Loss ko apny Uper Heavy na hony dayn or mayous Na Hu....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko apny Uper Heavy na hony dayn or mayous Na Hu....
    Aoa,,..

    Forex market ak aise Market hai jaaha Aap ko Loss Be Ho sakta hai or profit be Ho sakta hai or Real trader wohi hai Jo Loss Ko Accept kary or market main Long term kay Liy rehy ku kay Market main Long term kay Liy rehna Zda bari kamyabi hai Or Jo trader loss Ko Accept Nahi karty hain or Boat jaldi har man jaty hain wo kamyab Trader nahi ban Sakty iss liy jaha aap Profit Ko Accept karty hain waha Loss ko be Accept karna Chaye Or Loss Ko apny Uper Heavy na Hony dia karein tabi aap Successful tradere Ke List main a Sakty hain..
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko apny Uper Heavy na hony dayn or mayous Na Hu....

    dear dosto ap jb b trading krain aur ap ki trade loss mai close ho jae tu ap ko pershan honay ki zaroorat nai kiyun kay forex mai ap loss se nai bach sktay forex mai ik expert trader ussi ko tasawer kiya jata hai ju apnay lossess ko minimum level pr ly kar jata hai. loss se hamain sabk hasil krna chai ki kia waja hai kay ap nay acha analysis kiya forex market ka lakin phir b ap ko loss ho gia jb ap kay mind mai ye sawal paida hoon gay tu ap khud hee in ka answer talaask krnay ki koshish karain gay aur iss tarah ap ki learning improve ho ge aur iss se ap ki earning increase ho ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko apny Uper Heavy na hony dayn or mayous Na Hu....

      Aapane bilkul sahi baat ki hai der member loss ko Apne Upar heavy bilkul bhi na hone De aur na hi mayus hun ke Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Agar Ham Apne loss ko Apne dil per Laga kar baith Jaenge To Ham Apne kam Mein Kabhi Bhi Aage Nahin badh Payenge isliye Hamen Aage badhane ki koshish Karni chahie Apne kam Mein mehnat Karni chahie mehnat karke hi Ham Apne loss ko profit Mein change kar sakte hain Hamen Apne kam mein bilkul bhi mistake Nahin Karni chahie Agar ham Apne kaam mein jyada mistake Karte Rahe To Hamen Apne kam Mein loss hota rahega isliye Hamen apni mistake ko avoid Karke forex market Mein kaam karna chahie

      اب آن لائن

      Working...
      X