agar hum kisi currency pe trade lagana chahty hon aur hamein os country ki economy k baaray mein maloomat na ho to hum sahi trade nahi laga sakengy.isi leye hamesha economy ki news ko lazmi watch kiya krein or osi k mutabiq trade lagaya krein koi bhi economical news mamooli nahi ho sakti aur kisi b ecnomics news ko malmoli ni smjna chaey q k forex ik internation busnies hy ju hm ghr beth k online krty hain aur new sy e hmy market k halat malum hoty hmy market ki info janany k baad trade krni chaey aur news ko mukml dehan sy suna ya prhna chaey aur Koi be economic news release ho to es ko mamooli ka low impact karni wali news na samjy ye small impact karny wali news be market trend ko reversal movement me change kar sakti hay aur trend ko pehly se zeyada strong be bana sakti hay, Economic calendar me har news ka status (low high) impact dia jata hay jes ki waja se traders se trading me bahot si ghalitya ho jati hay aur ghalat lot size ka traders use kar lety hey esi news zaror follow kia karen magar apna experience be use kia karen aur zeyada risk le kar kesi be news ko follow na kia karen

          اب آن لائن

          Working...
          X